Mere Muqaddar Me Nahi Tujhe Bhool Jaana

by Bakhtyar on April 02, 2013, 11:18:29 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1088 times)
Bakhtyar
Guest
Reply with quote
Meri Majboori Thi Jo Tujhe Iss Qadr Tanha Kar Gaya,
Tujhe Apna Bana Kar Apno Se Juda Kar Gaya.

Mujhe Afsos Hai Tera Saath Chor Jaana,
Magar Kya Kare Qismat Me Judai Likhi Thi.

Aaj Bhi Karta Hoon Tujhe Pyar,
Be-Shumaar,
Aye Dil-e-Nadaan,
Majboori Thi Jo Tujhse Dagaa Kar Gaya.

Mere Muqaddar Me Nahi Tujhe Bhool Jaana,
Aur Teri Yaad Seene Me Jaise Dafnayi Rakhi Thi.

Suna Hai Log Pyar Me Bewafaii Kar Jaate Hai,
Ye meri Majboori Thi,
Jo tujhe Isse Waqif Kar Gaya.

Mujhe Manzoor Nahi Tujhe Tadpana,
Agar Ho Sake To Maaf,
Mujhe Kar Jaana.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bewafa tujhe nahi bhool sakta.... by sumit4all in Shayri-E-Dard
~:: Tum Mujhe Bhool Jaana ::~ by nirbhay in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 8 9 »
***Mujhe Bhool Na Jaana*** by AVTAR RAYAT in Shayri-E-Dard
***Kahi'n Bhool Jaana*** by AVTAR RAYAT in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Tujhe Bhool Jana Mumkin Nahi ,,,, #MAD by Maddy7677 in Shayri for Khumar -e- Ishq
abc98
Guest
«Reply #1 on: April 03, 2013, 02:09:46 AM »
Reply with quote
awesome
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #2 on: April 03, 2013, 02:41:57 AM »
Reply with quote
So Nice.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #3 on: April 03, 2013, 03:37:56 AM »
Reply with quote
Meri Majboori Thi Jo Tujhe Iss Qadr Tanha Kar Gaya,
Tujhe Apna Bana Kar Apno Se Juda Kar Gaya.

Mujhe Afsos Hai Tera Saath Chor Jaana,
Magar Kya Kare Qismat Me Judai Likhi Thi.

Aaj Bhi Karta Hoon Tujhe Pyar,
Be-Shumaar,
Aye Dil-e-Nadaan,
Majboori Thi Jo Tujhse Dagaa Kar Gaya.

Mere Muqaddar Me Nahi Tujhe Bhool Jaana,
Aur Teri Yaad Seene Me Jaise Dafnayi Rakhi Thi.

Suna Hai Log Pyar Me Bewafaii Kar Jaate Hai,
Ye meri Majboori Thi,
Jo tujhe Isse Waqif Kar Gaya.

Mujhe Manzoor Nahi Tujhe Tadpana,
Agar Ho Sake To Maaf,
Mujhe Kar Jaana.


good....!
Logged
Bakhtyar
Guest
«Reply #4 on: April 03, 2013, 12:57:51 PM »
Reply with quote
shukriya dosto
Logged
suman59
Guest
«Reply #5 on: April 03, 2013, 01:10:49 PM »
Reply with quote
Meri Majboori Thi Jo Tujhe Iss Qadr Tanha Kar Gaya,
Tujhe Apna Bana Kar Apno Se Juda Kar Gaya.

Mujhe Afsos Hai Tera Saath Chor Jaana,
Magar Kya Kare Qismat Me Judai Likhi Thi.

Aaj Bhi Karta Hoon Tujhe Pyar,
Be-Shumaar,
Aye Dil-e-Nadaan,
Majboori Thi Jo Tujhse Dagaa Kar Gaya.

Mere Muqaddar Me Nahi Tujhe Bhool Jaana,
Aur Teri Yaad Seene Me Jaise Dafnayi Rakhi Thi.

Suna Hai Log Pyar Me Bewafaii Kar Jaate Hai,
Ye meri Majboori Thi,
Jo tujhe Isse Waqif Kar Gaya.

Mujhe Manzoor Nahi Tujhe Tadpana,
Agar Ho Sake To Maaf,
Mujhe Kar Jaana.

wah vry vry nice bakhtyar jee
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:52:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer