mera hi dil mila tha kya

by disha on January 19, 2005, 05:59:04 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1201 times)
disha
Aghaaz ae Shayar
*

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 35
Member Since: Oct 2004


View Profile
Reply with quote
aur kuchh na raha paas me mere ab ganvaane ke liye
ye ashq chaar reh gaye,ye kya kaam aayenge zamaane ke liye
ummeed na ki thi us se wafa ki, fir bhi
mera hi dil mila tha kya aazmaane ke liye??
Logged
Meena
Guest
«Reply #1 on: January 19, 2005, 05:57:38 PM »
Reply with quote
wah wah disha ji! very nice!

tumara dil masoom hai jo woh azmana chahata tha,
pyar kis cheez ka nam hai, shayad woh samajhna chahata hai!
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #2 on: January 19, 2005, 06:00:17 PM »
Reply with quote
oh so nice disha ji n meenaji Usual Smile beautiful lines both of u!!!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #3 on: January 19, 2005, 06:16:12 PM »
Reply with quote
shukriya ji shukriya!

 :D
Logged
Arifa
Guest
«Reply #4 on: January 19, 2005, 08:19:02 PM »
Reply with quote
wowwwww disha


yerab teray jhan mein dil tottay hain kion
log masoom aur sada diloo ko loottay hain kion
Logged
a_simple_boy_4u
Guest
«Reply #5 on: January 20, 2005, 06:42:16 AM »
Reply with quote
one word !  Awesome !
Logged
sultan_e_musafir
Guest
«Reply #6 on: January 23, 2005, 06:13:08 PM »
Reply with quote
Yeh din badal dete hain waqt
Yeh waqt badal de duniya
Badha de faansle                               
Kaise Hain Yeh Din...              

Aate hain jaise ho apne          
Chhod jaate hain sirf yaadein aur dete hain ghum
Chhu jaate hain logoko jo hain humare kareeb
Kaise hain Yeh Din...

Haqeekat inki hai ik raaz   
Na jaaney hum na jaaney wo
Bas guzar jaati hain yeh pal    
Kar jaatin humaari kainaath ko veeraan
Sukoon cheen letin hain hum se aur
Tanhaai ki geheraai mein dubaa dete hain humein
Kaise hain yeh din…   

Chaley they kabhi hum saath  saath
Tasavvur mein bhi na socha tha
Ki kabhi bichar jaayenge iss tarah
Ki reh jaayegi rooh pyaasi
Aur Dil ki gehraaiyon mein cha jaayegi ik ajeeb si udaasi
Kaise hain yeh din…

Aati hain kuch iss tarah
Ki hain yeh pal humesha ke liye.
Kaise na karein yaqeen,
Aakhir un lamhon mein sukh they hazaar.
Par bichar gaye yeh pal kuch is tarah,
Ki meri zindagi mere saath na rahi
Kaise hain yeh din
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #7 on: January 23, 2005, 06:19:01 PM »
Reply with quote
Quote from: "sultan_e_musafir"
Yeh din badal dete hain waqt
Yeh waqt badal de duniya
Badha de faansle                               
Kaise Hain Yeh Din...              

Aate hain jaise ho apne          
Chhod jaate hain sirf yaadein aur dete hain ghum
Chhu jaate hain logoko jo hain humare kareeb
Kaise hain Yeh Din...

Haqeekat inki hai ik raaz   
Na jaaney hum na jaaney wo
Bas guzar jaati hain yeh pal    
Kar jaatin humaari kainaath ko veeraan
Sukoon cheen letin hain hum se aur
Tanhaai ki geheraai mein dubaa dete hain humein
Kaise hain yeh din…   

Chaley they kabhi hum saath  saath
Tasavvur mein bhi na socha tha
Ki kabhi bichar jaayenge iss tarah
Ki reh jaayegi rooh pyaasi
Aur Dil ki gehraaiyon mein cha jaayegi ik ajeeb si udaasi
Kaise hain yeh din…

Aati hain kuch iss tarah
Ki hain yeh pal humesha ke liye.
Kaise na karein yaqeen,
Aakhir un lamhon mein sukh they hazaar.
Par bichar gaye yeh pal kuch is tarah,
Ki meri zindagi mere saath na rahi
Kaise hain yeh din



nice one buddy  :wink:
Logged
disha
Aghaaz ae Shayar
*

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 35
Member Since: Oct 2004


View Profile
«Reply #8 on: January 24, 2005, 05:11:20 AM »
Reply with quote
hey thanx everyone

humein hi katl karte hain
humse hi poochhate hain wo
bata sazaa-e-kaatil
meri talwar kaisi hai (NM)
Logged
a_simple_boy_4u
Guest
«Reply #9 on: January 24, 2005, 09:19:50 AM »
Reply with quote
jo katl hue hain zara unse poochiye....
   unke shadab zakhmo ko dekhiye....
   aap to chala gaye nighaon ke khanjar....
   ab us zinda laash ko bhi dekhiye.....
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #10 on: January 24, 2005, 12:42:47 PM »
Reply with quote
Quote from: "sultan_e_musafir"
Yeh din badal dete hain waqt
Yeh waqt badal de duniya
Badha de faansle                               
Kaise Hain Yeh Din...              

Aate hain jaise ho apne          
Chhod jaate hain sirf yaadein aur dete hain ghum
Chhu jaate hain logoko jo hain humare kareeb
Kaise hain Yeh Din...

Haqeekat inki hai ik raaz   
Na jaaney hum na jaaney wo
Bas guzar jaati hain yeh pal    
Kar jaatin humaari kainaath ko veeraan
Sukoon cheen letin hain hum se aur
Tanhaai ki geheraai mein dubaa dete hain humein
Kaise hain yeh din…   

Chaley they kabhi hum saath  saath
Tasavvur mein bhi na socha tha
Ki kabhi bichar jaayenge iss tarah
Ki reh jaayegi rooh pyaasi
Aur Dil ki gehraaiyon mein cha jaayegi ik ajeeb si udaasi
Kaise hain yeh din…

Aati hain kuch iss tarah
Ki hain yeh pal humesha ke liye.
Kaise na karein yaqeen,
Aakhir un lamhon mein sukh they hazaar.
Par bichar gaye yeh pal kuch is tarah,
Ki meri zindagi mere saath na rahi
Kaise hain yeh din


Usual Smile KHOOLLLLLLLLL
Logged
AkeleHum
Guest
«Reply #11 on: February 08, 2005, 01:02:54 AM »
Reply with quote
tera dil kya mera dil kya ,
tutta toh hai dil kissi ka,,
..dard hai teri baat mein dost
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 06:44:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer