HUM KO YH MALOM NA THA...

by SADIQA JAWED on October 28, 2004, 06:46:20 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9
ReplyPrint
Author  (Read 8040 times)
khirbar
Guest
«Reply #105 on: December 24, 2004, 08:39:36 AM »
Reply with quote
hi Usual Smile


here a few shairs of FARAZ..

NASHTAR CHUBHAY HUWAY THAY RAG-E-JAN KAY AAS PASS
WOH CHARA_GAR THA AUR MUGHAY DAR BHI USSI KA THA
(NEXT IS ANOTHER FAV)
KHANJAR DAR-E-ASTIN HI MILA JAB KABHI MILI
WOH TAIGH KHAINCHTA TO YEH SAR BHI USSI KA THA

DEKHA MUGHAY TO TARK-E-TALAQ KAY BAWAJOD
WOH MUSKURA DIYA, YEH HUNAR BHI USSI KA THA

bye take care
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hansi malom hoti ha fugha'n malom hoti ha,QABIL AJMERI by canvaskhi in Abdur Raheem Qabil Ajmeri Poetry
khirbar
Guest
«Reply #106 on: December 24, 2004, 08:43:18 AM »
Reply with quote
hi Usual Smile


kab yaad mein us ka saath nahin, kab hath mein us ka haath nahin
sad shukr keh apni raaton mein ab hijr ki koi raat nahin

Maidaan--wafaa darbaar nahin, yahan naam-o-nasab ki pooch kahan
Aasiq to kisi ka naam nahin, kuch ishq kisi ki zaat nahin

Jis dhaj se koi maqtal mein gaya woh shaan salaamat rahti hei
yeh jaan to aani jaani hei iss jaan ki to koi baat nahin

bye take care
Logged
khirbar
Guest
«Reply #107 on: December 24, 2004, 08:48:50 AM »
Reply with quote
hi Usual Smile

Ansoon ko bohat samjhaya tanhai main aya kero...
Mehfil main humara mazak na uoraya kero
Phir Ansoo tapak ker bola .......
Mehfil main app ko tanha paatay hain isleye chalay aatay hain



bye take care
Logged
lovebites
Guest
«Reply #108 on: December 27, 2004, 07:46:49 AM »
Reply with quote
Younhi Mausam Ki Adaa Deikh Keh Yaad Aaya
Kiss Qadar Jald Badal Jaate Hain Insaa'n Janna'n
Dil Yeh Kehta Hai Shayad Afsurda Hoo Too Bhi
Dil Kii Kiya Baat Karein Dil Tou Hai Nada'n Jann'n
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #109 on: January 06, 2005, 08:04:22 AM »
Reply with quote
Usual Smile...

GOOD KHIRBAR..!!!! N SAGAR


Jany is rishty ko kis ki nazar lag gaye
Jo kabhi na huye , wo bat aaj ho gaye
Wo pas thy phir bhi wo ahsaas na tha
Us ahsaas ko dhondany meN,meN khoo gye
Hum un ghaltioN ki safaai dety rahy jo ki ni
Wo chup chap sunty ry or bat aye gye ho gaye
Kash wo boltay to teer ka zakham milta
Unki chup mery dil meN ik phans chubho gye
Har chehray meN unka chehra dhondaty heN hum
Unka chehra dekhnay ki is qadar aadat ho gye
Kabhi tot k chaha tha unhoN nay hum ko
Aisa lagta hai ab ye bat purani ho gaye
Logged
Arifa
Guest
«Reply #110 on: January 06, 2005, 11:55:31 AM »
Reply with quote
well done sadiqa bohat achah likhti hain aap



Kabhi tot k chaha tha unhoN nay hum ko
Aisa lagta hai ab ye bat purani ho gaye



kea baat hay



woh bhulla ta hay na dil mien uttar ta hay mujhae
hamaesha maar mohabbat ki marta hay mujhae
mien har lamha mojood hon mager woh shaks
fzoool waqt samjh ker guzzarta hay mujhae
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #111 on: January 06, 2005, 12:54:41 PM »
Reply with quote
HM.. THNKS ARIFA, U KNOW ARIFA , YOUR JOINING DATE OF YOINDIA IS MY BIRTHDAY DATE , 28-DEC Usual Smile HAHAHA
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #112 on: January 06, 2005, 12:57:09 PM »
Reply with quote
well whats the mean of ur name ?

good written yar Usual Smile
Logged
lovebites
Guest
«Reply #113 on: January 07, 2005, 03:31:15 AM »
Reply with quote
ab ashk he nahin atay

"ab ashk he nahin atay
main to rona chahti hoon
damen bhigona chahti hoon
genga benena chahti hoon
bes ab beresna chahti hoon
mager main kia keroon k
ab ashk he nahin atay

ander koi toofan hai
toota hua arman hai
sunsan hai, veeran hai
shayed k kebristan hai
yadon ke kebrain khushk hain
ab ashk he nahin atay

ab bes k main behal hoon
mesli hui pamal hoon
koi soch hoon khayal hoon
insan hoon k mal hoon
ye seep saray khali hain
ab ashk he nahin atay

kaisay kehoon k chah tum
wahid mera gunah tum
menzilon ki rah tum
ishq-e-bepanah tum
yaqeen to dilati mager
ab ashk he nahin atay

rimal bohet mejboor hai
ghumon say choor choor hai
uska b kia kasoor hai
khushi to khud he door hai
hensti b is liay hai k
ab ashk he nahin atay
ab ashk he nahin atay....
Logged
Arifa
Guest
«Reply #114 on: January 07, 2005, 11:59:38 AM »
Reply with quote
hi ,sadiqa  bohat achah likhti ho aap, your birthday  is 28 dec, wow  amazing .
arifa naam ka mtlab hay( ibbadat guzzaar yeha
Allah ki shaan)
Logged
Talat
Guest
«Reply #115 on: January 07, 2005, 01:32:19 PM »
Reply with quote
Wow!! Good work all!!  happy9
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #116 on: January 08, 2005, 10:09:42 AM »
Reply with quote
Quote from: "Arifa"
hi ,sadiqa  bohat achah likhti ho aap, your birthday  is 28 dec, wow  amazing .
arifa naam ka mtlab hay( ibbadat guzzaar yeha
Allah ki shaan)


HMM THNKX ARIFA Usual Smile
GOOD MEANING Usual Smile....TOO GOOD

 glasses2

ZINDAGI IK MUSTAQIL GHUM K SIWA OR KUCH BHI NAHI
KHUSHI BHI YAAD ATI HA TO ANSOO BAN K AATI HA ...!!!
Logged
Arifa
Guest
«Reply #117 on: January 08, 2005, 10:57:05 AM »
Reply with quote
thanks SADIQA    u live in karachi .i  also live in karachi
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #118 on: January 09, 2005, 06:49:50 AM »
Reply with quote
Quote from: "Arifa"
thanks SADIQA    you live in karachi .i  also live in karachi

HMM.. ITS GOOD TO KNOW Usual Smile .. SO YANI K PADOSI HUIN TUM HAMARI.. Usual Smile HAHAH IS IT ?? TO PHIR AJAO GHAR , KUCH CHAI PANI HO JAY Usual Smile HEHEH , YA YUN NAHI TO BATADO K KAB BULA RAHI HO APNY GHAR KUCH NASHTA WASHTA KARANY APNI PADOSI KO :D HAHAHA..!!!!LOLZZ :twisted:

-------BAWAFA--------
bawafa woh kab tha shayad
baawafai ki tawaqqo tu hum sa na thi
chaha tha jin ko hum nay
baarukhi ki itni tawaqqo tu un se na thi
iztarab sa tha dil main
tu bahar kahan sakoon mila tha
kuch kah kyon na sakay kay yeh dil
bauhat bauhat udas tha
shayad keh phir se lotain
woh nayab lamhay
dhoonday thay jo hum nay
zindagi bhar kay liyay
bhulado in yaadoon ko inhi rastoon per
ka bani theen jahan se yeh hum safar
khayal tha faqat yeh inhein
chand lamhoon ka
jo talasha tha hum na
lamba moosmon ka liya
Logged
Arifa
Guest
«Reply #119 on: January 09, 2005, 12:29:00 PM »
Reply with quote
thanks  sadiqa for your invitation
and you are always invited
you are always welcome in my homee
to my padossi

      from your padossan
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:15:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer