Matrix Guy
Guest
|
Husn Sar-E-Bajar Nilaam Aaj Har Gujre Pal Me Ishq Badnaam Hota He Ab Kaha Nibhati He Heer Kasme Aur Kaha Ranjha Qurbaan Hota He
Ishq Ban Chuka He Majak Zamane Ke Is Daur Me Pakeeja Mahbub Milna Ab Kaha Asaan Hota He
Ab Nahi Wo Masumiyat Aur Na Naqab Dikhte He Aaj To Husn Sar-E-Bajar Nilaam Hota He
Mile Koi Saccha Humsafar Is Zindagi Ki Daud Me Wo Humsafar To Ab Bas Armaan Hi Armaan Hota He
Dil Me Fareb Aur Jism Pane Ki Aarjoo Aaj To Yahi Ishq Ka Anjaam Hota He [/font]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
brokenbyluv
Guest
|
|
«Reply #1 on: January 14, 2011, 02:38:02 PM » |
|
Bahut khoob aur bahut sachi baat kahi apne utkarsh ji..bahut umda...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #2 on: January 14, 2011, 03:03:53 PM » |
|
ek aur dhamaaka Matrix ji . bahut umda. " par bura na maniyega--mai aapki kuch lino se ittefaq nai rakhta:-- sabse pahle ye title bhadkeela jarur hai par shayd srf mujhe pasand nhi:( " ek sawaal utha dil me--aaj ke iss daur me mohabbat ka chahe jo matlab ho lekin jab Ruswai ki baat aati hai to Husn ko jada tawazzo kyun de hum?? srf husn nahi bikta yaar --- wese meri baat bura lage to maafi dena ho sake to plzz. " lekin post ko mai hazaaron daad dunga really kamaal hai. " thanx "
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #3 on: January 15, 2011, 06:17:17 AM » |
|
thx geet ji and nirala ji for appriciation........
nirala ji ......apne jo kaha wo mene samjne ki koshish ki he.....jaha tak title ki baat he to it is just a title......wo koi si bhi line ho sakti he........bhdakela ki soch se mene ye title nahi rakha ok ji.........ab aap muje ye bataiye ki aap kounsi lines se ittfaq nahi rakhte ?
aur jo apne husn ko ruswa karne wali baat kahi he wo thodi si alag imagination me chale gaye he aap........me chahunga aur reqest karta hu ki 1st and last para pe aap fir gour kare......isme sirf husn ko ruswa nahi kiya he......aajkal jo love ke meaning rah gaye he wo kahne ki koshish ki he.....1st and last para hi nahi sabhi me ek hi baat he ki aajkal love khel ban gaya he......husn ko ruswa karna is not main theme of post....umiid he aap meri baat pe gour karenge......
aur ye sorry worry nahi bolna yaar......aacha lagta he ki sab itne gour se post padte he aur samajne ki koshish karte he...i always welcome different views sir...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #4 on: January 15, 2011, 06:40:03 AM » |
|
wah Matrix ji lajawaab. Husn sare baazar bikta hai. kya baat kya baat. maza aa gaya aapke haqeeqati post dekh ke. bahut khub bhai bahut khub. daad hazaaron daad. *** kaleze ke zarre zarre me basaya jise mehboob wahi sare baazar khada hai mere armaano ke saath *** sukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manzil-e-ishq
Guest
|
|
«Reply #5 on: January 15, 2011, 06:43:24 AM » |
|
hmmmm... sahi kaha mg... very nice lines.... do lines meri taraf se bhi..
ab kaha ishq pe koi kurbaan hota hai.... ishq hi hai jo har dafa barbaad hota hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #6 on: January 15, 2011, 12:29:42 PM » |
|
thx kab ji aap dono ki ye 2 line likhne wali ada bahot hi sweet n cute he ........ese hi sath dete rahiye ji........god bless u
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #7 on: January 15, 2011, 03:23:46 PM » |
|
Bahut Khub
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
Rau: 4
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:53 days, 9 hours and 51 minutes.
Posts: 3738 Member Since: Oct 2005
|
|
«Reply #8 on: January 17, 2011, 03:02:23 PM » |
|
Husn Sar-E-Bajar Nilaam Aaj Har Gujre Pal Me Ishq Badnaam Hota He Ab Kaha Nibhati He Heer Kasme Aur Kaha Ranjha Qurbaan Hota He
Ishq Ban Chuka He Majak Zamane Ke Is Daur Me Pakeeja Mahbub Milna Ab Kaha Asaan Hota He
Ab Nahi Wo Masumiyat Aur Na Naqab Dikhte He Aaj To Husn Sar-E-Bajar Nilaam Hota He
Mile Koi Saccha Humsafar Is Zindagi Ki Daud Me Wo Humsafar To Ab Bas Armaan Hi Armaan Hota He
Dil Me Fareb Aur Jism Pane Ki Aarjoo Aaj To Yahi Ishq Ka Anjaam Hota He [/font] MG, aapko padhna ek khoobsoorat anubhav hai....isase jyada aur kya kahun taareef me
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #9 on: January 29, 2011, 07:11:07 AM » |
|
bekarar ji me agar apko 2 pal ka bhi aacha anubhav de paya hu to mere liye ye bahot badi saugat he.........and thx u all respectd members for support........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #11 on: January 29, 2011, 08:22:57 AM » |
|
bht hi mastam post hai rajaji....maza aagaya padhkar...sach hi kaha hai aapne aaj k ishq mahobbat me pagal logon k bare me...do pal me nayee mahobbat ho jati hai inko.... bht dilchasp kavita hai ji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
shiba
Guest
|
|
«Reply #12 on: January 29, 2011, 12:06:31 PM » |
|
Bohat Khoob Matrix Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|