LAHOO SE SEENCH KE JINKO ........................ HASAN

by F.H.SIDDIQUI on May 08, 2014, 06:46:00 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1620 times)
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #15 on: May 09, 2014, 10:42:35 PM »
Reply with quote

fazal sahab phir aap ka rau pending mein gaya abhi previous hi due hai ab main kya karoon aap jo aisa likh dete ho icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Bahut bahut shukria Sheba ji . Aaap ke khuloos bhare alfaaz aur mazahiya tabsire mere liye Rau see zyada aham hain .Aap bus apni mohabbat se nawazti rahye , Rau dene ka tension na lijye.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
hume jinko kiya pyar by yogi in Shayri-E-Dard
Jinko hamari yaad... by honeyrose in Shayri for Dard -e- Judai
Hum chahte hain jinko by sarfaraz_sagar in Ghazals
jinko me bhool nahi sakta...!!!!!! by awais_007 in Share:Miscellaneous Shayari
MANAANE MEIN JINKO ZAMAANE LAGE HAIN.......HASAN by F.H.SIDDIQUI in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3 4 »
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #16 on: May 10, 2014, 03:16:39 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
beautiful Hasan ji AS usual u wrote very well

BAHUT SHUKRIYA SURESH SANGWAN JI . SHAAD O ABAAD RAHYE.
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010

View Profile
«Reply #17 on: May 10, 2014, 04:00:16 PM »
Reply with quote
Mahutram Hasan Sahab Salam Alaikum

Is duniya me taqleeqi zahn rakhne wale hazrat bahut kam hain ...aur apko shumaar bila shuba un geene chune hazraat me hai jo taqleeqi zahn rakhte hain ...ye Allah ka tohfa hai jo har kissi ko muyassar nahi aata ....Allah Apko mazeed nawaze ....

Apki ghazal pe kya kahe'n ke aap wahan se sher nikal laate hain jiska humse mubtadi hazraat tassavvur bhi nahi kar sakte ...jahan hamari fikr dam tood deti hai wahin aapse hazraat ki fikr apne shabab per hoti hai ....Hazaron dad apki is shahkaar ghazal ke huzoor ..Apki maujodgi yaqeenan bazm ki khushnaseebi hai Allah apko ek taweel umr se nawaze ..AQEEDATAN RAU HAZIR

Dua go

Qadeertoopchi
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #18 on: May 11, 2014, 10:48:27 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

amazzing sir hats off rau is due
Thanks a lot For Zarra nawazi . God bless you.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #19 on: May 11, 2014, 06:24:36 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause Applause
 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaahh....!
Thanks Kavyanshi ji . God bless you.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #20 on: May 12, 2014, 05:27:22 PM »
Reply with quote
NaheeN  hai  Rishta  mera  un kaa  abb   kuchh  iske  siwaa
HooN  Tishna - Tishna  agar  maiN  to  woh  bhi  Pyaasay  haiN

Baghair   uzr   ' Hasan '   hum    lachak   naheeN   saktay
Jafa  se   Woh   haiN  ,  to  majboor  Hum  Anaa  say  haiN

Wah,Wah,Waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Hasan Sir,Behad khoobsurat ghazal hai.Dili daad qabool kijiye.
Shukria , Sudhir ji .
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #21 on: May 12, 2014, 09:51:48 PM »
Reply with quote
waah waah behatreen ghazal bhai saheb dilidaad
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #22 on: May 12, 2014, 10:20:01 PM »
Reply with quote
Suna  hai  mujhse  Woh  phir  kuchh  khafa - khafa  say  haiN
Hua   kareiN  ,  Woh  agar  haiN  ,  meri   balaa  say   haiN

 Applause Applause
SHUKRIA JANAAB NAKUL JI . KHUSH RAHYE .
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #23 on: May 14, 2014, 01:14:12 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Waaaaaaaaaaaaaaaaaah,,,,,,Bahut Khoob. HASAN Jee.
shukkria , nawazih Ravinder ji.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #24 on: May 16, 2014, 03:05:12 AM »
Reply with quote
Bahut bahut shukria Sheba ji . Aaap ke khuloos bhare alfaaz aur mazahiya tabsire mere liye Rau see zyada aham hain .Aap bus apni mohabbat se nawazti rahye , Rau dene ka tension na lijye.

fazal sahib rau haazir hai icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #25 on: May 20, 2014, 03:05:01 PM »
Reply with quote
वाह....वाह....बहुत ही खूब.....
Amit ji , bahut bahut shukria
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #26 on: May 23, 2014, 10:56:24 PM »
Reply with quote
Mahutram Hasan Sahab Salam Alaikum

Is duniya me taqleeqi zahn rakhne wale hazrat bahut kam hain ...aur apko shumaar bila shuba un geene chune hazraat me hai jo taqleeqi zahn rakhte hain ...ye Allah ka tohfa hai jo har kissi ko muyassar nahi aata ....Allah Apko mazeed nawaze ....

Apki ghazal pe kya kahe'n ke aap wahan se sher nikal laate hain jiska humse mubtadi hazraat tassavvur bhi nahi kar sakte ...jahan hamari fikr dam tood deti hai wahin aapse hazraat ki fikr apne shabab per hoti hai ....Hazaron dad apki is shahkaar ghazal ke huzoor ..Apki maujodgi yaqeenan bazm ki khushnaseebi hai Allah apko ek taweel umr se nawaze ..AQEEDATAN RAU HAZIR

Dua go

Qadeertoopchi
Aapke behad purkhuloos aur housla afza tabsire ke liye tah e dil se shukria.Ye aap ka zouq e nazar hai ki tukbandi mein bhi shairi dekh lete hain aur housla badha dete hain . Nacheez ki apni mahdood ilm ki roushni mein sirf ye kosihsh hoti hai ki kuchh naye radeef o qafye , ya alfaaz se Bahr mein rahte hue halke phulke ashaar kah kar eik ghazal mukammal kar li jaaye . Kabhi kabhi kuch matlab ki baat aa jaana ittefaqi hai ya Urdu ghazalgoi ka jaadu.Aap jaise sukhan parwaron se pazeerai mil jaati hai to housle buland ho jaate hain .Aap ka bahut bahut shukria . Dheron duaaein .
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #27 on: June 12, 2014, 05:32:31 PM »
Reply with quote
waah waah behatreen ghazal bhai saheb dilidaad
Saini saheb , Pazeerai k liye tahe dil e izhaar e tashakkur
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #28 on: June 21, 2014, 07:07:28 PM »
Reply with quote
Sheba ji shukria , duaaein

fazal sahib rau haazir hai icon_flower icon_flower icon_flower!

Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:32:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer