MERE LABO SE MERI..........(GHAYEL)

by sajid_ghayel on October 18, 2008, 06:53:53 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2241 times)
sajid_ghayel
Guest
Reply with quote
MUJHSE WOH APNI KHUSHI MANG RAHE HAIN
MERE LABO SE MERI HASEE MANG RAHE HAIN

AUR JINKO SAMAJTE THE HUM APNI ZINDAGI
MUJSE WOH MERI ZINDAGI MANG RAHE HAIN

QABR PE MERI KUCH NAHI BAS EK CHIRAG HAIN TANHA
AUR MUJSE WOH MERI YEH RAUSHNI MANG RAHE HAIN

GHAYEL KUCH NA BOLE HO JAYE BEZUBAAN
MUJSE WOH AAJ MERI SHAYRI MANG RAHE HAIN

                            -SAJID GHAYEL-  tearyeyed
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1 on: October 18, 2008, 07:04:06 AM »
Reply with quote
Too good.. As Always.. Applause Applause
Khayaalon ka poora khajaana hai aapke paas.. Sajid ji..

Likhte Rahiyega... Thumbs UP
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: October 18, 2008, 08:44:31 AM »
Reply with quote
MUJHSE WOH APNI KHUSHI MANG RAHE HAIN
MERE LABO SE MERI HASEE MANG RAHE HAIN

AUR JINKO SAMAJTE THE HUM APNI ZINDAGI
MUJSE WOH MERI ZINDAGI MANG RAHE HAIN

QABR PE MERI KUCH NAHI BAS EK CHIRAG HAIN TANHA
AUR MUJSE WOH MERI YEH RAUSHNI MANG RAHE HAIN

GHAYEL KUCH NA BOLE HO JAYE BEZUBAAN
MUJSE WOH AAJ MERI SHAYRI MANG RAHE HAIN

                            -SAJID GHAYEL-  tearyeyed


Bohot Khoob Sajid Ji   Applause Applause
Logged
diya786
Guest
«Reply #3 on: October 18, 2008, 09:12:48 AM »
Reply with quote
VERY NICE LINES SAJID SAHAB Clapping Smiley
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: October 18, 2008, 02:30:02 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Sajid ji ..achcha likha hai aapne... Applause
Hamesha ki tarah bohat khoob... Thumbs UP
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: October 18, 2008, 03:15:11 PM »
Reply with quote
Nice One Sajid Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: December 23, 2008, 01:44:42 PM »
Reply with quote
MUJHSE WOH APNI KHUSHI MANG RAHE HAIN
MERE LABO SE MERI HASEE MANG RAHE HAIN

AUR JINKO SAMAJTE THE HUM APNI ZINDAGI
MUJSE WOH MERI ZINDAGI MANG RAHE HAIN

QABR PE MERI KUCH NAHI BAS EK CHIRAG HAIN TANHA
AUR MUJSE WOH MERI YEH RAUSHNI MANG RAHE HAIN

GHAYEL KUCH NA BOLE HO JAYE BEZUBAAN
MUJSE WOH AAJ MERI SHAYRI MANG RAHE HAIN

                            -SAJID GHAYEL-  tearyeyed


Uski To Aadat Hai, Maangne Ki Pooraani "Azeem,.
De De Jo Bhi Hai Paas Tere, Ek Gham Hi Wo Leta Nahi,.

______________________________-Jaanasheen-

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #7 on: December 23, 2008, 05:23:55 PM »
Reply with quote
Uski To Aadat Hai, Maangne Ki Pooraani "Azeem,.
De De Jo Bhi Hai Paas Tere, Ek Gham Hi Wo Leta Nahi,.

______________________________-Jaanasheen-



Beautiful Sher Chote  Clapping Smiley

Sabkuch lutaya jinpe kehne lage woh ek roz
Kaisa muflis hain yeh GHAYEL, bheekh dene par leta nahi

                                     -SG-
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #8 on: December 23, 2008, 05:27:16 PM »
Reply with quote
MUJHSE WOH APNI KHUSHI MANG RAHE HAIN
MERE LABO SE MERI HASEE MANG RAHE HAIN

AUR JINKO SAMAJTE THE HUM APNI ZINDAGI
MUJSE WOH MERI ZINDAGI MANG RAHE HAIN

QABR PE MERI KUCH NAHI BAS EK CHIRAG HAIN TANHA
AUR MUJSE WOH MERI YEH RAUSHNI MANG RAHE HAIN

GHAYEL KUCH NA BOLE HO JAYE BEZUBAAN
MUJSE WOH AAJ MERI SHAYRI MANG RAHE HAIN

                            -SAJID GHAYEL-  tearyeyed

Nice Ghayel Ji
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #9 on: December 23, 2008, 05:47:46 PM »
Reply with quote
Shukriya Rajesh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: December 24, 2008, 04:02:47 PM »
Reply with quote
Beautiful Sher Chote  Clapping Smiley

Sabkuch lutaya jinpe kehne lage woh ek roz
Kaisa muflis hain yeh GHAYEL, bheekh dene par leta nahi

                     
                -SG-



Shukriya Bhaijaan,.


Bheek Me Bhi Ab Khushi Nahi Milti "Azeem,.
Log Jalne Lage Hain, Meri Jhooti Hasi Dekh Kar,.

________________________-Jaanasheen-
Logged
dead heart
Guest
«Reply #11 on: December 24, 2008, 08:25:14 PM »
Reply with quote


MUJHSE WOH APNI KHUSHI MANG RAHE HAIN
MERE LABO SE MERI HASEE MANG RAHE HAIN

AUR JINKO SAMAJTE THE HUM APNI ZINDAGI
MUJSE WOH MERI ZINDAGI MANG RAHE HAIN

QABR PE MERI KUCH NAHI BAS EK CHIRAG HAIN TANHA
AUR MUJSE WOH MERI YEH RAUSHNI MANG RAHE HAIN

GHAYEL KUCH NA BOLE HO JAYE BEZUBAAN
MUJSE WOH AAJ MERI SHAYRI MANG RAHE HAIN

                            -SAJID GHAYEL-  tearyeyed


wah wah wah wah...koi lavz nahin mil raha hai jisse apki tarif kar sakun...bahaut hi khoob likha hai...har lavz main ek gheri soch hai jisse bahaut khoobsoorati se bayan kia hai apne...bahaut din bad kuch dil ko choo gaya....dil main uttar gaya...



mujse woh mere ansu mang rahe hai,
sahara deti hui meri rooh mang rahe hai...

dil ko mardia unki bewaffai ne,
nilami karne ke liye humari kabar mang rahe hai...

likha karte the hum unki shaan main aaj bewaffai pe likh rahe hai,
aaj dekho humse humara kalam mang rahe hai...

Logged
dead heart
Guest
«Reply #12 on: December 24, 2008, 08:28:59 PM »
Reply with quote
very well said Janasheen and equally good reply from Ghayel jee
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #13 on: December 24, 2008, 09:50:39 PM »
Reply with quote
MUJHSE WOH APNI KHUSHI MANG RAHE HAIN
MERE LABO SE MERI HASEE MANG RAHE HAIN

AUR JINKO SAMAJTE THE HUM APNI ZINDAGI
MUJSE WOH MERI ZINDAGI MANG RAHE HAIN

QABR PE MERI KUCH NAHI BAS EK CHIRAG HAIN TANHA
AUR MUJSE WOH MERI YEH RAUSHNI MANG RAHE HAIN

GHAYEL KUCH NA BOLE HO JAYE BEZUBAAN
MUJSE WOH AAJ MERI SHAYRI MANG RAHE HAIN

                            -SAJID GHAYEL-  tearyeyed

Kuch likhne ki koshish ki hai shaayad pasand aaye

Khusiyaan tu luta do unke liye
Hansi bhi tu luta do unke liye

Agar woh hai such hi teri zindagi
To de do use apni saari zindagi

Chord kar chale gaye ho unhe tanha
To de do unko apne kabr mein panha

Kyon ho gaye itne mein to bezubaan
Kuch to unka haq hai de do usko maan
Logged
dead heart
Guest
«Reply #14 on: December 24, 2008, 10:14:57 PM »
Reply with quote
bahaut achi koshish hai...likte rahiye...
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:32:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer