Jaane Kyun Log Bewafaa Ho Jaate Hain,,

by Jaanasheen on October 31, 2006, 02:45:51 PM
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Author  (Read 5487 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: December 05, 2006, 01:25:21 PM »
Reply with quote
Bewafaa Honge Wo Is Ka Pata Na Tha,..
Warna Sau Baar Sochte Hum Bhi Dil Ko Lagaane Se Pehle,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hum apni deewangi se jaane jaate hain.. by Satya.patel in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Anjaani raahon mein gaairon ke liye apnon ko kyun chod jaate hain by thegrimreaper in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
jaane hokar ke juda log kidhar jaate hain by livingbytheday in Ghazals « 1 2  All »
jaane kyon log mere naam se jal jaate hain… by prateekagarwal in Share:Love Poetry
vinayak_joshi36
Guest
«Reply #31 on: January 17, 2007, 09:21:04 AM »
Reply with quote
mere pyaar main duniya main koi samajh na paaya.............
tanaha tha main koi mere saath na aaya........
mit gaye hum jinke liye pyaar main.........
wo kahte hai ki hame pyaar karna na aaya..................
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: January 24, 2007, 10:36:40 AM »
Reply with quote
Quote from: "vinayak_joshi36"
mere pyaar main duniya main koi samajh na paaya.............
tanaha tha main koi mere saath na aaya........
mit gaye hum jinke liye pyaar main.........
wo kahte hai ki hame pyaar karna na aaya..................


Bahoot Khoob,..
Kamaal ka Likha Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: January 24, 2007, 10:41:19 AM »
Reply with quote
Bewafaai Karke Bhi Wo Dil Mein Mere Liye Thodi Wafaa Rakhte Hain..
Hume Maloom Nahi Ye Kounsa Andaaz Hai Mohabbat Ka,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: January 24, 2007, 10:44:02 AM »
Reply with quote
Mujhse Bewafaai Karne Ki Koi Wajah To Zaroor Hogi,..
Warba Wo kabhi Bewafaa Na Hote,. Itna To Asar Tha Meri Chahat Mein,..

____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
vinayak_joshi36
Guest
«Reply #35 on: January 25, 2007, 09:15:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Mujhse Bewafaai Karne Ki Koi Wajah To Zaroor Hogi,..
Warba Wo kabhi Bewafaa Na Hote,. Itna To Asar Tha Meri Chahat Mein,..

____________________________________________-Jaanasheen-


Kisi ke dil ka dard kisne dekha hai,
Jisne dekha hai sirf chehra dekha hai,
Dard to tanhayio main hota hai,
Aur tanhayio main bhi logo ne hame haste dekha hai....................
Logged
vinayak_joshi36
Guest
«Reply #36 on: January 25, 2007, 09:28:46 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Mujhse Bewafaai Karne Ki Koi Wajah To Zaroor Hogi,..
Warba Wo kabhi Bewafaa Na Hote,. Itna To Asar Tha Meri Chahat Mein,..

____________________________________________-Jaanasheen-


Ashq aa jaate hain aankhon main rone se pahle . sare khawb tut jaate hain sone se pahle , Ishq hota hai gunah ye to samajh gaye , kaaaaash koi rok leta hame ye gunah karne se pahleeeeeeeeee...................
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: January 26, 2007, 12:09:49 PM »
Reply with quote
Bhaoot Khoob Vinayak Ji,..
Kamaal ka Likha Hai Aapne,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: January 26, 2007, 12:16:08 PM »
Reply with quote
Aye Dost Jhoot Aam Tha Duniya Mein is Kadar,..
Tune Bhi Sach Kaha To Fasaana laga Mujhe,...

Ab Kho Diya hai Maine Use zara Tu Dekh...
Wo Jise Dhoondne Mein Zamaana laga Mujhe.../

____________________________-Jaanasheen-
Logged
vinayak_joshi36
Guest
«Reply #39 on: January 27, 2007, 09:32:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Aye Dost Jhoot Aam Tha Duniya Mein is Kadar,..
Tune Bhi Sach Kaha To Fasaana laga Mujhe,...

Ab Kho Diya hai Maine Use zara Tu Dekh...
Wo Jise Dhoondne Mein Zamaana laga Mujhe.../

its niceeeeeeeeee.......kamaal ka likha haiiiiiiiiiiiii



when we ware kids,we ware eager to grow up to fall in love....
today we are grown up & now we realise that our wounded knees were much better than the Broken Hearts ...................
Logged
vinayak_joshi36
Guest
«Reply #40 on: January 27, 2007, 10:02:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "sharma.reema@yahoo.com"
Zindagi ne tadapne ke siwa kuch sikhaya hi nahin,
saath rehkar uske pyaar ne tadpaya,
aur juda hokar uski bewafai ne......!!!!!!!!!

Regards,
Reema Sharma..


[/b]

kyun aati hai yadein, tanhayee mein mere...
jab aatein nahi aasoo, aakhon se mere !

kyun hota nahi dard, is badan ko mere...
jab toot ti hai ragein, is dil ki mere !

kyun chalti hai saasein, seene mein mere...
jab maujood nahi rooh, is jism mein mere !

kyun milwaya, aiy khuda, mehboob se mere ...
jab bulaana hi tha, use mujse pehle !

kyun aayee nahi maut, is jism ko mere...
jab nikali thi rooh meri, mehboob se mere !!!
Logged
vinayak_joshi36
Guest
«Reply #41 on: January 27, 2007, 10:14:08 AM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
lage raho doston.....




Nafrat thi humse to pyar kyon kiya?
Dena tha zeher to ikraar kyon kiya?
Deke zeher ab kehte ho ke peena hi hoga,
Aur jab pee gaye,To kehte ho ki ab jeena bhi hoga.................... :cry:
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #42 on: January 27, 2007, 10:52:34 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Vinayak Bhai,..
kamaal ka Likha rahe Ho aaj kal,..
keep Wiriting Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: January 27, 2007, 10:56:27 AM »
Reply with quote
Dum Labon Par Hai Agar Ab Bhi Nahi Aaoge,..
Laash Paaoge Meri Mujhko Nahi Paaoge,..
Behtar Yahi Hoga Tum Mujhse Mera haal na poocho,..
Mera Haal Sunoge Tum To tadap Jaaoge,..

______________________________-jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #44 on: January 27, 2007, 11:00:40 AM »
Reply with quote
Chaai Jo Ghata Sawaan Ki Mausam Ajeeb Tha,..
Aaj Wo Itna Door Hai Mujhse Jitna Kareeb Tha,..

Kaise Bhoola Deta main Use "jaanasheen" tu Hi Bata,..
Bewafaa Hoga Wo, magar Phir Bhi Mera Naseeb Tha,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 11:41:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer