Hathon Mein Mehandi Mere Lahoo Ki,..

by Jaanasheen on April 10, 2006, 11:27:58 AM
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Author  (Read 7198 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: May 30, 2006, 02:52:08 PM »
Reply with quote
Ye Mehendi Jo Tune Haathon Mein Lagaai,..
Ye Hai Meri Zindagi Ki Tabaa Hi,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mere lahoo mein ab woh rawanee nahi rahi by Alam Qazi in Shairi - E - Zindagi
MERE HATHON MEIN JAAM DE GAYA KOI by rajrishi in Shayri-E-Dard
Mere Lahoo Ke Daag by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
mere hathon se by soudagar in Miscellaneous Shayri
MERE HATHON KI MEHNDI.....K@HIN@@R by Kohinoor in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: June 07, 2006, 02:31:12 PM »
Reply with quote
Sabke Hothon Par Tabassum Tha Mere Qatal Hone Ke Baad,..
Jaane Kya Sochkar Rota Raha Qateel Mera,..

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: June 13, 2006, 08:59:25 AM »
Reply with quote
Tujhe Is Tarah Se Yaad Karne Lage Hain,..
Lahoo Banke Aansoo Barasne Lage Hain,..
Khushi Ke Liye hum Ab Tarasne Lage Hain,..
Lahoo Banke Aansoo Barasne Lage Hain,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: June 14, 2006, 12:59:12 PM »
Reply with quote
Hathon Mein Tune Mehandi Mere Khoon Ki Lagaai,..
Tujhe Mili Hain Raunakhein Jahan Ki Hume Mili Hai Tanhaai,..

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #34 on: June 17, 2006, 08:36:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Logon Ne Meri Mayyat Ro Ro Ke Jab Uthaai,..
Haathon Mein Apni Mehendi Tune Shauq Se Lagaai,..

Tu Aa Saka na Meri Mayyat Bhi Dekhne Ko,..
Tuhi Bata Ke kam Hai Kya Teri Ye Bewafaai,..

Zalim Main Marr Gaya Hoon Teri Berukhi Ne Mara,..
Mere Ghar Hua Hai Matam Tere Ghar Baraat Aaai,..

Mujhko Mitaa Ke Tune Gairon Ka Ghar Basaya,..
O Bewafaa Ye Tune Aacchi Wafa Nibhaai,..

Jis Sheher Se Palat Kar Aata nahi Hai Koi,..
Us Sheher Chal Diya Hai Tera Ye Saudaai,..

____________-Azeem-______________



Bahoot Khoob Jaan Bhai-

Hathon Mein Mehandi Lagaa Kar Mere Khoon Ki-
Jaa Rahi Ho Baith Kar Doli Main Begaane Ki-

Khushiaan Kya Mili Hai Tujhe Baata-
Loot Kar Roshni Mere Ashiaane Ki-

Khush Na Reh Paayegi Tu Kabhi Zaleem-
Chin Kar Khushiaan Is Deewaane Ki-

Milegi Tujhe Bhi Ruswaai "Kismat"-
Lage Gi Bad Dua Tujhe Is Deewaane Ki-

-Kismat-
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #35 on: June 17, 2006, 08:43:28 AM »
Reply with quote
=D>
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: June 18, 2006, 10:18:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "nirbhay"
=D>

Bade Bhai Tum Kuch Likh Dete To Seekhne Ka Kuch Maoukha Milta,,..
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #37 on: June 18, 2006, 10:20:04 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Bewafaa Keh Kar Hume Jaane Wale,..
Tujhe Kya Khabar hai ke Humne Kis Kadar Wafa Nibhaai,..

____________________________________-Jaanasheen-


wafa ka naam her waqat lene wale
kabhi kisi ki khamoshi tuje di sunai hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: June 18, 2006, 10:20:54 AM »
Reply with quote
Nice One Kismat Bhai,..
Lage Raho,..

Us Bewafaa Ki Zaat Se Mujhko Hai Ye Gilaa,..
Sunkar Bhi Meri Maut Ka Aaya Na Bewafaa,..
Marke Bhi Uske Liye Apni To Hai Duaa,..
Jisne Mujhe Mitaa Diya Wo Khush Rahe Sadaa,..

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #39 on: June 18, 2006, 10:21:08 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Sabke Hothon Par Tabassum Tha Mere Qatal Hone Ke Baad,..
Jaane Kya Sochkar Rota Raha Qateel Mera,..

_______________________________________-Jaanasheen-


qatal tere se tuje azaad kar diya
tamam umar ka dard apne naam kar diya
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #40 on: June 18, 2006, 10:22:31 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Kismat Bhai,..
Lage Raho,..

Us Bewafaa Ki Zaat Se Mujhko Hai Ye Gilaa,..
Sunkar Bhi Meri Maut Ka Aaya Na Bewafaa,..
Marke Bhi Uske Liye Apni To Hai Duaa,..
Jisne Mujhe Mitaa Diya Wo Khush Rahe Sadaa,..

_____________________________-Jaanasheen-


apni hi kahani apni hi jubani
khamoshi uski bhi kabhi sun jaate
dard tera suna sabne teri jubani
kabhi uske ansoo bhi samjh jaate
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: June 18, 2006, 11:10:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
Quote from: "Jaanasheen"
Bewafaa Keh Kar Hume Jaane Wale,..
Tujhe Kya Khabar hai ke Humne Kis Kadar Wafa Nibhaai,..

____________________________________-Jaanasheen-


wafa ka naam her waqat lene wale
kabhi kisi ki khamoshi tuje di sunai hai


Humto Jaan Jaate Hain Nazron Se Kisi Ke Uske Dil Ki Baaton Ko,..
Nazar Mein Uske Hamare Liye Pyaar Na Tha Ye Bhi Hum Jaante The,..

________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #42 on: June 18, 2006, 11:13:17 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
Quote from: "Jaanasheen"
Sabke Hothon Par Tabassum Tha Mere Qatal Hone Ke Baad,..
Jaane Kya Sochkar Rota Raha Qateel Mera,..

_______________________________________-Jaanasheen-


qatal tere se tuje azaad kar diya
tamam umar ka dard apne naam kar diya


Dard Ka Samna Tum Na Kar Paao,...
Isliye To Humne Marna Gawaraa Samjha,..
Ab Dete Ho Tum Hume Dard Ka Wasta,..
Jiski Khushi Ke Liye Humne Lakhon Sitam Sahe,..

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: June 18, 2006, 11:17:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Kismat Bhai,..
Lage Raho,..

Us Bewafaa Ki Zaat Se Mujhko Hai Ye Gilaa,..
Sunkar Bhi Meri Maut Ka Aaya Na Bewafaa,..
Marke Bhi Uske Liye Apni To Hai Duaa,..
Jisne Mujhe Mitaa Diya Wo Khush Rahe Sadaa,..

_____________________________-Jaanasheen-


apni hi kahani apni hi jubani
khamoshi uski bhi kabhi sun jaate
dard tera suna sabne teri jubani
kabhi uske ansoo bhi samjh jaate


Aansoon Mein Jo Dard Chupa Tha Use Kisi Ne Na Jaana,..
Mere Dard Ko Is Bedard Zamaane Mein Kisi Ne Na Pehchana,..

Kaise Kaise Log Hain Yahan Dekar Dard Muskuraate Hain "Jaanasheen"
Mohabbat Jo Ki Thi Humne Kise Se Banaa Diya Us Haqeeqat Ko Sabne Fasaana,..

_________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #44 on: June 18, 2006, 11:23:26 AM »
Reply with quote
nigah uthai to afsaana ban gaya
gardan jhukai to Ilzaam lag gaya
her haal mai bewafa hone ka naam mila
na puch muhobaat mai kaya saman mila
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:35:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer