Hum ban gaye

by CoolGirl on May 02, 2008, 05:14:22 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1635 times)
bgreat
Guest
«Reply #15 on: May 02, 2008, 09:04:49 AM »
Reply with quote
najar se dur rehne wale ne mujhe shayad dil se bhi dur kar diya,
kabhi vada kiya thahamne hasane ka aaj usi ki yado ne rone par majboor
kar diya

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tum hume bhool gaye,bhool gaye by karan q in Shayri for Dard -e- Judai
Kadi Kol Aa Gaye Kadi Door Ho Gaye by Naya_Daur in Shayri for Khumar -e- Ishq
ro gaye... by dua.. in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
JAB SE TUM GAYE HO.................. by salil2002 in Shayri-E-Dard
Ho gaye... by maya01 in Shayri for Dard -e- Judai
bgreat
Guest
«Reply #16 on: May 02, 2008, 09:05:04 AM »
Reply with quote
Ab hum juda ho kar sayad mil na pain gain.
Aik dosray ko magar phir bhi yaad ayen gain.
Dhoonda karain gi baharain humain gulshan main ja ja kar.
Udaas si ho jayen gi humain wahan na pa kar.
Ab mosamee bahar ko hum ghar main hi manyen gain.
Ab hum juda ho kar sayad mil nay payen gain.
Dil tumhain pukaray ga dhonday gi nazar hamari.
Har aik lamha hum ko aye gi yaad tumhari.
Tanhia main beth kar hum phir dil ko yeh samjhayen gay.
Ab hum juda ho kar shayed mil na payen gay.
Rehain lain gain hum bhi is dunya main kahin bus kar.
Sabab ansouoon ka taal dain gay sab ko hans kar.
Teray bagair bhi ab meray din guzar jain gay.
Ab hum juda ho kar shayed mil na payen gay.
Tum na ho gay to meray geet kon sunay ga.
Hontoon par meray lafzoon ka jaal kon bunay ga.
Hal-e- dil hum apna phir kis ko sunain gay.
Ab hum juda ho kar shayed mil na payen gay.
Ab jo hum milain to woh jazbaat to na houn gay.
Pehli mohabbat kay woh ehsasaat to na houn gay.
Ab jo hum milain bhi to kiya payen gay.
Ab hum juda ho kar shayed mil na payen gain.

Logged
bgreat
Guest
«Reply #17 on: May 02, 2008, 09:05:20 AM »
Reply with quote
dil ke riste bhi ajeeb hote he
door rehkar bhi karib hote he
jo log apko roj milte he
wo log kitne khushnasib hote he

Logged
bgreat
Guest
«Reply #18 on: May 02, 2008, 09:05:36 AM »
Reply with quote
phool barse aayi bahar
faagun aaya laya rango ka tyohar
tabhi hamare dil se ye nikli dua baar-baar
aapke jivan mein aaye khushiyan hazaar.

aap sabhi ko meri tarafse se
holi ki dher saari badhai.happy holi
Logged
bgreat
Guest
«Reply #19 on: May 02, 2008, 09:05:51 AM »
Reply with quote
Jab tanhai me aapki yaad aati hai,
Hontho pe ek hi fariyad aati hai…
Khuda aapko har khushi de,
Kyonki aaj bhi hamari har khushi aapke baad aati hai..
Logged
bgreat
Guest
«Reply #20 on: May 02, 2008, 09:06:08 AM »
Reply with quote
Pata Nahi Kab Din Kab Raat Hoti Hai
Jub Khamosh Aankho Se Baat Hoti Hai
Aise Hi Mohabbat Ki Suruwat Hoti Hai
Tumhare Hi Khayalo Mein Khoye Rehte Hain
Pata Nahi Kab Din Kab Raat Hoti Hai

Logged
bgreat
Guest
«Reply #21 on: May 02, 2008, 09:06:25 AM »
Reply with quote
Kyonki aaj bhi hamari har khushi aapke baad aati hai..
Jab tanhai me aapki yaad aati hai,
Hontho pe ek hi fariyad aati hai…
Khuda aapko har khushi de,
Kyonki aaj bhi hamari har khushi aapke baad aati hai..
Logged
bgreat
Guest
«Reply #22 on: May 02, 2008, 09:06:42 AM »
Reply with quote
Bewfai
shyad firse wo milne ki takdir mil jaye
jivan ka sabse hasin wo pal mil jaye
cal firse banaye sagar pe wo ret ka makan
sayad wapis apna bachpan mil jaye

Chchoo kar tumko, hawayein bhi ladkhdaa gayin
Choom kar tumko, Khushbuyein bhi lazaa gayin;
Roop tumhara to, chandan ke kundan sa lage
Ghoom kar dekho, nazarein bhi pathraa gayin.

Tum samandar ho, samjhna tumhein mushkil lage
Tum jantar-mantar ho, sochna tumhein mushkil lage;
Palkon mein basa kar, tumhari aankhon me jo utare
Tum Chchoo mantar ho, chchodna tumhein mushkil lage
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #23 on: May 02, 2008, 03:27:31 PM »
Reply with quote
Hatho ki lakir par bharosa mat karna
kyoki tadir to unki bhi hoti hai jinke hath nahi hote

accha sharing hai
Logged
CoolGirl
Guest
«Reply #24 on: May 03, 2008, 07:02:41 AM »
Reply with quote
kool sharing buddy
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #25 on: May 12, 2008, 05:49:36 AM »
Reply with quote
PHOOLON KO JAHAN KHILNA THA WAHIN KHILTE TO ACHA THA !!!
TUMHI KO HUMNE CHAHA THA TUMHI MILTE TO ACHA THA!!
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:01:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.14 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer