Katil par Aitbaar

by kapil_boolani on January 09, 2007, 12:18:01 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1454 times)
kapil_boolani
Guest
Reply with quote
Katil Par Aitbaar Kiya Hai Kabhi Kabhi,
Khud Ko Be Qarar Kiya Hai Kabhi Kabhi,
Yaadon Ke Phool Sukh Na Jayen Is Leye,
Ankhon Ko Ashk Bar Kiya Hai Kabhi Kabhi,
Apne Chirag Oron ke Ghar Main Jala Diya,
Un Roshni Se Pyaar Kiya Hai Kabhi Kabhi,
Hum Se Junooon-E-Ishq Ka Aalm Na Pochheye,
Apna Hii Intzaar Kiya Hai Kabhi Kabhi.......(K.B)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Katil by mahendra4ever in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 10 11 »
Katil Nigahen by manjot in Shayari -e- Husn « 1 2  All »
katil husanwale by manjot in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Katil by Gyan Prakash in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: January 09, 2007, 03:13:58 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob KB Ji,..
And Welcome To Yoindia,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: January 09, 2007, 03:15:30 PM »
Reply with quote
Quote from: "kapil_boolani"
Katil Par Aitbaar Kiya Hai Kabhi Kabhi,
Khud Ko Be Qarar Kiya Hai Kabhi Kabhi,
Yaadon Ke Phool Sukh Na Jayen Is Leye,
Ankhon Ko Ashk Bar Kiya Hai Kabhi Kabhi,
Apne Chirag Oron ke Ghar Main Jala Diya,
Un Roshni Se Pyaar Kiya Hai Kabhi Kabhi,
Hum Se Junooon-E-Ishq Ka Aalm Na Pochheye,
Apna Hii Intzaar Kiya Hai Kabhi Kabhi.......(K.B)


Sabke Hothon Pe Tabassum Tha Mere Marne ke baad,..
Jaane Kya Sochkar Rota raha kateel Mera,..

____________________________-Jaanasheen-
Logged
kapil_boolani
Guest
«Reply #3 on: January 09, 2007, 03:35:41 PM »
Reply with quote
jaaansheen Bhai Thanx Main 3 Months Se  Yo india kishayari parta aa raha hoon U r Great .......Phool To Bahot Hain Par Gulab Jaisa nahin, Yo INdi Ko best Banane Wale To Bahot Hain Par Jaansheen Bhai Jaisa NAhin,,,,,,,




Bahot Chaha Par Us Katil Ko Bhola Na Sake,
Khayalon Main Kesi Aur Ko La Na Sake,
Katil Ko Dekh Kar Aansun To Ponch Leye,
Par US Katil Ko Dekh Kar Muskra Na Sake......(K.B)
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: January 11, 2007, 01:03:43 PM »
Reply with quote
Shukriya K B Bhai,..
Ye Aapne Galat Kaha Ki Yoindia Ko Best Humne Banaaya,..
Ye To sab Aaap Doston Ki Meharbaaniaain hain...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 11, 2007, 01:10:35 PM »
Reply with quote
Quote from: "kapil_boolani"
jaaansheen Bhai Thanx Main 3 Months Se  Yo india kishayari parta aa raha hoon U r Great .......Phool To Bahot Hain Par Gulab Jaisa nahin, Yo INdi Ko best Banane Wale To Bahot Hain Par Jaansheen Bhai Jaisa NAhin,,,,,,,




Bahot Chaha Par Us Katil Ko Bhola Na Sake,
Khayalon Main Kesi Aur Ko La Na Sake,
Katil Ko Dekh Kar Aansun To Ponch Leye,
Par US Katil Ko Dekh Kar Muskra Na Sake......(K.B)


Bahoot Khoob,..

Kateel To Hamaare Hazaaron Hain,..
Phir Bhi Hum Kisi Se Gilaa Nahi Karte,..
Katal To Hote Hain Bhari Mehfil Mein,..
Nazar Se Nazar Milaakar "Jaanasheen",..
Ye Sochkar Hum Kisi Se Milaa Nahi Karte...

________________________-Jaanasheen-
Logged
kapil_boolani
Guest
«Reply #6 on: January 11, 2007, 01:52:09 PM »
Reply with quote
Wo Katil pani Ki Lahron Par KIA Likh Rahi Thi,Khuda Jane Harf-e-Dua Likh Rahi Thi,


Likha Jis Ne Nawal Wafa ka Adhora, Wo Pyaar Ki Intaha Likh RAHI Thi,

Bhala Karte karte Guzri JAWANI,Magar Phir Bhi KHud Ko Bura Likh Rahi Thi,

Mahhobat Main Nafrat Mel6i Thi Us Katil Ko Bhi,Jo Har Shaks Ko 6Bewafa Likh Rahi Thi,

Zara Us Ki Aankhon Se Aanson Na Nekle,Wo Jis Waqt LAFZ_SAZA likh rahi Thi,

Namaz-E-Mahhobat main WO Apnay, Hoay The Jo Sajday Qaza Likh Rahi Thi,( Aap Ka Apna KApil BOOLANI)
Logged
kapil_boolani
Guest
«Reply #7 on: January 11, 2007, 10:16:30 PM »
Reply with quote
Koi Dekha Ke Roye,
Koi Chhupa Ke Roye,
Hamen Rulane Wale Khud Hamen Rula Kar Roye
Marne Ka Maza To Tabhi Hai Na,
Jab Katil Bhi Khud, JANAZE par Aakar Roye,,(K.B)
Logged
kapil_boolani
Guest
«Reply #8 on: January 11, 2007, 10:24:26 PM »
Reply with quote
[/b]Maine Us Katil Ko Salaam Likh Bheja,Haal-E-Dil Tamam Likh Bheja,
Maine Pochha Tere Hont Kese Hain,Us Ne Serif Jaaam Likh Bheja,
Maine Pochha Tere Baal Kese Hain Us Ne Qudrat Ka Inaam Likh Bheja,
Mene Pochha Kab Hogi Mulaqat,Us Katil Ne Qayamat Ki Shaam Likh Bheja,
Mene Pochha Itni Tarpaati Kyon Ho,Us Ne Jawaani ka Intqam Likh Bheja,
Mene Pochha Kesi Se Nafrat bhi Karte Ho,Us KATIL Ne BOOLANI ka Naam Likh Bheja,....(K.B)
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: January 17, 2007, 12:26:00 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Kapil Bhoolani Ji,..
Lage Raho,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: January 17, 2007, 12:28:38 PM »
Reply with quote
Us Bewafaa Ki zaat se mujhko hai ye Gilaa,..
Sunke Bhi Meri Maut ka aaya Na Bewafaa,..
Marke Bhi Uske Waaste Apni To Hai Duaa,..
Jisne Mitaa Diya Mujhe Wo Khush rahe Sadaa,..

_______________________-jaanasheen
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:36:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer