kash maie os kay honto say madra pe sakta

by FArah on October 20, 2006, 01:36:21 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1161 times)
FArah
Guest
Reply with quote
kash maie Os kay honto say madra pe sakta
kash khaza maie b bhar hoti aur
hum aj b os ka nasay maie chor hotay
mager asa na ho saka
woh hamara na ban saka
hum kis k sawal na ban sakay
aur woh hamara jawab na ban saka
ky batay hum tumhaie yaaro

hum mohabat maie barbad hoie is terha
samander ma gotay laga laga ker phir b na mar saka
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tere Honto Pe Jaam by Rishi in Shayri for Khumar -e- Ishq
apne honto par sajana by clicksahil in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mujhy Passnd Tha Har Jhoot Uss K Honto Sy.! by awais_007 in Share:Miscellaneous Shayari
~*~ Kash tera ho sakta ~*~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
JAAN HONTO.n PE...........masoom by masoom shahjada in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: October 20, 2006, 03:58:16 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Farah,..

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: October 20, 2006, 04:04:13 PM »
Reply with quote
Kaash Ke Dil Se Mere Nadaani Na Hoti,..
To Aaj Unki Ye Meharbaani Na Hoti,.
Wo Bhi Jhuk Jaate Mohabbat Ke Aage,..
To Aaj Is Kadar Zid Thaani Na Hoti,..
Mit Jaate Hum Uski Chahaton Par To Accha Hota,..
Aaj Is Duniya Mein Hamari Nishaani Na Hoti,,.
Sab Kehgaye Sunkar Mera Haal "Jaanasheen:,..
Ke Kaash Aisi Koi Kahaani Na Hoti,..

_________-Azeem-__________
Logged
akssar
Guest
«Reply #3 on: October 20, 2006, 04:05:07 PM »
Reply with quote
nice!

teri bewafayio se hum sikwa kare bhi to kya
ki maut bhi jab kar rahi hai bewafayi humse
------------------aKs------------------------
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: October 20, 2006, 04:07:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "akssar"
nice!

teri bewafayio se hum sikwa kare bhi to kya
ki maut bhi jab kar rahi hai bewafayi humse
------------------aKs------------------------


Hume To Tha Gila Zindagi Se Yahan,.
Suna Hai Pehli Baar Ke Maout Ne Ki Hain Tumhaari Saath Bewafaai Dost,..

_____________________________________-Jaanasheen-0
Logged
akssar
Guest
«Reply #5 on: October 20, 2006, 04:42:32 PM »
Reply with quote
zindagi hame har mod per aise aayam naye dhikhati hai
kisi ko maut se darati hai kisi ko zindagi de jaati hai

per humko to zindagi ne koi bhi na neymat di hai
kuch usne ki hai bewafayi kuch humne khata ki hai

chahtein thi jo hamari sab ,khawabo mai dhal gayi hai
maut na sahi per jeene ki saza, humko mil gayi hai
--------------------aKs----------------------
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: October 21, 2006, 12:58:28 PM »
Reply with quote
Nice One Akksar
Logged
akssar
Guest
«Reply #7 on: October 23, 2006, 04:49:59 AM »
Reply with quote
thanks!

chand-taare bhi chamakte gardish mai hamare
gar ek tera saath sanam mere saath raha hota
--------------------aKs----------------------
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: October 25, 2006, 04:56:30 PM »
Reply with quote
Quote from: "akssar"
thanks!

chand-taare bhi chamakte gardish mai hamare
gar ek tera saath sanam mere saath raha hota
--------------------aKs----------------------


Nice One,,..

Kya Yahi Gardeeshein hain Zamaane Ki,..
Sukhiaan Hain Ye Mere Fasaane Ki,,..
Phir Mila Ek Gham Dil Ko Taaza,..
Ab Zaroorat Hai Phir Muskuraane Ki,..

_______________________-Jaanasheen-
Logged
akssar
Guest
«Reply #9 on: October 26, 2006, 03:55:10 PM »
Reply with quote
nice!

khusiyo aur sukh ke lamho ne ,apne dil se aise nikaala humko
baharo ne humko tanha  kiya,kaanto ki sez ne sambhala humko
--------------------aKs---------------------
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: October 30, 2006, 02:13:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "akssar"
nice!

khusiyo aur sukh ke lamho ne ,apne dil se aise nikaala humko
baharo ne humko tanha  kiya,kaanto ki sez ne sambhala humko
--------------------aKs---------------------


Nice One Akksar,..

Kaanton Se Hi Ab Humne Talookh Rakh Liya,..
Jab Phoolon Ko Dekha Murjhaate Hue,..

_________________________-Jaanasheen.,..
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:26:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer