Hum Bewafa,.

by Jaanasheen on October 15, 2008, 04:56:03 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1902 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Aapki Yaad Na Aaaye To Hum Bewafaa,.
Aap Bulaao Hum Naa Aaayein To Hum Bewafaa,.

Hume Marne Ke Liye Zehar Ki Zaroorat Nahi,.
Ek Baar Nazar Phair Lo, Na Marr Jaayein To Hum Bewafaa,.

_______________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bewafa by jassi_deewana in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Bewafa by eternal in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
bewafa by shyama in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bewafa tum..... by Princess21 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Bewafa ko bewafa hi kahenge by sabreena in Shayeri for Dard -e- Bewafai
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: October 20, 2008, 05:56:49 PM »
Reply with quote
Aapki Yaad Na Aaaye To Hum Bewafaa,.
Aap Bulaao Hum Naa Aaayein To Hum Bewafaa,.

Hume Marne Ke Liye Zehar Ki Zaroorat Nahi,.
Ek Baar Nazar Phair Lo, Na Marr Jaayein To Hum Bewafaa,.

_______________________-Jaanasheen-


Bohat khoob Bhai.. Thumbs UP
Logged
Deepak Subi
Guest
«Reply #2 on: October 20, 2008, 06:09:50 PM »
Reply with quote
unki nazarein hum par na ho aur kaza aaye...aisa kabhi khuda na ho...
Unke Deedar ke bina to ye ruh bhi jism se juda na ho....
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: October 20, 2008, 08:28:04 PM »
Reply with quote
Aapki Yaad Na Aaaye To Hum Bewafaa,.
Aap Bulaao Hum Naa Aaayein To Hum Bewafaa,.

Hume Marne Ke Liye Zehar Ki Zaroorat Nahi,.
Ek Baar Nazar Phair Lo, Na Marr Jaayein To Hum Bewafaa,.

_______________________-Jaanasheen-


Bohot Khoob Azeem  icon_thumleft

Nice lines Deepak
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: October 21, 2008, 10:19:36 AM »
Reply with quote
Shukriya Jaya sis,.
And Talat Ji,.
And Nice One Deepak Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: October 21, 2008, 10:21:27 AM »
Reply with quote
Meri Wafaaon Ke Khisse. To Zamaane Bhar Mein Hain,.
Ek Tu Bewafaa Kehde, To Main Badnaam Kaise Hojaaoon,.

_____________________________-Jaanasheen-

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: October 21, 2008, 10:29:35 AM »
Reply with quote
 
Nice lines Bhai..


Wafaa karke bhool jaate hai
Tanha raahon par chorh jaate hai
Poochne par jawab nahi dete hai
Zulm ke shikar hai suli par chad jaate hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: October 21, 2008, 03:29:35 PM »
Reply with quote
Waah Didi Bahot Bahot Khoob,.
Bahoot Hi Acha Likha Hai,.
Nice One,.
Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: October 21, 2008, 03:33:51 PM »
Reply with quote

Nice lines Bhai..


Wafaa karke bhool jaate hai
Tanha raahon par chorh jaate hai
Poochne par jawab nahi dete hai
Zulm ke shikar hai suli par chad jaate hai


Wafaa Maine Karke Tumse, Nibhaakar Bhi Dekha,.
Tumse Na Mili Wafa, Maine Kareeb Aakar Bhi Dekha,.

Ab Gilaa Karte Ho Sirf Meri Bewafaai Ki, Jo Majboori Thi,.
Tumhaare Paas Akar Apni Bebasi Ka Khissa Sunaakar Bhi Dekha,.

Yakheen Kyun Nahi Hota Tumne, "Azeem Ki Chahaton Par,.
Isne To Chahat Ke Naam Par, Gham Me Bhi Muskuraakar Dekha,.

___________________________________-Jaanasheen-

Logged
Muhammed
Guest
«Reply #9 on: October 22, 2008, 09:14:03 AM »
Reply with quote
Aap k Thread Par Na AayeiN To Hum Bewafa
Aap Bulaao  Hum Na AayeiN To Hum Bewafa…..

Jee Azeem,,Kal Jo wada kiya tha aaj Pura Kar diya..bahot hi khoob hai ye ash’aar.
Aur baki dusre ash’aar bhi padhe,,badhiya likhte ho,,shayaro Ki Fehrist Mein To Awwal Darja Dene k Kabil Ho..

Kabhi Kabhi To Azeem Meri bhi Class Le Leta Hai..Yaar.
Kya kaheiN !!

Aur Jabki Jaya K Ash’ar pe kuch kahen To Itna ki aaj kal wo Badhiya se Badhiya Likh lete hai..Kis bhi Unwaan ya Mauzu Par..

Jaya & Azeem…Didijaan & Bhaijaan.
Dua Hai Rab se ki….Rub Tumhe Likhaein Aur Aap Likho.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: October 22, 2008, 09:43:05 AM »
Reply with quote
Shuktriya Bhaijaan,.
Bahoot bahoot,.
Jo aap Aaaye,.
Aur Itna Comments Diya,.
Mujh Na Cheez par,.
Aur Aap To Lafzon Ki Kitaab ho,.
Aap Se Bahoot Kuch Hume Seekhne Ko Milaa,.
Aap Kyun Sharminda Karte Ho,.

Aur Waise Bahoot Shukriya,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: October 22, 2008, 09:44:50 AM »
Reply with quote
Mujh Par Bewafaai Ka Ilzaam Na Lagaao,.
Kis Hadd Tak Maine Wafaa Nibhaai, Ye Mera Khudaa Jaanta Hai,.

____________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: October 28, 2008, 04:21:21 AM »
Reply with quote
good work lil bro
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #13 on: October 28, 2008, 04:30:21 AM »
Reply with quote
Aapki Yaad Na Aaaye To Hum Bewafaa,.
Aap Bulaao Hum Naa Aaayein To Hum Bewafaa,.

Hume Marne Ke Liye Zehar Ki Zaroorat Nahi,.
Ek Baar Nazar Phair Lo, Na Marr Jaayein To Hum Bewafaa,.

_______________________-Jaanasheen-


Nice lines Jaanasheen Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: October 28, 2008, 08:14:17 AM »
Reply with quote
Shukriya Pooja Didi,.
And Rajesh Ji,.

Aap Kuch Likhte To Achcha Lagta,.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 05:11:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer