Iñtêkääm

by Asif samani jaunpuri on April 19, 2012, 06:34:34 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 669 times)
Asif samani jaunpuri
Guest
Reply with quote
BUSDIL Kahdu use ya RAHNE DU chup rahun Ya SABSE KAHDU EHSAS NAHI JISE wafai ka use BEWAFA kahdu ya rAHNE DUN
Logged
sbechain
Guest
«Reply #1 on: April 19, 2012, 08:42:58 PM »
Reply with quote
BUSDIL Kahdu use ya RAHNE DU chup rahun Ya SABSE KAHDU EHSAS NAHI JISE wafai ka use BEWAFA kahdu ya rAHNE DUN

bahut confusing statement hai ji
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #2 on: April 19, 2012, 09:24:51 PM »
Reply with quote
wah mian wah , kia jaunpur ka naam raushan kia hai,
inteqaam hi lena hai to dhang se lain kia hai allah ki tarah chutki lene ki koshish ker rahe hai, woh bhi raigaan ja rahi hai,

mia shair hi likhna tha to kisi se udhar manng liya hotta

kuin khud ka aur shairi ki --------- kerwa rahe hain , sorry to say.

Sheba ji yeh confusing nahin hai , inhain khud nahin ilm hai keh kia kahna ya masg dena chah rahe hain . uski bewafai to samajh mein aa gayee mager apni baat samajh mein nahin aayee , jisko chahete hain usko kabhi naam nahin dharte  yani badnaam nahin kerte hain , zahir hai shayed isi herkat se bewafayee ka tauq mila hai,


main nahin chaheta tha ke likhon mager jaunpur phir aap ka jumla in cheezoon ne likhne per majboor ker diya

shukria

javed
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #3 on: April 19, 2012, 09:27:00 PM »
Reply with quote
BUSDIL Kahdu use ya RAHNE DU chup rahun Ya SABSE KAHDU EHSAS NAHI JISE wafai ka use BEWAFA kahdu ya rAHNE DUN
izzatmaab janab jaunpuri saheb

pahle to inteqaam lene se pahle intekaam durust kerlain

 buzdil hai,wafa hai wafai koi cheez nahin hai , sir ji urdu ager likh ker padh liya karain to kia baat hai
shukria

khadim

javed
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: April 20, 2012, 03:57:55 AM »
Reply with quote
samajh naheen aayaa
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #5 on: April 20, 2012, 09:13:02 AM »
Reply with quote
muhtaram, yeh zuban hai, urdu zubaan aati hai aate aate


shukria


javed
Logged
Asif samani jaunpuri
Guest
«Reply #6 on: April 25, 2012, 11:21:12 AM »
Reply with quote
  Sheba ji aur javed bhai sukriya aap ne bilkul sahi comment arj kiya miya ye shayri samjh se pare jaroor hai per agr itni jayda ghadiya hai ki mai  yahan apni TOOTI FOOTI NA SAMJH sayri na likhu to mai yahan dubara koi shayri nahi likhunga.
Logged
Asif samani jaunpuri
Guest
«Reply #7 on: April 25, 2012, 11:21:39 AM »
Reply with quote
  Sheba ji aur javed bhai sukriya aap ne bilkul sahi comment arj kiya miya ye shayri samjh se pare jaroor hai per agr itni jayda ghadiya hai ki mai  yahan apni TOOTI FOOTI NA SAMJH sayri na likhu to mai yahan dubara koi shayri nahi likhunga.
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #8 on: April 25, 2012, 12:33:05 PM »
Reply with quote

janab jaunpuri Sb


yaar samajhne aur khud ko durust kerne ke bajaiye buzdili dekhana yeh mard ka sheva nahin hoota

aagay mashallah se aap samajhdaar hain

main aap ki her mumkin khidmat ke l;iye hazir hun

apka

javed
Logged
Asif samani jaunpuri
Guest
«Reply #9 on: April 25, 2012, 01:19:17 PM »
Reply with quote
Sabhi ka sath jhoota hai tera bhi  sath chodna chahta hun mai akela hun to kya hua her halat se ladna chahta hun mai  mana ki alfazo me meri wo kashish nahi  ki kisi se kuch kahun  jab tak jinda hun tab tak kuch bolna chahta hun
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #10 on: April 25, 2012, 02:01:50 PM »
Reply with quote
amman hum samajhte they kuch qaide ki baat karaingay, afsoos sad afsoos , banjar zameen ko zerkhaiz nahin banaya ja sakta
shukria
Logged
Asif samani jaunpuri
Guest
«Reply #11 on: April 28, 2012, 06:03:55 PM »
Reply with quote
Miya jawed itni akad achchi baat nahi aur tum kaun ho jo mujhse is trah se baat kar rahe ho asif  se panga lena mat kunki hamse  manga lene wala to pasta bhi nahi pata
Logged
Asif samani jaunpuri
Guest
«Reply #12 on: April 28, 2012, 06:07:25 PM »
Reply with quote
Jawed uncle aaj kal thoda busy hai  kisi din tumhare jajbato ko bhi dekh lenge
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:24:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer