Majnu

by nishita on December 08, 2004, 04:52:56 PM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 3652 times)
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #15 on: December 13, 2004, 08:41:42 AM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "sharmaarunkumar"
Quote from: "nishita"
KAHA KISI NE MAJNU SE KE KHUDA TUJSE MILNA CHAHTA HAI.
ROJ TUJKO MILNE KI AWAJ LAGATA HAI.
MAJNU BOLA KE VO KHUDA KE PASS KYON JAYE.
KHUDA KO AGAR JARURAT HAI TO LAILA BANKAR AA JAYE. (NM)



Waah! Waaah! Waaaah! Kya baat hai Bahut Khoob Nishita ji!!!

Mohabbat se Badh kar Jahan mein Khuda ki koi Niyamat nahin Hoti!
Magar Atish-e-Ishq se badh kar aur koi bhi qayamat nahin hoti!

Muskura ke sah jaate hain saare raj-o-gham Mohabbat karne wale,
Yoon agar dekhiye to is se badh kar koi bhi nafasat nahin hoti!


wah!!!!!!!!!!  arun bhai.......... clean bold maara hai aap.....no edge no catch.... good lenth............. Usual Smile  tongue3

Ya to Mil jaati hain manzilein. yaa jaan de dee Jaati hai Ishq mein,
Ashiqon ki Duniya mein aur bhi koi Siyasat Nahin hoti!


Ha! ha! :D  Shukriya Waheed Bhai!!! :D  :lol:  :lol:
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Laila majnu... & SMS by kkmishra in SMS , mobile & JOKES
ZIKRAY MEHBOOB MAJNU KA FASANAY SAY KIYA by Saeed Akhtar Falahi in Ghazals
honge mashhoor majnu aur raanjah by shahida.manha in Shayri-E-Dard
Majnu tumhaare hamare deewane nikle.................Kaash by @Kaash in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Humne ashiq , majnu dekh liye bemisaal se.. by pawan16 in Shayri for Khumar -e- Ishq
waheed_rose2004
Guest
«Reply #16 on: December 13, 2004, 08:45:06 AM »
Reply with quote
ur welcome arun bhai.......................... Usual Smile  :D  tongue3
Logged
nishita
Guest
«Reply #17 on: December 13, 2004, 09:17:57 AM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"
Quote from: "nishita"
KAHA KISI NE MAJNU SE KE KHUDA TUJSE MILNA CHAHTA HAI.
ROJ TUJKO MILNE KI AWAJ LAGATA HAI.
MAJNU BOLA KE VO KHUDA KE PASS KYON JAYE.
KHUDA KO AGAR JARURAT HAI TO LAILA BANKAR AA JAYE. (NM)



Waah! Waaah! Waaaah! Kya baat hai Bahut Khoob Nishita ji!!!

Mohabbat se Badh kar Jahan mein Khuda ki koi Niyamat nahin Hoti!
Magar Atish-e-Ishq se badh kar bhi aur koi qayamat nahin hoti!

Muskura ke sah jaate hain saare raj-o-gham Mohabbat karne wale,
Yoon agar dekhiye to is se badh kar koi bhi nafasat nahin hoti!

Ya to Mil jaati hain manzilein. yaa jaan de dee Jaati hai Ishq mein,
Ashiqon ki Duniya mein aur bhi koi Siyasat Nahin hoti!


baap re awesomeeeeeeeeee sharmaji.. too good Usual Smile
Logged
nishita
Guest
«Reply #18 on: December 13, 2004, 09:24:11 AM »
Reply with quote
Kabhi khwahisho ne loota, kabhi be-basi ne maara
Gila maut se nahi hai, hame zindagi ne maara

Kahan tak fareb khaen, yahan kis ko azmaen
kiya aitbaar jis pe, usi aadmi ne mara..

Sehte sehte sitam zamane ke, paikar-e-yaaz ho gaye hain hum
Phool maro ke chot latgi hai, itne hasaas ho gaye hain hum
Meri daastan na poocho, mere zakham ginn ke dekho
Woh gharib-e-shehar hoon main, jise bekasi ne maara.....
GILA MAUT SE NAHI HAI, HAME ZINDAGI NE MAARA

(NM)
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #19 on: December 13, 2004, 09:28:56 AM »
Reply with quote
vvah!!! bahot khoob nishita ji


 :lol:
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #20 on: December 13, 2004, 09:33:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
Quote from: "sharmaarunkumar"
Quote from: "nishita"
KAHA KISI NE MAJNU SE KE KHUDA TUJSE MILNA CHAHTA HAI.
ROJ TUJKO MILNE KI AWAJ LAGATA HAI.
MAJNU BOLA KE VO KHUDA KE PASS KYON JAYE.
KHUDA KO AGAR JARURAT HAI TO LAILA BANKAR AA JAYE. (NM)



Waah! Waaah! Waaaah! Kya baat hai Bahut Khoob Nishita ji!!!

Mohabbat se Badh kar Jahan mein Khuda ki koi Niyamat nahin Hoti!
Magar Atish-e-Ishq se badh kar bhi aur koi qayamat nahin hoti!

Muskura ke sah jaate hain saare raj-o-gham Mohabbat karne wale,
Yoon agar dekhiye to is se badh kar koi bhi nafasat nahin hoti!

Ya to Mil jaati hain manzilein. yaa jaan de dee Jaati hai Ishq mein,
Ashiqon ki Duniya mein aur bhi koi Siyasat Nahin hoti!


baap re awesomeeeeeeeeee sharmaji.. too good Usual Smile


Shukriya Nishita ji!!!! :D
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #21 on: December 13, 2004, 09:35:07 AM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
Kabhi khwahisho ne loota, kabhi be-basi ne maara
Gila maut se nahi hai, hame zindagi ne maara

Kahan tak fareb khaen, yahan kis ko azmaen
kiya aitbaar jis pe, usi aadmi ne mara..

Sehte sehte sitam zamane ke, paikar-e-yaaz ho gaye hain hum
Phool maro ke chot latgi hai, itne hasaas ho gaye hain hum
Meri daastan na poocho, mere zakham ginn ke dekho
Woh gharib-e-shehar hoon main, jise bekasi ne maara.....
GILA MAUT SE NAHI HAI, HAME ZINDAGI NE MAARA

(NM)


Wowowow very nice!!!! nishita ji!!! great!!! Usual Smile
Logged
nishita
Guest
«Reply #22 on: December 13, 2004, 09:56:24 AM »
Reply with quote
thank u sharmaji Usual Smile and heart Usual Smile
Logged
nishita
Guest
«Reply #23 on: December 15, 2004, 06:32:32 AM »
Reply with quote
main khud kafan pehen raha hu
lekin tumme parde ke zehmat na deh raha hu

apne upar main khud aiqab dal kar
tumhari hijab utar raha hu

ae Allah ye kaisa ghazab hain mujpar
wo mere pass arahi hai or main tere pass aa raha hu :cry:

(NM)
Logged
Talat
Guest
«Reply #24 on: December 15, 2004, 07:44:23 AM »
Reply with quote
Wow Nishi!!   :cry:
Logged
lovebites
Guest
«Reply #25 on: December 15, 2004, 02:02:52 PM »
Reply with quote
Wah nice work Nishita..............................!


Main bhi munh main zabaan rakhta hoon
Kash poochho kay muddaa kya hai...............


Ta-umr dhhondta raha manzil main ishq ki
Anjaam yeh kay gard-e-safar lay kay aa gaya
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 9 hours and 8 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #26 on: December 15, 2004, 04:13:23 PM »
Reply with quote
wow nishi bahut khoob sach me
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #27 on: December 15, 2004, 06:15:37 PM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
main khud kafan pehen raha hu
lekin tumme parde ke zehmat na deh raha hu

apne upar main khud aiqab dal kar
tumhari hijab utar raha hu

ae Allah ye kaisa ghazab hain mujpar
wo mere pass arahi hai or main tere pass aa raha hu :cry:

(NM)



Bahut Khoob!!! Wah Wah! Nishita ji!!Very Nice!!!!! Usual Smile
Logged
nishita
Guest
«Reply #28 on: December 17, 2004, 05:56:00 PM »
Reply with quote
Thanks talat, lovebites, sam and sharmaji Usual Smile
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #29 on: December 17, 2004, 05:58:08 PM »
Reply with quote
Usual Smile  Usual Smile
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 07:22:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer