Kaash...Tum Fankaar bann Jao...

by nirbhay on June 11, 2006, 02:49:58 PM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 4441 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #15 on: June 13, 2006, 06:27:01 AM »
Reply with quote
Shukriya Bade Bhai,...
Phir Bhi Mujhe Apke Kalam Bahoot Pasand Aate Hain,..
Thanx For Encouraging Bhai,,...

Us Bewafaa Ki Zaat Pe Mujhko Hai Ye Gilaa,..
Sunke Bhi Meri Maut Ka Ayaa Na Bewafaa,..
Marke Bhi Uske Liye Apni To Hai Duaa,..
Jisne Mujhe Mitaa Diya Wo Khush Rahe Sadaa,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #16 on: June 13, 2006, 06:33:35 AM »
Reply with quote
behtareen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #17 on: June 13, 2006, 07:19:05 AM »
Reply with quote
Shukriya Shikha And Shayar Bhai,..
Logged
ranjana
Guest
«Reply #18 on: June 13, 2006, 09:43:26 AM »
Reply with quote
bahut khub NEER and all........ek chotti si koshish meri bhi....... Usual Smile

zikare jab bhi hota tha tera mehfil mein
meri saans  wahi ruk si  jaati thee....

khoye khoye se rehte they hum wahan
aur aankh hamari sare bhed khol jaati thee

daro-o-diwar se lipat ke ro kiya karte they hum
jab bhi tere saath beete hue palo ki yaad aati thee

karwate badal -badal ke beetate they raat hum
aur yun aankho aankho mein raat kat jaati thee

katate rahe hum tere intazaar mein yun hi jindagi ka safar
teri yaade aur bewafaai ki roshni meri manjilo ko rasata dikha jaati thee
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #19 on: June 14, 2006, 11:52:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"

Bahoot Khoob Ranjana Sis,..

Aya Jab Zikar Mera Nigahein Jhuk Gayi Uski,..
Phir Na Jale Mehfil Mein Apni,Shaama-e-Parwaane...

Jab Khaai Chot Dil Par Maine Bewafaai Ki "Jaanasheen"
Phir Kyun Sab Lage Hain Yahan Meri Hasti Ko Mitaane,.

Chaa Gaya Hai Matam Ka Sayaa Sheher Mein, Mera Haal Dekh Kar,..
Jab Bhuj Gaye Charaag Ghar Ke To Sab Lage Hain Khud Ghar Ko Jalaane,..

Socha Tha Maine ke Milegi Mujhe Mohabbat Us Bewafaa Se,..
Kya Khabar Thi Ki Loot Legi Wo Sab Mere Khushion Ke Khazaane,..

Jinhe Samajh Kar Apna Maine Kahaa Dil Ka Haal Unse,..
Aaj Wo Bhi Dhaa Rahe Hain Mujhpar Sitam Bankar Begaane.,..

_______________________-Azeem-_____________________

Logged
nirbhay
Guest
«Reply #20 on: June 14, 2006, 02:58:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "JSheen"
Aya Jab Zikar Mera Nigahein Jhuk Gayi Uski,..
Phir Na Jale Mehfil Mein Apni,Shaama-e-Parwaane...

Jab Khaai Chot Dil Par Maine Bewafaai Ki "Jaanasheen"
Phir Kyun Sab Lage Hain Yahan Meri Hasti Ko Mitaane,.

Chaa Gaya Hai Matam Ka Sayaa Sheher Mein, Mera Haal Dekh Kar,..
Jab Bhuj Gaye Charaag Ghar Ke To Sab Lage Hain Khud Ghar Ko Jalaane,..

Socha Tha Maine ke Milegi Mujhe Mohabbat Us Bewafaa Se,..
Kya Khabar Thi Ki Loot Legi Wo Sab Mere Khushion Ke Khazaane,..

Jinhe Samajh Kar Apna Maine Kahaa Dil Ka Haal Unse,..
Aaj Wo Bhi Dhaa Rahe Hain Mujhpar Sitam Bankar Begaane.,..

Bohat aachey JAanu BHai... =D>

Main Samjh Sakta hoon ke tumne ye Flow mein likhi hai, parr bahut Behtreen kalam likhi bhai, Very Good.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #21 on: June 14, 2006, 03:27:41 PM »
Reply with quote
Ranjana ji bahoot khoob....achha flow diya aapne apne jazbaaton ko....bahoot achha  likha aapne...

khushnaseeb huin main is kaabil hoon
ke mere Zikra se saanse ruk jaati thee

jo maine kiya ger khata woh thee
tune jo kiya,wafa main na aati thee.

meri mohabbat ko tumne shayad samjha nahi
tujhpe kurbaan thee koi daga na thee.

tum royee thi kabhi  rooh kaanp uthh-ti,
kyuinki be-wafayee ki koi wazeh bhi na thee.

hum yuin hi shikwe kerte rahe
jo saza kati par saza na thee.

Quote from: "ranjana"
bahut khub NEER and all........ek chotti si koshish meri bhi....... Usual Smile

zikare jab bhi hota tha tera mehfil mein
meri saans  wahi ruk si  jaati thee....

khoye khoye se rehte they hum wahan
aur aankh hamari sare bhed khol jaati thee

daro-o-diwar se lipat ke ro kiya karte they hum
jab bhi tere saath beete hue palo ki yaad aati thee

karwate badal -badal ke beetate they raat hum
aur yun aankho aankho mein raat kat jaati thee

katate rahe hum tere intazaar mein yun hi jindagi ka safar
teri yaade aur bewafaai ki roshni meri manjilo ko rasata dikha jaati thee
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #22 on: June 15, 2006, 01:59:42 AM »
Reply with quote
Wah, kya khoob likha hai Nirbhay.....

Harash, Tina, Sanya, DK, Ranjana & Azeem.... Aap sab ne bhi kamaal ki shayeri ki hai...
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #23 on: June 15, 2006, 03:01:56 AM »
Reply with quote
Shukriya Aryaan Bhai..
Logged
ranjana
Guest
«Reply #24 on: June 15, 2006, 09:14:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
Ranjana ji bahoot khoob....achha flow diya aapne apne jazbaaton ko....bahoot achha  likha aapne...

khushnaseeb huin main is kaabil hoon
ke mere Zikra se saanse ruk jaati thee

jo maine kiya ger khata woh thee
tune jo kiya,wafa main na aati thee.

meri mohabbat ko tumne shayad samjha nahi
tujhpe kurbaan thee koi daga na thee.

tum royee thi kabhi  rooh kaanp uthh-ti,
kyuinki be-wafayee ki koi wazeh bhi na thee.

hum yuin hi shikwe kerte rahe
jo saza kati par saza na thee.

Quote from: "ranjana"
bahut khub NEER and all........ek chotti si koshish meri bhi....... Usual Smile

zikare jab bhi hota tha tera mehfil mein
meri saans  wahi ruk si  jaati thee....

khoye khoye se rehte they hum wahan
aur aankh hamari sare bhed khol jaati thee

daro-o-diwar se lipat ke ro kiya karte they hum
jab bhi tere saath beete hue palo ki yaad aati thee

karwate badal -badal ke beetate they raat hum
aur yun aankho aankho mein raat kat jaati thee

katate rahe hum tere intazaar mein yun hi jindagi ka safar
teri yaade aur bewafaai ki roshni meri manjilo ko rasata dikha jaati thee

shukriya Harash ji...........aapko meri ek chotti si koshish pasand aayi.......
aapne bahut accha likha hai.......

yeh na puch mujhe se ki teri mohabbat mein maine kya paaya
chahiye thee mujhe bas teri wafa,per haath mere kuch bhi na aaya

na jaane hum khud se they bekhabar ,ya tujhe per thaa  yakeen
hamne yeh dhoka is mohbbat mein baar- baar khaaya

kuch Ranj-o-Gum thaa teri judaai ka bahut hamko
jab tu hame yaad aaya  toh na jaane fir kyu baar - baar yaad aaya

yaad raha bas hame tujhe apni baato ,mulakato ka silsila
tere hi khalayo mein hamne apne dil ko kahan- kahan na pahunchaya

meri aankho ne bacha ke rakha thaa jin ashqo.n ko
aaj mili jab tujse nazare,toh na jaane wahi chipa dard kyu bahar nikal aaya
Logged
ranjana
Guest
«Reply #25 on: June 15, 2006, 09:16:11 AM »
Reply with quote
shukriya Aryaan .......
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #26 on: June 15, 2006, 01:38:44 PM »
Reply with quote
shukriya arayan ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #27 on: June 15, 2006, 01:41:52 PM »
Reply with quote
Shukriya Nirbhai And Aryaan Bhai,...
Ye Flow Kya Hota hai,..
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #28 on: June 15, 2006, 02:09:58 PM »
Reply with quote
Dhokhaa khanaa is mehfil main aane ki pehli seedi hai ai dost....jab insaan mohabbat main hota hi toh koi bhi sersrahat jo disturb kare pasand nahi aati....bahoot khoob likha aapne ranjana ji....

Kaash! aaj raat ki seher kabhi bhi aaye na,
khwaab dekhte rahein koi hame jagaye na.

aaj dil ki sunte jaayein dil ki kerte jaayein hum,
kya galat hai kya sahi koi hume bataaye na.

arzu ye hai junoo main aaj behte jaayein hum,
doob jaayein hum toh ab hume bachaaye na.

chund lamhon mein simat ker aa gayee hai zindagi,
kaash! aisa ho ki ye waqt jaane paaye na.

aaj jana kyuin khushi mein bheeg jaati hai palak,
Gum khushi ka farak ab koi hame bataaye na.

Quote from: "ranjana"
Quote from: "harashmahajan"
Ranjana ji bahoot khoob....achha flow diya aapne apne jazbaaton ko....bahoot achha  likha aapne...

khushnaseeb huin main is kaabil hoon
ke mere Zikra se saanse ruk jaati thee

jo maine kiya ger khata woh thee
tune jo kiya,wafa main na aati thee.

meri mohabbat ko tumne shayad samjha nahi
tujhpe kurbaan thee koi daga na thee.

tum royee thi kabhi  rooh kaanp uthh-ti,
kyuinki be-wafayee ki koi wazeh bhi na thee.

hum yuin hi shikwe kerte rahe
jo saza kati par saza na thee.

Quote from: "ranjana"
bahut khub NEER and all........ek chotti si koshish meri bhi....... Usual Smile

zikare jab bhi hota tha tera mehfil mein
meri saans  wahi ruk si  jaati thee....

khoye khoye se rehte they hum wahan
aur aankh hamari sare bhed khol jaati thee

daro-o-diwar se lipat ke ro kiya karte they hum
jab bhi tere saath beete hue palo ki yaad aati thee

karwate badal -badal ke beetate they raat hum
aur yun aankho aankho mein raat kat jaati thee

katate rahe hum tere intazaar mein yun hi jindagi ka safar
teri yaade aur bewafaai ki roshni meri manjilo ko rasata dikha jaati thee

shukriya Harash ji...........aapko meri ek chotti si koshish pasand aayi.......
aapne bahut accha likha hai.......

yeh na puch mujhe se ki teri mohabbat mein maine kya paaya
chahiye thee mujhe bas teri wafa,per haath mere kuch bhi na aaya

na jaane hum khud se they bekhabar ,ya tujhe per thaa  yakeen
hamne yeh dhoka is mohbbat mein baar- baar khaaya

kuch Ranj-o-Gum thaa teri judaai ka bahut hamko
jab tu hame yaad aaya  toh na jaane fir kyu baar - baar yaad aaya

yaad raha bas hame tujhe apni baato ,mulakato ka silsila
tere hi khalayo mein hamne apne dil ko kahan- kahan na pahunchaya

meri aankho ne bacha ke rakha thaa jin ashqo.n ko
aaj mili jab tujse nazare,toh na jaane wahi chipa dard kyu bahar nikal aaya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #29 on: June 15, 2006, 02:27:48 PM »
Reply with quote
Nice One Harash Bhai,...

Hum Dam Se Gaye Humdum Ke Liye,...
Humdum Ki Qasam Humdum Na Mila,..

Phir Bhi Kahe Jaa Tu Apna Fasaana,..
Saathi Mil Jaayegaa Na Ruk Jaana,..
O Dil Teri Kali Abhi To Nahi Khili,..
Abhi Wo Maosam Na Mila,..

Aye Dil Cahamkaa Tu Apne Daagon Ko,..
Roshan Kiye Jaa Bujhe Chaaragon Ko,..
Tu Gaaye Jaa Meri Jaan Ye Duniya Hai Yahan,..
Kisi Ko Marham Na Mila,...

___________________________-Majrooh Sultan Poori-
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:40:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer