!Manzur Nahi Thi Tumse Judai!

by honeyrose on May 19, 2008, 07:40:39 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1461 times)
honeyrose
Guest
Reply with quote
Manzur Nahi Thi Tumse Judai Ruladiya Mujhe Dard Ke Aansuon Main

Chup Rahi Woh Masoom Si Dulhan Pyaar Bankar Chali Thi Tere Aangan

Chor Aaye Thi Sare Khushiyan Ruladiya Mujhe Dard Ke Aansuon Main

Ek Anmol Rishta Tha Tumse Bikar Diya Tumne Bewafa Iss Duniya Main

Aur Kya Mange Hum Khuda Se Dard Ke Bhwar Main Dubo Diya Tumne

Kuch Farq Nahi Hai Humhe Jab Tumne Bikar Di Meri Jeevan Ki Khushayan

Chup Rahi Woh Masoom Si Dulhan Pyaar Bankar Chali Thi Tere Aangan
Saaton Vachan Tak Saath Na Diya Ruladiya Mujhe Dard Ke Aansuon Main

Dekhar Chup Zuban Na Kahi Aankhon Ki Ehsaas Ruladiya Mujhe Dard Ke Aansuon Main
Manzur Nahi Thi Tumse Judai Ruladiya Mujhe Dard Ke Aansuon Main
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tumse kuch kah nahi paaya!!!! by ankit20 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tumse kaho...Zaroori to nahi by RamSagar in Ghazals
Zinda hun magar ab jina manzur nahi! by BeNam in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Manzur Nahi Thi Tumse Judai, pkgoyal by pkgoyal in Shayeri for Dard -e- Bewafai
kon kahta hai dost ki tumse hamari judai hogi by anmolarora in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: May 20, 2008, 01:16:17 PM »
Reply with quote
Kuch Pal Ka Saath Tha Humara Par Manzur Nahi Thi Tumse Judai
Joh Aankhon Main Aansu Bankar Rahe Gaye

Pyaar Main Kya Kya Kasam Khaye Humne Har Pal Roye
Padeshi Hogaye Aapno Se Manzur Nahi Thi Tumse Judai

Jalti Jeevan Ki Aag Main Humhe Suladiya..
Kuch Pal Ka Saath Tha Humara Par Manzur Nahi Thi Tumse Judai
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #2 on: May 20, 2008, 01:23:30 PM »
Reply with quote
WAH WAH BAHUT KHOOB LIKHA HAI AAP NE AAP KI DAAD DENI PADEGI HONEYROSE JI  AAP BAHUT ACHA LIKHTI HAI.............AB MERI TARAF SE KUCH ARZ HAI.............

ZINDAGI MEIN KUCH LAMHE HOTE HAI JO YAAD BANKAR RAHE JATE HAI
UN LAMHO SE HUME MANZUR NAHI THI JUDAI KYOKI JO AB HAI PASS MAGAR PASS HOKAR BHI DOOR HAI USKE UN LAMHO KI YAADON SE MANZUR NAHI THI JUDAI , MAGAR AB TUMSE KYA KAHE BAS MANZUR NAHI THI TUMSE JUDAI....

MANA KI KISMAT NE LOGO KA SATH DIYA
TOH LOGO KO JUDAI BHI MANZUR NA HUI
MAGAR YE TOH KHUDA KA KHEL HAI
USME JUDAI NA HUI TOH KYA BAAT HUI
ISLIYE YAHI KAHA JATA HAR JUDAI MEIN
KI HUME MANZUR NAHI THI TUMSE JUDAI........

****************************MUSKAN*******************************
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: May 20, 2008, 01:30:37 PM »

 Applause khoob acha likha hai muskan..

Joh Wada Na Nibha Sake Woh Zindagi Ki Khushi Nahi
Mange The Zindagi Se Khushiyan Yeh Kuch Kum Nahi
Rote Hue Ko Manane Main Hum Peeche Nahi
Kuch Alfaaz Kehe Nahi Paye Unse Yeh Gila Hogi
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #4 on: May 20, 2008, 01:34:58 PM »
Reply with quote
WAH BAHUT KHOOB HONEYROSE JI ACHA LIKHTI HAI AAP.....

ZINDAGI MEIN EK WAADA KE BHAROSE AB KOI RAHETA NAHI
AB TOH KOI ZINDAGI MEIN DIKHA KAR ROTA NAHI
MAGAR AAP KA ANDAAZ HUME PASSAND AAYA KI
AAP KISI KO ROTA HUA DEKH SAKTI NAHI
HUME BHI KUCH AISA HI SAMJHIYE KYOKI
HUM BHI APNI DOSTI KO HUMESHA QAYAM RAKHNE KAM NAHI......

***************************MUSKAN********************************
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: July 19, 2008, 11:37:46 AM »
Reply with quote
WAH BAHUT KHOOB HONEYROSE JI ACHA LIKHTI HAI AAP.....

ZINDAGI MEIN EK WAADA KE BHAROSE AB KOI RAHETA NAHI
AB TOH KOI ZINDAGI MEIN DIKHA KAR ROTA NAHI
MAGAR AAP KA ANDAAZ HUME PASSAND AAYA KI
AAP KISI KO ROTA HUA DEKH SAKTI NAHI
HUME BHI KUCH AISA HI SAMJHIYE KYOKI
HUM BHI APNI DOSTI KO HUMESHA QAYAM RAKHNE KAM NAHI......

***************************MUSKAN********************************

Khoob likha hai muskaan... Thumbs UP

Dard dil mein rakte hain
Kuch wadha nibhaye karte hain
Dosti ki chahat dil mein karte hain
Aankhon se dil ki baat nahi kahete hain
Dil ki baat dil mein dabaya karte hain
Logged
syednaami
Guest
«Reply #6 on: July 19, 2008, 12:20:43 PM »
Reply with quote
HoneyRose Saahiba aur Muskaan jee...
Buhat dukh bhara likh hai aap dono ne...
Logged
sunrub
Guest
«Reply #7 on: July 19, 2008, 12:25:13 PM »
Reply with quote
 :clap BAHUT KHUB ,JANE KYON AAP LOG SIRF JUDAI KE BAREN ME HI LIKHATE HAI.KHUD TO ROTE HAI DUSARU KO BHI RULATE HAI.: sad10 sad10 sad10
Logged
syednaami
Guest
«Reply #8 on: July 19, 2008, 12:44:30 PM »
Reply with quote
Sunrub... Milan ke liye khumar-e-Ishq hai na...

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #9 on: July 19, 2008, 01:36:51 PM »
Reply with quote
HoneyRose Saahiba aur Muskaan jee...
Buhat dukh bhara likh hai aap dono ne...

..

Shukriya Syed ... happy9
Logged
syednaami
Guest
«Reply #10 on: July 27, 2008, 09:34:24 AM »
Reply with quote
Firaaq se lagne laga hai darr,,
Befawai kar ke hum rahe hain mar,,
Koi raasta nahin ki lot aaun main,,
Uska hi hai khayal apni nahin fikar..

|Syed Naami|
Logged
Phenomenal
Guest
«Reply #11 on: January 30, 2010, 08:53:49 AM »
Reply with quote
Bahut umda dost
Manzur Nahi Thi Tumse Judai Ruladiya Mujhe Dard Ke Aansuon Main

Chup Rahi Woh Masoom Si Dulhan Pyaar Bankar Chali Thi Tere Aangan

Chor Aaye Thi Sare Khushiyan Ruladiya Mujhe Dard Ke Aansuon Main

Ek Anmol Rishta Tha Tumse Bikar Diya Tumne Bewafa Iss Duniya Main

Aur Kya Mange Hum Khuda Se Dard Ke Bhwar Main Dubo Diya Tumne

Kuch Farq Nahi Hai Humhe Jab Tumne Bikar Di Meri Jeevan Ki Khushayan

Chup Rahi Woh Masoom Si Dulhan Pyaar Bankar Chali Thi Tere Aangan
Saaton Vachan Tak Saath Na Diya Ruladiya Mujhe Dard Ke Aansuon Main

Dekhar Chup Zuban Na Kahi Aankhon Ki Ehsaas Ruladiya Mujhe Dard Ke Aansuon Main
Manzur Nahi Thi Tumse Judai Ruladiya Mujhe Dard Ke Aansuon Main

Logged
Phenomenal
Guest
«Reply #12 on: January 30, 2010, 08:54:33 AM »
Reply with quote
bahut ala muskanji
WAH WAH BAHUT KHOOB LIKHA HAI AAP NE AAP KI DAAD DENI PADEGI HONEYROSE JI  AAP BAHUT ACHA LIKHTI HAI.............AB MERI TARAF SE KUCH ARZ HAI.............

ZINDAGI MEIN KUCH LAMHE HOTE HAI JO YAAD BANKAR RAHE JATE HAI
UN LAMHO SE HUME MANZUR NAHI THI JUDAI KYOKI JO AB HAI PASS MAGAR PASS HOKAR BHI DOOR HAI USKE UN LAMHO KI YAADON SE MANZUR NAHI THI JUDAI , MAGAR AB TUMSE KYA KAHE BAS MANZUR NAHI THI TUMSE JUDAI....

MANA KI KISMAT NE LOGO KA SATH DIYA
TOH LOGO KO JUDAI BHI MANZUR NA HUI
MAGAR YE TOH KHUDA KA KHEL HAI
USME JUDAI NA HUI TOH KYA BAAT HUI
ISLIYE YAHI KAHA JATA HAR JUDAI MEIN
KI HUME MANZUR NAHI THI TUMSE JUDAI........

****************************MUSKAN*******************************
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:27:55 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer