Hazaron dard chupaye phirta hon .. anmol arora

by anmolarora on November 18, 2012, 01:22:20 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 910 times)
anmolarora
Guest
Reply with quote
Apne is dil main Hazaron dard  chupaye phirta hon mein,
Tumari is judai ka gham apne is dil me chupay firta hun main ,
Tumare is pyar me hum ne apna sab kuch Lutaa dala ,
 Bas jindgi ke kuch pal bache hai jo tayri yaad me gujar raha hu main ,
Ye tumari tasveer, tumari har ik nishani or ye tumare khat ,
 Is dil me chepay phir raha hu tumari her ik nishani ko  main ,
Kisi roj to pare gi hum per bhi tumari Nazar ae dost ,  
Is ley khud ko main Tamasha banaye phir raha hoon main ,  
Koi nahi Bhuja sakta hawa ke ik jhonke ko ae dost,
Is dil me tumare mahobbat ka  Diye  jalaye phir raha hoon mein,
Mayri ye ankhain nam hain us bavafa ki bewafayi per,
Main in ankhon main Usi ke khawb basaye phir raha hoon .

Logged
anmolarora
Guest
«Reply #1 on: November 18, 2012, 01:22:25 PM »

nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011

View Profile
«Reply #2 on: November 18, 2012, 04:07:27 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
prashad
Guest
«Reply #3 on: November 19, 2012, 01:32:52 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
suman59
Guest
«Reply #4 on: November 19, 2012, 01:33:33 AM »
Reply with quote
Apne is dil main Hazaron dard  chupaye phirta hon mein,
Tumari is judai ka gham apne is dil me chupay firta hun main ,
Tumare is pyar me hum ne apna sab kuch Lutaa dala ,
 Bas jindgi ke kuch pal bache hai jo tayri yaad me gujar raha hu main ,
Ye tumari tasveer, tumari har ik nishani or ye tumare khat ,
 Is dil me chepay phir raha hu tumari her ik nishani ko  main ,
Kisi roj to pare gi hum per bhi tumari Nazar ae dost , 
Is ley khud ko main Tamasha banaye phir raha hoon main , 
Koi nahi Bhuja sakta hawa ke ik jhonke ko ae dost,
Is dil me tumare mahobbat ka  Diye  jalaye phir raha hoon mein,
Mayri ye ankhain nam hain us bavafa ki bewafayi per,
Main in ankhon main Usi ke khawb basaye phir raha hoon .

bahut bahut khoob  Thumbs UP
Logged
aqsh
Guest
«Reply #5 on: November 19, 2012, 05:59:07 AM »
Reply with quote
very very nice....
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #6 on: November 19, 2012, 12:24:55 PM »
Reply with quote
bahut khoob
sukhriya nand bahu ji
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #7 on: November 19, 2012, 12:25:33 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Thnkx prashad ji
Logged
laaiba
Guest
«Reply #8 on: November 19, 2012, 12:43:53 PM »
Reply with quote
Apne is dil main Hazaron dard  chupaye phirta hon mein,
Tumari is judai ka gham apne is dil me chupay firta hun main ,
Tumare is pyar me hum ne apna sab kuch Lutaa dala ,
 Bas jindgi ke kuch pal bache hai jo tayri yaad me gujar raha hu main ,
Ye tumari tasveer, tumari har ik nishani or ye tumare khat ,
 Is dil me chepay phir raha hu tumari her ik nishani ko  main ,
Kisi roj to pare gi hum per bhi tumari Nazar ae dost , 
Is ley khud ko main Tamasha banaye phir raha hoon main , 
Koi nahi Bhuja sakta hawa ke ik jhonke ko ae dost,
Is dil me tumare mahobbat ka  Diye  jalaye phir raha hoon mein,
Mayri ye ankhain nam hain us bavafa ki bewafayi per,
Main in ankhon main Usi ke khawb basaye phir raha hoon .

khubsurat mohabat ka ihsas anmol ji ,bohat khoob ,.. bohat c daad,.......
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #9 on: November 19, 2012, 12:49:34 PM »
Reply with quote
khubsurat mohabat ka ihsas anmol ji ,bohat khoob ,.. bohat c daad,.......
sukhriya laaiba ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:23:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer