Hathon Mein Mehandi Mere Lahoo Ki,..

by Jaanasheen on April 10, 2006, 11:27:58 AM
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 7200 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Logon Ne Meri Mayyat Ro Ro Ke Jab Uthaai,..
Haathon Mein Apni Mehendi Tune Shauq Se Lagaai,..

Tu Aa Saka na Meri Mayyat Bhi Dekhne Ko,..
Tuhi Bata Ke kam Hai Kya Teri Ye Bewafaai,..

Zalim Main Marr Gaya Hoon Teri Berukhi Ne Mara,..
Mere Ghar Hua Hai Matam Tere Ghar Baraat Aaai,..

Mujhko Mitaa Ke Tune Gairon Ka Ghar Basaya,..
O Bewafaa Ye Tune Aacchi Wafa Nibhaai,..

Jis Sheher Se Palat Kar Aata nahi Hai Koi,..
Us Sheher Chal Diya Hai Tera Ye Saudaai,..

____________-Azeem-______________

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mere lahoo mein ab woh rawanee nahi rahi by Alam Qazi in Shairi - E - Zindagi
MERE HATHON MEIN JAAM DE GAYA KOI by rajrishi in Shayri-E-Dard
Mere Lahoo Ke Daag by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
mere hathon se by soudagar in Miscellaneous Shayri
MERE HATHON KI MEHNDI.....K@HIN@@R by Kohinoor in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: April 10, 2006, 11:35:22 AM »
Reply with quote
Teri yaadon Ke Kaanton Par, Main Jab Karwaatein Badal Ta Hoon,..
Main Rota Hoon, Sulag Ta Hoon, Tadapta Hoon, Main Jalta Hoon,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: April 11, 2006, 02:08:18 AM »
Reply with quote
wah kay abaat hai JSheen!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: April 12, 2006, 06:23:21 AM »
Reply with quote
Shukriya Pooja Ji,..
Kitna Accha Hota Ke App Is Andaaz Ko Shayara kehte,..

Dard To Rukne Ka Ab Naam Nahi Leta Hai,..
Sabar Se Dil Bhi Mera Kaam Nahi Leta Hai,..

Jab Se Bakshe Hain Meri Ankhon Ko Aansoon Tune,..
Tabse Deewana Kahin Araam Nahi Leta Hai,..

Itna Sangdil Hai Ke Barbaad Wo Karke Mujhko,..
Apne Sar Koi Bhi Ilzaam Nahi Leta Hai,..

Ye Inayatein Bhi Kam Nahi Mere Harjaai Ki,..
Zakham Deta Hai Magar Daam Nahi Leta  Hai,..

Khauf-e-Ruswaai Se Darta Hai Bahot WoJaanasheen,..
Wo Mera Naam Sar-e-Aam Nahi Leta Hai,..

___________-Azeem-_____________

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: April 12, 2006, 07:28:16 AM »
Reply with quote
Shukriya Majid Bhai,..

Teri Bewafaai Par Mujhe Aaj Bhi Afsos Hai,..
Ke Jis Ghadi Maine Tujhe  Chahat ka Izhaar Kiya,.
Us Waqt Main Marr Jaata To Acha Tha,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: April 12, 2006, 04:20:28 PM »
Reply with quote
Wah kaya baat hai JSheen, ek ek shabd dil ko chu raha hai bahoot acha likha hai apne!!!


Yah dard ab umar bhar rulayega
Isse kabhi kahin bhi chain nahi ayega

Khushiyan milegi zindagi mai jab bhi
Yah teer ban kar, Ashaq le ayega!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: April 13, 2006, 02:54:47 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
Wah kaya baat hai JSheen, ek ek shabd dil ko chu raha hai bahoot acha likha hai apne!!!


Yah dard ab umar bhar rulayega
Isse kabhi kahin bhi chain nahi ayega

Khushiyan milegi zindagi mai jab bhi
Yah teer ban kar, Ashaq le ayega!!


Jaa rahi Hai Tu Khushion Ki Doli Mein,..
Mujhe Gham Ke Kafan Pe Sula Kar,..

Tu Khush Hai Abhi Ke Main Dukhi Hoon,..
Tu Umar Bhar Khush Kaise Reh Paayegi Mujhe Rula Kar,..

Ye Dua hai Tere Liye Aaj Bhi, Tu Khush Reh Har Pal,..
Maine Dil Mein Phir Se Teri Yaadon Ko Basaliya Tere Sare Sitam Bhula Kar,..

______________________-Azeem-______________________
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #7 on: April 15, 2006, 05:58:58 AM »
Reply with quote
maiyyat pe meri har woh shaks tha
jo kabhi tera deewana tha
kaya kahun meri maiyyat pe zamana tha
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 16, 2006, 02:08:58 PM »
Reply with quote
Aaye Bhi Wo Meri Mayyat Pe To Is Liye,,..
Ke Kahin Duniya Mein Wo Mere Naam Se Badnaam Na Hojaaye,..
Lekin Unko Kya Khabar Thi Ke Humne Unka Naam Zamane Se Choopake,..
Dil Mein Basaya Tha,..
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #9 on: April 17, 2006, 04:30:41 AM »
Reply with quote
maiyaat meri uthao doston
le jaao mjhe kuch dur doston
mohtaj hn tumhara jahe
jis raha se le jaoo doston
khud gar chal sakta
to unki gali se zaruur guzarta
khayal rakhna doston....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: April 17, 2006, 10:29:10 AM »
Reply with quote
Bahoot Khub Vikaas Bhai,..

Le Jaaonga Main Teri Mayyat Ko,..
Magar Saath Meri Bhi Mayyat Hogi,..
Aur Tujhe Bhi Karna Padega Intezaar Mera,.,..
Do Char Lamhon Ka Kabar Mein,..
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #11 on: April 21, 2006, 05:19:20 AM »
Reply with quote
Jaanasheen bahoot khub....

karte karte tera intezaar
hum fana ho gaye
Kabar mai karna pada agar intezaar
to dekhlo kahin phir janam na lelen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: April 21, 2006, 07:46:59 AM »
Reply with quote
Shukriya Vikaas Bhai,..

Jee Kar Bhi Karte Tha Main Tera Intezaar,..
Ab To Maut Ke Pehloo Main Akela Hoon Bhala kaise Na karoon,..
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #13 on: April 22, 2006, 11:56:43 AM »
Reply with quote
nice and thanks JS ji

intezar tera karta raha umar bhar
khuli aankhe se dekta raha khawab
chalit tuti saanse rahi sada mere sang
padi ha laash tere dar pe aaj......
zulfon ke chawan to naseeb hui nahi
apne aachal ka kafan hi oudha de......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: April 23, 2006, 11:51:49 AM »
Reply with quote
Shukriya Majid Bhai And Vikaas Bhai,..

Us Bewafa Ki zaat pe Mujhko Hai Ye Gilaa,..
Sunke Bhi Meri Mout Ka Aaya Na Bewafaa,..
Marrke Bhi Uske Liye Apni To Hai Dua,..
Jisne Mujhe Mitaa Diya Wo Khush Rahe Sadaa,..
Logged
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:44:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer