Larkiyaan Bewafaa Nahi Hoti

by Sonu on June 24, 2006, 06:39:16 AM
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 4660 times)
Sonu
Guest
Reply with quote

Wo to majborioon main lipti hain
Apney shiddat bharey khyaloon main
Apney ander chhupi ek aurat main
Wo hamesha hi darti rehti hain
Na to jeeti hain na to marti hain
Larkiyaan bewafaa nahi hoti
Per Hamesha hi darti rehti hain
Apne reeti or rawajoon se
Any waley naye azaboon se
Zardurat main khily ghulaboon se
Pyaar kerti hain or chhupati hain
Larkiyaan Bewafaa nahi hot
Kyuon ki majborioon main lepti hain
Or her lamha darti rehti hain
Apney pyaar se apney saye se
Apney rishton se dil ki dharkan se
Apni khowahish se apni kushioon se
Larkiyaan Bewafaa nahi hoti !!!
Logged
gumnam
Guest
«Reply #1 on: June 25, 2006, 02:58:55 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"

Wo to majborioon main lipti hain
Apney shiddat bharey khyaloon main
Apney ander chhupi ek aurat main
Wo hamesha hi darti rehti hain
Na to jeeti hain na to marti hain
Larkiyaan bewafaa nahi hoti
Per Hamesha hi darti rehti hain
Apne reeti or rawajoon se
Any waley naye azaboon se
Zardurat main khily ghulaboon se
Pyaar kerti hain or chhupati hain
Larkiyaan Bewafaa nahi hot
Kyuon ki majborioon main lepti hain
Or her lamha darti rehti hain
Apney pyaar se apney saye se
Apney rishton se dil ki dharkan se
Apni khowahish se apni kushioon se
Larkiyaan Bewafaa nahi hoti !!!
BAHUT HI ACHHA LIKHA AAPNE.....

Waqt ke sitam se ladti hui,jindagi ke dard mein jalti hui,
Ladkiya hi to banti hai,Parwaane ki SHAMA jalti hui.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #2 on: June 29, 2006, 02:43:33 AM »
Reply with quote
Gumnam ji bahut bahut shukriya..... bahut khoob...

ladkiya hi her gum ko hans ker pee jati hia
ladkiya hi chup chap her setam ko seyhati hia
ladkiya hi gharo ko sawarg benati hia
ladkiya hi chandi rat dikhlati hai
ladkiya hi majburi mey jakdi huti hai
ladkiya hi mum ko pather ker deyti hia
ladkiya hi pather dil ko pigla deyti hai
ladkiya hi sarey bazar nilam huti hai
vo badnaseeb ladkiya hia jo muh jukha ker sab man jati hia
her dard ko apney dil mey chupa leyti hia

Quote from: "gumnam"
Quote from: "Sonu"

Wo to majborioon main lipti hain
Apney shiddat bharey khyaloon main
Apney ander chhupi ek aurat main
Wo hamesha hi darti rehti hain
Na to jeeti hain na to marti hain
Larkiyaan bewafaa nahi hoti
Per Hamesha hi darti rehti hain
Apne reeti or rawajoon se
Any waley naye azaboon se
Zardurat main khily ghulaboon se
Pyaar kerti hain or chhupati hain
Larkiyaan Bewafaa nahi hot
Kyuon ki majborioon main lepti hain
Or her lamha darti rehti hain
Apney pyaar se apney saye se
Apney rishton se dil ki dharkan se
Apni khowahish se apni kushioon se
Larkiyaan Bewafaa nahi hoti !!!
BAHUT HI ACHHA LIKHA AAPNE.....

Waqt ke sitam se ladti hui,jindagi ke dard mein jalti hui,
Ladkiya hi to banti hai,Parwaane ki SHAMA jalti hui.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: June 29, 2006, 08:32:49 AM »
Reply with quote
Bahoot khoob Likha Hai Sonu Sis,..
And Gumnaam Bhai,..

Har Dhang Qayamat Hai,..
Har Rang Shararat Hai,..
Dil Tordkar Chalna,..
Lardkion Ki Adat Hai,..

__________-Jaanasheen-
Logged
gumnam
Guest
«Reply #4 on: June 29, 2006, 02:53:09 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Gumnam ji bahut bahut shukriya..... bahut khoob...

ladkiya hi her gum ko hans ker pee jati hia
ladkiya hi chup chap her setam ko seyhati hia
ladkiya hi gharo ko sawarg benati hia
ladkiya hi chandi rat dikhlati hai
ladkiya hi majburi mey jakdi huti hai
ladkiya hi mum ko pather ker deyti hia
ladkiya hi pather dil ko pigla deyti hai
ladkiya hi sarey bazar nilam huti hai
vo badnaseeb ladkiya hia jo muh jukha ker sab man jati hia
her dard ko apney dil mey chupa leyti hia

Quote from: "gumnam"
Quote from: "Sonu"

Wo to majborioon main lipti hain
Apney shiddat bharey khyaloon main
Apney ander chhupi ek aurat main
Wo hamesha hi darti rehti hain
Na to jeeti hain na to marti hain
Larkiyaan bewafaa nahi hoti
Per Hamesha hi darti rehti hain
Apne reeti or rawajoon se
Any waley naye azaboon se
Zardurat main khily ghulaboon se
Pyaar kerti hain or chhupati hain
Larkiyaan Bewafaa nahi hot
Kyuon ki majborioon main lepti hain
Or her lamha darti rehti hain
Apney pyaar se apney saye se
Apney rishton se dil ki dharkan se
Apni khowahish se apni kushioon se
Larkiyaan Bewafaa nahi hoti !!!
BAHUT HI ACHHA LIKHA AAPNE.....

Waqt ke sitam se ladti hui,jindagi ke dard mein jalti hui,
Ladkiya hi to banti hai,Parwaane ki SHAMA jalti hui.
bahut khub......

Rukhsat ke waqt koi raat jawan nahi hoti,
ki roti rahti hai chhup-chhup kar,magar khusi se,
Ladkiyan bewafa nahi hoti...........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: June 30, 2006, 06:10:57 AM »
Reply with quote
Nice One Gumnam Bhai,..

Dil Tord Ke Hasti Ho Mera,..
Wafaein Meri Yaad Karogi,..
Jab Duniya Mein Main Na Raha,..
To Kisi Barbaad Karogi,..
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #6 on: June 30, 2006, 10:55:24 AM »
Reply with quote
good one sonu......


ladkiyaan bewafa nahi hoti,
ye kaam to bewafaaon ka,
ye ladke phir bhi hanste rehte hain,
ye kaam ladkiyon ki duaaon ka hai......



Quote from: "Sonu"

Wo to majborioon main lipti hain
Apney shiddat bharey khyaloon main
Apney ander chhupi ek aurat main
Wo hamesha hi darti rehti hain
Na to jeeti hain na to marti hain
Larkiyaan bewafaa nahi hoti
Per Hamesha hi darti rehti hain
Apne reeti or rawajoon se
Any waley naye azaboon se
Zardurat main khily ghulaboon se
Pyaar kerti hain or chhupati hain
Larkiyaan Bewafaa nahi hot
Kyuon ki majborioon main lepti hain
Or her lamha darti rehti hain
Apney pyaar se apney saye se
Apney rishton se dil ki dharkan se
Apni khowahish se apni kushioon se
Larkiyaan Bewafaa nahi hoti !!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: July 01, 2006, 06:23:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
good one sonu......


ladkiyaan bewafa nahi hoti,
ye kaam to bewafaaon ka,
ye ladke phir bhi hanste rehte hain,
ye kaam ladkiyon ki duaaon ka hai......



Quote from: "Sonu"

Wo to majborioon main lipti hain
Apney shiddat bharey khyaloon main
Apney ander chhupi ek aurat main
Wo hamesha hi darti rehti hain
Na to jeeti hain na to marti hain
Larkiyaan bewafaa nahi hoti
Per Hamesha hi darti rehti hain
Apne reeti or rawajoon se
Any waley naye azaboon se
Zardurat main khily ghulaboon se
Pyaar kerti hain or chhupati hain
Larkiyaan Bewafaa nahi hot
Kyuon ki majborioon main lepti hain
Or her lamha darti rehti hain
Apney pyaar se apney saye se
Apney rishton se dil ki dharkan se
Apni khowahish se apni kushioon se
Larkiyaan Bewafaa nahi hoti !!!


Nice One Ninaah Sis,..

Gham Choopakar Jo Hasne Lage Hum,..
Use Apne Kaam Duaa Ka De Diya,..
Lardke Wafa Nibhakar Bhi Badnaam Hote Hain Yahan,..
Aur Apne Unhe Naam Bewafaa Ka De Diya,..

_________________________-Jaanasheen-
Logged
gumnam
Guest
«Reply #8 on: July 02, 2006, 01:01:09 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Gumnam Bhai,..

Dil Tord Ke Hasti Ho Mera,..
Wafaein Meri Yaad Karogi,..
Jab Duniya Mein Main Na Raha,..
To Kisi Barbaad Karogi,..
THANKS

SUNA THA HUMNE KABHI,
DIL TODNA GUNAAH HOTA HAI.
DHUDA TO KAI DILJALE MILE,
KI JALTA HUA EK DIL YAHA HAI.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #9 on: July 03, 2006, 06:35:08 AM »
Reply with quote
ladke bewafayee mein shaatir hain,
aur ladkiyaan wafa kar ke maat khati hai,
lakon ko khushiyon ki saugat de kar,
gum mein bhi dekho muskurati hai....



Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
good one sonu......


ladkiyaan bewafa nahi hoti,
ye kaam to bewafaaon ka,
ye ladke phir bhi hanste rehte hain,
ye kaam ladkiyon ki duaaon ka hai......



Quote from: "Sonu"

Wo to majborioon main lipti hain
Apney shiddat bharey khyaloon main
Apney ander chhupi ek aurat main
Wo hamesha hi darti rehti hain
Na to jeeti hain na to marti hain
Larkiyaan bewafaa nahi hoti
Per Hamesha hi darti rehti hain
Apne reeti or rawajoon se
Any waley naye azaboon se
Zardurat main khily ghulaboon se
Pyaar kerti hain or chhupati hain
Larkiyaan Bewafaa nahi hot
Kyuon ki majborioon main lepti hain
Or her lamha darti rehti hain
Apney pyaar se apney saye se
Apney rishton se dil ki dharkan se
Apni khowahish se apni kushioon se
Larkiyaan Bewafaa nahi hoti !!!


Nice One Ninaah Sis,..

Gham Choopakar Jo Hasne Lage Hum,..
Use Apne Kaam Duaa Ka De Diya,..
Lardke Wafa Nibhakar Bhi Badnaam Hote Hain Yahan,..
Aur Apne Unhe Naam Bewafaa Ka De Diya,..

_________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: July 03, 2006, 10:11:56 AM »
Reply with quote
Nice One Gumnam And Ninaah Sis,.

Hote Aaya Hai Sadion Se,..
Milta Hai Dhoka Lardkion Se,..
Kaho Tum Hume Bewafaa Koi Gila Nahi,..
Tum Kya Jaano Humne Kis Kadar Wafaa Nibhaai Hai,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #11 on: July 04, 2006, 06:58:00 AM »
Reply with quote
good one jaanasheen ji.....


tum wafa ki baat karte ho,
tumhe kya khabar ki wafa kisko kehte hain,
ankhein bhale he ho jaayein samandar,
pur lab hamesha muskurate rehate hain.....



Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Gumnam And Ninaah Sis,.

Hote Aaya Hai Sadion Se,..
Milta Hai Dhoka Lardkion Se,..
Kaho Tum Hume Bewafaa Koi Gila Nahi,..
Tum Kya Jaano Humne Kis Kadar Wafaa Nibhaai Hai,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: July 04, 2006, 07:15:17 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
good one jaanasheen ji.....


tum wafa ki baat karte ho,
tumhe kya khabar ki wafa kisko kehte hain,
ankhein bhale he ho jaayein samandar,
pur lab hamesha muskurate rehate hain.....



Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Gumnam And Ninaah Sis,.

Hote Aaya Hai Sadion Se,..
Milta Hai Dhoka Lardkion Se,..
Kaho Tum Hume Bewafaa Koi Gila Nahi,..
Tum Kya Jaano Humne Kis Kadar Wafaa Nibhaai Hai,..

________________________________-Jaanasheen-


Nice One Ninaah Sis,..

Ye Baat Sach Nahi Ke Lardkiaan Gham Seh Kar Muskuraati Hain,..
Humne Dekha Hai Inhe Ye Chup-Chup Kar Aansoon Bahaati Hain,..

Ye Adaa Hamari Hai Ke Laakhon Gham Sehkar Bhi Muskuraa Dete Hain,..
Kare Chahe Laakh Sitam Humpar Lardkiaan Ninaah Hum Wo Sab Bhoola Dete Hain,...

_________________________________________________ __-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #13 on: July 04, 2006, 07:34:11 AM »
Reply with quote
mohaabat to wo shey hai "Jaanasheen",
jisse kabhi yun bhula nahi paate hain,
gur ho jaayein ba-wasta unse,
to maut tak saath nibhate hain.....




Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
good one jaanasheen ji.....


tum wafa ki baat karte ho,
tumhe kya khabar ki wafa kisko kehte hain,
ankhein bhale he ho jaayein samandar,
pur lab hamesha muskurate rehate hain.....



Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Gumnam And Ninaah Sis,.

Hote Aaya Hai Sadion Se,..
Milta Hai Dhoka Lardkion Se,..
Kaho Tum Hume Bewafaa Koi Gila Nahi,..
Tum Kya Jaano Humne Kis Kadar Wafaa Nibhaai Hai,..

________________________________-Jaanasheen-


Nice One Ninaah Sis,..

Ye Baat Sach Nahi Ke Lardkiaan Gham Seh Kar Muskuraati Hain,..
Humne Dekha Hai Inhe Ye Chup-Chup Kar Aansoon Bahaati Hain,..

Ye Adaa Hamari Hai Ke Laakhon Gham Sehkar Bhi Muskuraa Dete Hain,..
Kare Chahe Laakh Sitam Humpar Lardkiaan Ninaah Hum Wo Sab Bhoola Dete Hain,...

_________________________________________________ __-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: July 04, 2006, 07:44:54 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
mohaabat to wo shey hai "Jaanasheen",
jisse kabhi yun bhula nahi paate hain,
gur ho jaayein ba-wasta unse,
to maut tak saath nibhate hain.....




Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
good one jaanasheen ji.....


tum wafa ki baat karte ho,
tumhe kya khabar ki wafa kisko kehte hain,
ankhein bhale he ho jaayein samandar,
pur lab hamesha muskurate rehate hain.....



Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Gumnam And Ninaah Sis,.

Hote Aaya Hai Sadion Se,..
Milta Hai Dhoka Lardkion Se,..
Kaho Tum Hume Bewafaa Koi Gila Nahi,..
Tum Kya Jaano Humne Kis Kadar Wafaa Nibhaai Hai,..

________________________________-Jaanasheen-


Nice One Ninaah Sis,..

Ye Baat Sach Nahi Ke Lardkiaan Gham Seh Kar Muskuraati Hain,..
Humne Dekha Hai Inhe Ye Chup-Chup Kar Aansoon Bahaati Hain,..

Ye Adaa Hamari Hai Ke Laakhon Gham Sehkar Bhi Muskuraa Dete Hain,..
Kare Chahe Laakh Sitam Humpar Lardkiaan Ninaah Hum Wo Sab Bhoola Dete Hain,...

_________________________________________________ __-Jaanasheen-
Maine unke sitam bhoolaane ki baat ki hai Mohabbat Ko Bhoolaane Ki Nahi,.
Logged
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:28:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer