Malal ab tak hain............(Ghayel)

by sajid_ghayel on November 05, 2008, 06:48:43 AM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3528 times)
Pooja
Guest
«Reply #30 on: December 02, 2008, 07:12:21 AM »
Reply with quote
Tere jaane ka malal ab tak hai
zindagi se yah sawal ab tak hai
kyun sawal nahi tadpata ab mujhko
kaise kar sake tum yah bewafai,
yah sawal ab tak hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tere Aansuon Se Ghayel Hain.. by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4  All »
ROOTHE HUE HAIN.......(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
SAB POOCHTE HAIN...........(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
KUCH TO BAAT HAIN........(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ghayel samajhta hain......(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 ... 7 8 »
sajid_ghayel
Guest
«Reply #31 on: December 02, 2008, 07:14:21 AM »
Reply with quote
Main nahi mera sawal tere pass to hain
Khushnaseeb hain tu jo GHAYEL ka khayal pass to hain

                                -SG
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #32 on: December 02, 2008, 07:26:06 AM »
Reply with quote
Malal ab tak hain unko door q banayee humne apni mazar
Woh ek roz jo jala gaye the meri kabr pe diya

Sawal ab tak hain unka kayem hame maut q hain aayee
Apne hatho se jinhone mera qatl tha kiya

Dene wale ne dedi tumhe duniya ki tamam khoobsurti
Bas ek khoobsurat sa dil nahi diya

Jinke liye guzari umr wahi poochte hain waqt-e-kaza
Ab to bata de GHAYEL tu jeeya to kiske liye jeeya

                                 -Sajid Ghayel-


bahoot khoob sajid  Applause Applause

kuch khamiyan meri, mere katil ko nagwar thin
yun hi to koi kisika, katil nahi hota,
kuch khaas to hai mujhme warna tere haathon
marne ka sabab mujhe hasil nahi hota

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #33 on: December 02, 2008, 08:30:05 AM »
Reply with quote
bahoot khoob sajid  Applause Applause

kuch khamiyan meri, mere katil ko nagwar thin
yun hi to koi kisika, katil nahi hota,
kuch khaas to hai mujhme warna tere haathon
marne ka sabab mujhe hasil nahi hota


Wah wa kya baat hain ustad mauka dekh ke chauka mar hi dete ho  Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: December 02, 2008, 10:19:18 AM »
Reply with quote
Hum to ek darya hain samandar ka jawab kya dege
Tum ek haseen haqiqat ho hum apne haseen khwab kya dege

                                           -SG-


Dariya Ka Dard Bhi Samander Khud Mein Samaa Le,.
Par Samander Apna Dard Kisi Ko Bataaye Yahaan,.

Tum Dariya Ho, Khushnaseeb Ho, Gham Tumhaare Kam Honge,.
Humto Samander Hain, Apne Ghamon Ko Chupaate Kahaan,.

______________________________-Jaanasheen-


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: December 02, 2008, 10:22:19 AM »
Reply with quote
wah wah wah Lil bro kamal per dhamal ho rah ahai.... aor yah lines... uff kaya likhi hai apne

har zakhm humein tumse he mile,
kissi aur ki itni himmat kaha thi....

aansu bahey sirf tere liye,
kisi aur se itni mohabbat hi kahan thi......


Shukriya Didi Jaan,.
Ke Aapko Ye Achcha Laga,.

Dil Ko Ek Tera Hi Gham Uthaana Tha,.
Is Liye Tujhse Mohabbat Kar Li,.

Tanhaa Jeena Ab Mukharrar Hogaya,.
Isliye Ansoon Peene Ki Aadat Kar Li,.

Bhool Hogayi, Zindagi Ki Sabse Badi,.
Ek Bewafaa Se Dil Lagakar Us Se Chahat Karli,.

_________________________-Jaanasheen-

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: December 02, 2008, 10:25:51 AM »
Reply with quote
wonderful jaansheen ji and sajid ji 
kya khoob likha hai aap dono ne

Applause Applause Clapping Smiley  clapping:

Shukriya Bhawna Ji,.
Aap Bhi Kuch Likhte To Achcha Lagta,.
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #37 on: December 02, 2008, 10:29:05 AM »
Reply with quote
Dariya Ka Dard Bhi Samander Khud Mein Samaa Le,.
Par Samander Apna Dard Kisi Ko Bataaye Yahaan,.

Tum Dariya Ho, Khushnaseeb Ho, Gham Tumhaare Kam Honge,.
Humto Samander Hain, Apne Ghamon Ko Chupaate Kahaan,.

______________________________-Jaanasheen-



Applause Applause Applause

bahoot hi khooooooooooob reply hai AZEEM
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: December 02, 2008, 10:45:18 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause

bahoot hi khooooooooooob reply hai AZEEM

Shukriya Bhaijaan,.
Ke Aap Hamaare Post's Par Comments De rahe Ho,.
Thank U Once Again,.
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:42:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer