Hathon Mein Mehandi Mere Lahoo Ki,..

by Jaanasheen on April 10, 2006, 11:27:58 AM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 7199 times)
vikas2210
Guest
«Reply #15 on: April 24, 2006, 05:14:51 AM »
Reply with quote
Great JS and thanks Majid bhai.

Rahin hongi kuch majboorira tere payar ki bhi
koi jaan bujh kar bewafa nahi hota
na de tu usko lambi umar ki sada
pata kaya marta hai kitni baar wo tujhe yaad karke
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mere lahoo mein ab woh rawanee nahi rahi by Alam Qazi in Shairi - E - Zindagi
MERE HATHON MEIN JAAM DE GAYA KOI by rajrishi in Shayri-E-Dard
Mere Lahoo Ke Daag by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
mere hathon se by soudagar in Miscellaneous Shayri
MERE HATHON KI MEHNDI.....K@HIN@@R by Kohinoor in Shayri for Khumar -e- Ishq
farooq_4_u
Guest
«Reply #16 on: April 24, 2006, 07:14:53 AM »
Reply with quote
hmm nice goin....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: April 24, 2006, 11:58:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "vikas2210"
Great JS and thanks Majid bhai.

Rahin hongi kuch majboorira tere payar ki bhi
koi jaan bujh kar bewafa nahi hota
na de tu usko lambi umar ki sada
pata kaya marta hai kitni baar wo tujhe yaad karke



Is Baat Se Inkaar Nahi Ke Wo Mujhe Yaad Karta Hai,..
Kyun Ki Humne Bhi Apni Saari Khushiaan Uske Naam Kardi,..
Unka Pyaar Paane Ke Liye Humne Apno Se Bagawat Ki,..
Aur App Hume Majboorian Ke nagmein Sunaa Rahe Hain,..
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #18 on: April 25, 2006, 05:50:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "vikas2210"
Great JS and thanks Majid bhai.

Rahin hongi kuch majboorira tere payar ki bhi
koi jaan bujh kar bewafa nahi hota
na de tu usko lambi umar ki sada
pata kaya marta hai kitni baar wo tujhe yaad karke



Is Baat Se Inkaar Nahi Ke Wo Mujhe Yaad Karta Hai,..
Kyun Ki Humne Bhi Apni Saari Khushiaan Uske Naam Kardi,..
Unka Pyaar Paane Ke Liye Humne Apno Se Bagawat Ki,..
Aur App Hume Majboorian Ke nagmein Sunaa Rahe Hain,..


majboori uski tum kaya samjhoge
duri ka dard kaya samjhoge
karke payar dil diya hai apna maine
apne payar ko bewfak kaise keh dun
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: April 25, 2006, 01:00:07 PM »
Reply with quote
Nice one Vikaas,..

Samjha Hai Uske Majboorian Ko Maine,..
Magar Wo Itni Bhi Majboor Na Thi ke Hume Bhoolade,..
Humne To Uski Yaad Mein Raatein Beeta Di,..
Intezaar Mein Zindagi Kataa Di,..
Jab Wo Nahi aayi To Main Us Kya Samjhoon.,..
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #20 on: April 25, 2006, 01:37:34 PM »
Reply with quote
Yaadein kaya sirf tumhari hai....
uski bhi yeh to utni hi hai...
betayi hai jo tumne judaai mai raaten
hanseen hnahi gayi uski raatein
jo ek katra roe ho tum
uski bhi aankhe sukhi nahi hai....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: April 25, 2006, 01:42:08 PM »
Reply with quote
Humne Aansoon Ko Apne Dil Mein Dabaa Kar Bhi Gham Ko Uthaaye,..
Unhone To Aansoon ki Lehrein Bahaadi,..Phir Bhi Apni Adat Se Baaz Na Aaaye,..
Hum To Karte The Unse Har Pal Mohabbat ka Izhaar,..
Unhone Tord Diya Hamara Dil Hum Samajhna Paaye,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: May 10, 2006, 10:24:27 AM »
Reply with quote
Us Bewafa Ki Zaat Pe Mujhko hai Ye Gila,..
Sunke Bhi Meri Maut Ka Aaya Na Bewafaa,.
Marrke Bhi Uske Liye Apni To Hai Duaa.,
Jisne Mujhe Mitaa Diya Wo Khush Rahe Sadaa,..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #23 on: May 10, 2006, 10:44:37 AM »
Reply with quote
very  nice  janasheen...............vikas
Logged
Tabrez khan
Guest
«Reply #24 on: May 10, 2006, 05:44:12 PM »
Reply with quote
Shaam se aankh main nami si hai,
Aaj phir aapki kami si hai,
Dafan kar do toh saans aaye...
Bahut dayr se e saans kuch thami si hai.



Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: May 12, 2006, 03:46:24 PM »
Reply with quote
Shukriya Waheed Bhai And Nice One Tabrez Bhai,..

Saansein Meri Tham Si Gayi Jaanasheen,..
Jab Tumne Tham Liya Haath Kisi Aur Ka,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: May 26, 2006, 10:12:27 AM »
Reply with quote
Us Bewafaa Ki Zaat Pe Mujhko Hai Ye Gilaa,..
Sunke Bhi Meri Maut Ka Ayaa Na Bewafaa,..
Marke Bhi uske Liye apni To Hai Duaa,..
Jisne Mujhe Mitaa Diya Wo Khush Rahe Sadaa,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #27 on: May 27, 2006, 02:15:18 AM »
Reply with quote
wah kamal ka likhty hai app jsheen ji!!! bahoot acha lagta hai apko pad kar!!

ek se bad kar ek likha hai apne!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: May 27, 2006, 10:12:10 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
wah kamal ka likhty hai app jsheen ji!!! bahoot acha lagta hai apko pad kar!!

ek se bad kar ek likha hai apne!!


Shkriya Ji Jo Appne Hume Is Kadar Samjha Shukriya,..
Gar App Do Lines Likh Dete To Seekhne Ka Mauka Milta,..
Please,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: May 27, 2006, 10:15:40 AM »
Reply with quote
Bewafaa Keh Kar Hume Jaane Wale,..
Tujhe Kya Khabar hai ke Humne Kis Kadar Wafa Nibhaai,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:40:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer