laut kar fir wo jamane na aaye

by kaushikbhawna008 on May 27, 2008, 09:30:00 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1293 times)
kaushikbhawna008
Guest
Reply with quote
bichde wo yu ki dobara milne na aaye
laut kar wo fir gujre jamane na aaye

gaya tha geet kabhi meine cheda tha unhone tarana
par aaj wo mere geeton ko gungunane na aaye

shikwa nahi shikayat nahi jo wo paas nahi
bas ranz is baat ka hai ki ek baar b wo hamein bulane na aaye

bhul jata gar wo mujhe to koi gam na tha
dil mei basakar b hamein wo dil se lagane na aaye

hua khat-o-jariya b khatm ab likhne ka
par wo khwab mei b hamein manane na aaye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
WATAN SE LAUT KAR AAYE HO by waheed_rose2004 in Shairy-E-Watan « 1 2  All »
Shaayad Woh Laut Aaye by Rajesh Harish in Shayri for Khumar -e- Ishq
Wo Laut Aaye...........Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
tum laut aaye shayad....mann by mann.mann in Miscellaneous Shayri
Lo Hum Laut Aaye by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
Sonia01
Guest
«Reply #1 on: June 01, 2008, 03:12:03 PM »
Reply with quote
bichde wo yu ki dobara milne na aaye
laut kar wo fir gujre jamane na aaye

gaya tha geet kabhi meine cheda tha unhone tarana
par aaj wo mere geeton ko gungunane na aaye

shikwa nahi shikayat nahi jo wo paas nahi
bas ranz is baat ka hai ki ek baar b wo hamein bulane na aaye

bhul jata gar wo mujhe to koi gam na tha
dil mei basakar b hamein wo dil se lagane na aaye

hua khat-o-jariya b khatm ab likhne ka
par wo khwab mei b hamein manane na aaye

Bhawna jee aapne bahut accha gazal share kiya hai. Thanks for sharing.
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #2 on: June 02, 2008, 05:20:48 AM »
Reply with quote
sonia ji shayri padhne aur use sarahne k liye shukriya
sonia ji ye creation b mera hi hey hamein ye to nahi pata ki aapko ye kyu mehsus ho raha hey ki hamne ki hamne ye shayri nahi likhi par haqikat to yahi hey ki ye creation b hamari hi hey
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #3 on: June 02, 2008, 05:59:05 AM »
Reply with quote
Applause

Very Nice One... Kaushikbhawna   Thumbs UP
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #4 on: June 02, 2008, 06:08:22 AM »
Reply with quote
shukriya mahiya ji

dard dil ka itna badha ki ek aah b na nikli
dil roya itna ki aankh se ek bund b na nikli
wo to chale gaye kehkar maaf kar dena "bhawna"
aur mere munh se unke khilaf aaj tak ek baat b na nikli
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:19:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer