hum jiyen ya marain tumhy iss se kia

by payar on July 29, 2008, 05:47:02 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 940 times)
payar
Guest
Reply with quote
kiss cheez ka istafsaar kartay ho
jhoti baat ka aetbar kartay ho
hum jiyen ya marain tumhy iss se kia
kham kha apna dil be-qarar kartay ho
ab na lout kar aayen gay tumhari zindagi main hum
kyun shabo roz intezar kartay ho
hum iss qadar durr hain k tumhy sunn n payen gay
kyun phir b itni chekho pukarr kartay ho
hum to sotey hain kanton k bistar pe
kyun tum apni ratein bezaar kartay ho
humay zamanay ne jeena sikhla dia
kyun tum humari fiqar beqar kartay ho
chuppa letay hain hum sabi dard apnay
kyun tum apna har dard ashqar kartay ho
hum na batain gay tumhy dil ki baat
kyun bila waja israrr kartay ho
khilain gay uss main nafraton k gull sada
jiss baghe mohabbat ko tum abyar kartay ho
ab na dekh pao gay tum humay kabhi
kyun yun koshishe-dedar kartay ho




















Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kyun jiyen--!!! by sarfira in Miscellaneous Shayri
sidushale
Guest
«Reply #1 on: July 30, 2008, 02:42:54 AM »
Reply with quote
hum iss qadar durr hain k tumhy sunn n payen gay
kyun phir b itni chekho pukarr kartay ho
hum to sotey hain kanton k bistar pe
kyun tum apni ratein bezaar kartay ho


 Applause i really like it!!!
Logged
payar
Guest
«Reply #2 on: July 30, 2008, 05:47:54 AM »
Reply with quote
thanks icon_salut
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #3 on: July 30, 2008, 05:59:47 AM »
Reply with quote
kiss cheez ka istafsaar kartay ho
jhoti baat ka aetbar kartay ho
hum jiyen ya marain tumhy iss se kia
kham kha apna dil be-qarar kartay ho
ab na lout kar aayen gay tumhari zindagi main hum
kyun shabo roz intezar kartay ho
hum iss qadar durr hain k tumhy sunn n payen gay
kyun phir b itni chekho pukarr kartay ho
hum to sotey hain kanton k bistar pe
kyun tum apni ratein bezaar kartay ho
humay zamanay ne jeena sikhla dia
kyun tum humari fiqar beqar kartay ho
chuppa letay hain hum sabi dard apnay
kyun tum apna har dard ashqar kartay ho
hum na batain gay tumhy dil ki baat
kyun bila waja israrr kartay ho
khilain gay uss main nafraton k gull sada
jiss baghe mohabbat ko tum abyar kartay ho
ab na dekh pao gay tum humay kabhi
kyun yun koshishe-dedar kartay ho

Bahut achha likha hai aapne... Applause
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #4 on: July 30, 2008, 11:20:56 AM »
Reply with quote
kiss cheez ka istafsaar kartay ho
jhoti baat ka aetbar kartay ho
hum jiyen ya marain tumhy iss se kia
kham kha apna dil be-qarar kartay ho
ab na lout kar aayen gay tumhari zindagi main hum
kyun shabo roz intezar kartay ho
hum iss qadar durr hain k tumhy sunn n payen gay
kyun phir b itni chekho pukarr kartay ho
hum to sotey hain kanton k bistar pe
kyun tum apni ratein bezaar kartay ho
humay zamanay ne jeena sikhla dia
kyun tum humari fiqar beqar kartay ho
chuppa letay hain hum sabi dard apnay
kyun tum apna har dard ashqar kartay ho
hum na batain gay tumhy dil ki baat
kyun bila waja israrr kartay ho
khilain gay uss main nafraton k gull sada
jiss baghe mohabbat ko tum abyar kartay ho
ab na dekh pao gay tum humay kabhi
kyun yun koshishe-dedar kartay ho
Bahot Hi achchhe Aur Saaf saaf alfaaz Hai aapke..
awwal se aakhir Taq...Badhiya Hai Payar Ji.
Logged
sweetie2210s
Guest
«Reply #5 on: July 30, 2008, 12:21:04 PM »
Reply with quote
Khushnaseeb ho aap jo koi aapko itna pyar karta he,
kitni bhi doori kyu na ho koi aapka intzaar to karta he,
hamare liye to wo ek ansu tak na baha sake,
par unka wahi chehra aaj bhi hame bekraar karta he.




i liked it so much,there is so much truth in each n every line of yours.
Logged
payar
Guest
«Reply #6 on: August 16, 2008, 04:12:31 AM »
Reply with quote
thanks to all  icon_thumleft
Logged
payar
Guest
«Reply #7 on: February 05, 2015, 11:13:19 AM »
Reply with quote
 icon_salut
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:02:50 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer