Koi Pehchaan Na le............

by jaimata on August 09, 2006, 02:45:39 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2166 times)
jaimata
Guest
Reply with quote
Bheeg jati hai palke tanhai me,
                            Darte hai koi jaan na le.
                            Pasand karte hai tez Barsaat me chalna,
                            Kahi rote huye koi pehchaan na le .
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pehchaan by precious_girl in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
ladko ki pehchaan by desikuri in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3 4 »
Dard To Insaan Ki Pehchaan Hai by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
PEHCHAAN by kuchtohai in Shairi - E - Zindagi
pehchaan by getwasimin in Shayri for Khumar -e- Ishq
Sonu
Guest
«Reply #1 on: August 10, 2006, 06:25:06 AM »
Reply with quote
Jaimata ji... welcome to yoindia..... bahut khoob... wonderful


tanhai mey ab to rona acha legta hai
ju ah jaye yaad kesi beyvafa ki to dila jalana pedta hai
passend kertey tey hum barsaat mey bhigna
ab palko mey sab pani samna rakha hai
teyri ek bewafai sey humney sab ko dushman bena rakha hai

Quote from: "jaimata"
Bheeg jati hai palke tanhai me,
                            Darte hai koi jaan na le.
                            Pasand karte hai tez Barsaat me chalna,
                            Kahi rote huye koi pehchaan na le .
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: August 23, 2006, 08:55:48 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Sonu Sis And Jaimata,..

Nigaahon Mein Jab Nami Nahi Mere,
Sab kehte Hain Ki Main Khush Hoon,..
Khabar Kya Hai Kisi Ko Iski,..
ke Dil Mein Hazaaron Gham Palte Hain,..

______________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #3 on: August 23, 2006, 03:36:42 PM »
Reply with quote
Azeem bahi thanks... bahut khoob keya bat hai...

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Sonu Sis And Jaimata,..

Nigaahon Mein Jab Nami Nahi Mere,
Sab kehte Hain Ki Main Khush Hoon,..
Khabar Kya Hai Kisi Ko Iski,..
ke Dil Mein Hazaaron Gham Palte Hain,..

______________________-Jaanasheen-
Logged
99% §hå®èèf_Mµñda
Guest
«Reply #4 on: August 23, 2006, 06:06:36 PM »
Reply with quote
very niceee all....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: August 27, 2006, 12:23:37 PM »
Reply with quote
Shukriya Sonu Sis,...
Apne Kuch Likha Nahi,..
And Thanx Munda ji,..
What Can I Call U
Logged
Sonu
Guest
«Reply #6 on: September 01, 2006, 05:16:22 AM »
Reply with quote
your most welcome Azeem bahi.... lo bahi likh deyaa..

Tum Ne Keh Dia Kay Mohabbat Nahi Milli
Mujh Ko Tu Yeh Bhi Kehney Ki Muhalat Nahi Milli

Neendoo Kay Des Jaty Koi Khuwab Dekhtay
Lakin Ghar Main Diya Jalaney ki Fursat Nahi Milli

Tujh Ko Yu Khair Shehar Kay Logo Ka Khuf Tha
Aur Mujh Ko Tu Apnay Ghar Se Ijazat Nahi Milli

Phir Ikhtilaf-E- Raye Ki Surat Nikal Padri
Apni Yahan Kisi Se Bhi Adat Nahi Milli

Begar Yun Huay Kay Teri chahat Main Hamien
Sab Kuch Milla Sakun Ki Dulat Nahi Milli


Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Sis,...
Apne Kuch Likha Nahi,..
And Thanx Munda ji,..
What Can I Call you
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: September 06, 2006, 01:53:01 PM »
Reply with quote
Waah Didi Kamaal Ka Likh Diya Apne To,.

Kab Kaha Humne Ke Hume Mohabbat Na Mili,..
Kismat Mein Hamare Mohabbat Ki Daulat Na Mili,..

Loota Te Hum Bhi Auron Ki Tarah Mohabbat App Par,..
Kya Karte Hum "Jaanasheen" Hume Ghamo Se Fursat Na Mili,..

Hume Bhi Nibhaai thi Wafaa Kisi Se Is Jahaan Mein,..
Afsos Ke Unse Hume,. Apne Liye Chahat Na Mili,..

Ab Aaye Hain Nibhaane Wo Humse Phir Se Wafaa,..
Aur Hume Is Zindagi Se thodi Mohalat Na Mili,..

________________-Azeem-_______________
Logged
Sonu
Guest
«Reply #8 on: September 07, 2006, 02:21:34 AM »
Reply with quote
thanks Azeem bahi... bahut acha likha hia.... wonderful...

Quote from: "Jaanasheen"
Waah Didi Kamaal Ka Likh Diya Apne To,.

Kab Kaha Humne Ke Hume Mohabbat Na Mili,..
Kismat Mein Hamare Mohabbat Ki Daulat Na Mili,..

Loota Te Hum Bhi Auron Ki Tarah Mohabbat App Par,..
Kya Karte Hum "Jaanasheen" Hume Ghamo Se Fursat Na Mili,..

Hume Bhi Nibhaai thi Wafaa Kisi Se Is Jahaan Mein,..
Afsos Ke Unse Hume,. Apne Liye Chahat Na Mili,..

Ab Aaye Hain Nibhaane Wo Humse Phir Se Wafaa,..
Aur Hume Is Zindagi Se thodi Mohalat Na Mili,..

________________-Azeem-_______________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: September 07, 2006, 03:20:20 PM »
Reply with quote
Shukriya Didi,..
Logged
jaimata
Guest
«Reply #10 on: February 05, 2007, 02:42:49 PM »
Reply with quote
Aasmaan k taare aksar puchte hain humse,
                      Kya tumhe aaj bhi intzar hai uske lout aane ka?
                      Ye Dil muskura k kehta hai (DOSTO)...
                      Mujhe to aab tak yakin na hua unke chale jane ka.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: February 06, 2007, 04:55:13 PM »
Reply with quote
Nice One Jai Mata Ji,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: February 06, 2007, 04:58:47 PM »
Reply with quote
Mohabbat Ki Lakeer na thi Haathon Mein Mere,..
Phir Kya Kisi Ko Bewafaa Kahoon Main,,..
Ab Bhi Dhoondta Hoon Mein Bas Uska Hi Naam,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:39:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer