Jishm zinda raha mann se marne laga... "manjum"

by manjum on January 19, 2011, 09:19:45 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2870 times)
manjum
Guest
«Reply #15 on: January 22, 2011, 03:48:58 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya rishiji....

sath rahen
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #16 on: January 22, 2011, 05:55:26 AM »
Reply with quote
mastam post manjum maza aagaya padhkar.... dard bhari gazal....

lamha lamha jab wo muh humse ferne lage
unki niyat ko tab hum samjhne lage

pyaar me unke kya kya karti chali gai
apni harkaton pe khud sharmsaar hone lage...
Logged
Yaash
Guest
«Reply #17 on: January 22, 2011, 11:04:05 AM »
Reply with quote
 Applause Applause
Zakh jab mere sine ke bharne laga.
Tab naye waar wo mujh pe karne lage.

Uske aane ki ummid itni rahi.
Phool bankar khile aur bikharne lage.

Ye khabar jab udi ke aane wale hain wo,
Uski yadon main ham sanwarne lage.

Chhod kar jab gaye sath apne sabhi,
Jishm zinda rahe mann se marne lage.

Toot kar usko chaha dilo jan se,
Ye wajah thi ki had se gujarne lage.

manjum  "mann"
Logged
manjum
Guest
«Reply #18 on: January 24, 2011, 03:56:31 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Yaashji...

duaye dete rahen.
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #19 on: January 24, 2011, 04:24:23 AM »
Reply with quote
Zakh jab mere sine ke bharne laga.
Tab naye waar wo mujh pe karne lage.

Uske aane ki ummid itni rahi.
Phool bankar khile aur bikharne lage.

Ye khabar jab udi ke aane wale hain wo,
Uski yadon main ham sanwarne lage.

Chhod kar jab gaye sath apne sabhi,
Jishm zinda rahe mann se marne lage.

Toot kar usko chaha dilo jan se,
Ye wajah thi ki had se gujarne lage.

manjum  "mann"

dil ko chhuu gaye ehsaas ... Manjum Ji !

bahut umdaa likha hai aapne ... ek asardaar peshkash ... dil se daad ... aise hi likhte rahen ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !
Logged
manjum
Guest
«Reply #20 on: January 24, 2011, 04:41:32 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya anshuji..
yun hi duaye aur daad dete rehan...
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #21 on: January 27, 2011, 09:02:24 AM »
Reply with quote
Manjum jee Aadaab!

Aapko is kalaam par deri se nazar gayi...
Takheer se aane ke liye mazrrat chahate hai...

Behad laa-jawaab tehreer se nawaaza hai aapne..
Applause
Applause
Applause
         



Zakham jab mere sine ke bharne lage.
Tab naye waar wo mujh pe karne lage.

Behad khoob aur dilfareb matlaa kaha hai Manjum jee daad hazir hai Usual Smile         

Uske aane ki ummid itni rahi.
Phool bankar khile aur bikharne lage.

Masha Allah kia kahne hai .. Bahut umdaa
Behad khoob khayaal " Phool bankar khile aur bikharne lage" Amazing thought.. Usual Smile  Applause Applause Applause


         


Ye khabar jab udi ke aane wale hain wo,
Uski yadon main ham sanwarne lage.

Achcha khayaal hai daad .. Usual Smile         

Chhod kar jab gaye sath apne sabhi,
Jism zinda rahe mann se marne lage.

Waah jee waah bahut khoob bahut umdaa Usual Smile         

Toot kar usko chaha dilo jan se,
Ye wajah thi ki had se gujarne lage.

Bahut umdaa Manjum jee bahut khoob... )         

manjum  "mann"

Manjum Jee aapki is kalaam ke sabhi ashaar beintehaaN khoob hai... Har ashaar par daad kabool kijiye...

Aise hi umdaa kalaamoN ke saath aate rahiye...
Khush O aabaad rahiye....
Khuda Hafez Usual Smile         

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: January 27, 2011, 09:07:24 AM »
Reply with quote
Zakh jab mere sine ke bharne laga.
Tab naye waar wo mujh pe karne lage.

Uske aane ki ummid itni rahi.
Phool bankar khile aur bikharne lage.

Ye khabar jab udi ke aane wale hain wo,
Uski yadon main ham sanwarne lage.

Chhod kar jab gaye sath apne sabhi,
Jishm zinda rahe mann se marne lage.

Toot kar usko chaha dilo jan se,
Ye wajah thi ki had se gujarne lage.

manjum  "mann"


Bahut Bahut Khoob Manjum Ji..

Lajawaab Peshkash!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
manjum
Guest
«Reply #23 on: January 28, 2011, 05:11:15 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya parwazji... bahut bahut shukriya...

aapki daad sar aankho dil dimag sab par
dis se bahut shukriya..

sath rahiye... khush rahiye
Logged
manjum
Guest
«Reply #24 on: January 28, 2011, 05:12:47 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya khawaishji... yun hi sath rahiye
mushkurahe rahiyae sada

Logged
manjum
Guest
«Reply #25 on: January 28, 2011, 05:15:32 AM »
Reply with quote
kya baat hai kasak...
sach ese laga jaise mere hi dil ki baat kahi hai tumne...

shukriya
Logged
dead heart
Guest
«Reply #26 on: January 29, 2011, 09:55:43 PM »
Reply with quote
Dil se daad hai..
bahaut bahaut khoob..
 Applause Applause
Khush rahiye..!
Logged
nirala
Guest
«Reply #27 on: January 30, 2011, 04:19:03 AM »
Reply with quote
Manju kahan ho --??
missing u sad5
Logged
manjum
Guest
«Reply #28 on: February 01, 2011, 11:57:42 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya rahimji... duaye dete rahen....

sath rahen...
Logged
manjum
Guest
«Reply #29 on: February 01, 2011, 12:00:33 PM »
Reply with quote
han niralaji... bahut bahut shukriya aapko ki meri kami mahsus ho rahi hai...

yun hi yad karte rahiye..

hai yahin hain par thoda sa kaam jyada hai islie kuchh likh nahin pa rahe aur padhne ka time bhi nahin mil raha... sorry bahut jldi hi kuchh ache geet ghazalo ke sath aate haain...

Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 03:01:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer