---- /// Main itna bhi nirdayi nahi hoon /// ----

by klaskar on April 23, 2010, 11:49:00 PM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 4207 times)
neelgold
Guest
«Reply #15 on: April 24, 2010, 11:21:35 PM »
Reply with quote
Tere aane ki tapash bi maine mehsoos ki
Tumare aane ki Ahahat bi maine sun li
Teri perchai se hum tume pehchan lete the
TUm agar aao to mere pass hi aaao, yeh fariyaad b maine ki

Tum aye bi aur aah kar chale gaye
Kyon awaz lagane ki jarorat na tumne samzi
Jana ho tha to fir ayye hi kyon ?
TUm mere nahi ho aab yehi har paal dil ko samzane ki khosish ki


beautiful...

subah ki suraj k saath main aaya tha,
raat ko chaand k saath main aaya tha,
tune dekh k bhi andekha kar diya mujhe,
teri har dhadkan k saath main aaya tha...


Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #16 on: April 25, 2010, 12:37:11 AM »
Reply with quote
bahut khoob likha hai aapne Neel ji... bahut pasand aayi humko aapki ye kavita.... bahut khoob...

kaise kahun ki main aaj bhi tujhe chahta hoon,
hothon ki wo narmi ko aaj bhi main chhoota hoon,
raat ki tanhaayion mein jab tu tanha si hoti hai,
teri har dhadkan me teri saanso me main hota hoon,

chahta to ab bhi hu ki tere kareeb main aa jaun,
par sharir hi nahi hai to parchhayi kahan se laun,
tujhse juda ho k maut se mohabbat ho gayi thi,
maut k baad ab main apni zindagi kahaan se laun...


Tere aane ki tapash bi maine mehsoos ki
Tumare aane ki Ahahat bi maine sun li
Teri perchai se hum tume pehchan lete the
TUm agar aao to mere pass hi aaao, yeh fariyaad b maine ki

Tum aye bi aur aah kar chale gaye
Kyon awaz lagane ki jarorat na tumne samzi
Jana ho tha to fir ayye hi kyon ?
TUm mere nahi ho aab yehi har paal dil ko samzane ki khosish ki


Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #17 on: April 25, 2010, 04:07:17 AM »
Reply with quote
Tere aane ki tapash bi maine mehsoos ki
Tumare aane ki Ahahat bi maine sun li
Teri perchai se hum tume pehchan lete the
TUm agar aao to mere pass hi aaao, yeh fariyaad b maine ki

Tum aye bi aur aah kar chale gaye
Kyon awaz lagane ki jarorat na tumne samzi
Jana ho tha to fir ayye hi kyon ?
TUm mere nahi ho aab yehi har paal dil ko samzane ki khosish ki



Good one Neel Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #18 on: April 25, 2010, 04:08:30 AM »
Reply with quote
bahut khoob likha hai aapne Neel ji... bahut pasand aayi humko aapki ye kavita.... bahut khoob...

kaise kahun ki main aaj bhi tujhe chahta hoon,
hothon ki wo narmi ko aaj bhi main chhoota hoon,
raat ki tanhaayion mein jab tu tanha si hoti hai,
teri har dhadkan me teri saanso me main hota hoon,

chahta to ab bhi hu ki tere kareeb main aa jaun,
par sharir hi nahi hai to parchhayi kahan se laun,
tujhse juda ho k maut se mohabbat ho gayi thi,
maut k baad ab main apni zindagi kahaan se laun...



Equally good response Kapil
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #19 on: April 25, 2010, 10:15:12 AM »
Reply with quote
Thanx a lot Rajesh ji...!!!

Equally good response Kapil
Logged
dead heart
Guest
«Reply #20 on: April 25, 2010, 10:15:56 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause
Bas iske ilava main kya kahoun Kapil dost aur Neel jee...Bahaut bahaut khoob..Dono ne ek se bad karr ek shaer likha hai...

Kapil dost apki kavita ne mere dil ki awaz suna di...Main wakei bahaut bahaut dil se kehta hoon ke bahaut acha likha hai...
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
dead heart
Guest
«Reply #21 on: April 25, 2010, 10:16:43 AM »
Reply with quote
Voh kabhi hamri ankh se ek ansoo bi na girne dete the
Kya hua aab jo unne barsaat ka b pata na chala

Yeh shaer mujhe bahaut hi zadaaaaaaaaaaaaaaa acha laga Neel jee... Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #22 on: April 25, 2010, 10:17:47 AM »
Reply with quote
Yeh barishon ka sabab bas itna sa hai yaaron,
Jab rota hai 'Rahim' toh dard Khuda se bhi dekha nahin jata...

~Rahim~
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #23 on: April 25, 2010, 10:25:39 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Rahim bhai... bahut khushi hui humein ye jaanke ki aapko hamari rachna pasand aayi... main tahe dil se shukriya adaa karta hoon aapka...!!!

Applause Applause Applause Applause
Bas iske ilava main kya kahoun Kapil dost aur Neel jee...Bahaut bahaut khoob..Dono ne ek se bad karr ek shaer likha hai...

Kapil dost apki kavita ne mere dil ki awaz suna di...Main wakei bahaut bahaut dil se kehta hoon ke bahaut acha likha hai...
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #24 on: April 25, 2010, 10:27:36 AM »
Reply with quote
bahut khoob likha hai aapne Rahim bhai...!!!

Yeh barishon ka sabab bas itna sa hai yaaron,
Jab rota hai 'Rahim' toh dard Khuda se bhi dekha nahin jata...

~Rahim~
Logged
dead heart
Guest
«Reply #25 on: April 25, 2010, 10:51:31 AM »
Reply with quote
bahut khoob likha hai aapne Rahim bhai...!!!

shukriya dost...
Logged
neelgold
Guest
«Reply #26 on: April 25, 2010, 03:12:57 PM »
Reply with quote
Thanx a lot Rahim Ji
I think u feel it ......wid d same feeling i wrote it ....
its vry deep ..... ppl change a lot ....... hai na ?

Yeh shaer mujhe bahaut hi zadaaaaaaaaaaaaaaa acha laga Neel jee... Applause Applause
Logged
neelgold
Guest
«Reply #27 on: April 25, 2010, 03:13:41 PM »
Reply with quote
Thanx Rajesh.............
Appriciate!!!!!!!!!

Good one Neel Ji
Logged
neelgold
Guest
«Reply #28 on: April 25, 2010, 03:22:41 PM »
Reply with quote
Wah!!!!!!!!! kya baat hai !!!!!!RAhim ji "Kamal "

Yeh barish main beegna bhut acha lagta hai aaj kaal
Pani ankh se aah reha hai ya asmaan se yeh pata hi nahi chalta
Apne gum main ro lene ka bahana bi mil jata hai
aur
BArsaat kaha kaha ho rehi hai dekhne valo ko  yeh andaza b nhi hota
Yeh barishon ka sabab bas itna sa hai yaaron,
Jab rota hai 'Rahim' toh dard Khuda se bhi dekha nahin jata...

~Rahim~
Logged
neelgold
Guest
«Reply #29 on: April 25, 2010, 03:36:38 PM »
Reply with quote
Chahat to chahat hoti hai, yeh kabhi kum ho nhi sakti
Mohbat hamesha Jawan rehti hai yeh kabhi mar nahi sakti
Chaha hota kisi ko to paane ki himat bi rekhte
Mohbat voh aag hai ho kabhi tham nahi sakti ..

bahut khoob likha hai aapne Neel ji... bahut pasand aayi humko aapki ye kavita.... bahut khoob...

kaise kahun ki main aaj bhi tujhe chahta hoon,
hothon ki wo narmi ko aaj bhi main chhoota hoon,
raat ki tanhaayion mein jab tu tanha si hoti hai,
teri har dhadkan me teri saanso me main hota hoon,

chahta to ab bhi hu ki tere kareeb main aa jaun,
par sharir hi nahi hai to parchhayi kahan se laun,
tujhse juda ho k maut se mohabbat ho gayi thi,
maut k baad ab main apni zindagi kahaan se laun...


Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:50:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer