meri kismat

by anand_ajanta on May 04, 2005, 12:11:09 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1521 times)
anand_ajanta
Guest
Reply with quote
kismat se apni sikayat kyun hai
jo nahi mil sakta uski mahobat kyun hai
kitne khaye hai dhoke is raah me
phir bhi usise umeed kyun hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
meri kismat by sandeepparker in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
meri kismat ki kahani by gum in Shayri-E-Dard
~:-Meri Kismat-:~ by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
kismat meri.........!!! by sunny_bunny in Miscellaneous Shayri
meri kismat me sirf juda rahena likha hai by abdulqadeer in Ghazals
kumaravasthi
Guest
«Reply #1 on: May 04, 2005, 02:59:11 PM »
Reply with quote
Anand's
Quote
kismat se apni sikayat kyun hai
jo nahi mil sakta uski mahobat kyun hai
kitne khaye hai dhoke is raah me
phir bhi usise umeed kyun hai



Jo nahi mil sakta uski mujhe chahat hai,
Har lamhe mein sunai deti uski hi aahat hai,
Woh door hai phir bhi ussi ki tammana hai dil mein
Usko kho kar bhi uska saath hai mere liye,

Bas yahi meri kismat hai.
Logged
anand_ajanta
Guest
«Reply #2 on: May 05, 2005, 10:33:23 AM »
Reply with quote
Jo nahi mil sakta uski mujhe chahat hai,
Har lamhe mein sunai deti uski hi aahat hai,
Woh door hai phir bhi ussi ki tammana hai dil mein
Usko kho kar bhi uska saath hai mere liye,


ye mann bhi kitna bavla hai
jo nahi mil sakta usika deewana hai
mil bhi jaye mushkil se to phir
aur chahat badh jati hai

lekin jo milta hai mushkil se
uski kadarhoni chahiye
milne ke baad
uski kimat kam nahi honi chahiye
Logged
nice_off_me
Guest
«Reply #3 on: May 05, 2005, 10:34:58 AM »
Reply with quote
ju nahi ml sakta usi ki
chahat karta hai ye dil
ju mil ke bhi bichad gaya
uski chahat kaha karta hai koi.....................................
Logged
sem
Guest
«Reply #4 on: May 05, 2005, 10:41:01 AM »
Reply with quote
A special world for you and me
A special bond one cannot see
It wraps us up in its cocoon
And holds us fiercely in its womb.

Its fingers spread like fine spun gold
Gently nestling us to the fold
Like silken thread it holds us fast
Bonds like this are meant to last.

And though at times a thread may break
A new one forms in its wake
To bind us closer and keep us strong
In a special world, where we belong.
Logged
anand_ajanta
Guest
«Reply #5 on: May 05, 2005, 11:15:08 AM »
Reply with quote
wah!!!
     very nice sem
     very nice nice _of_u
Logged
jochahohojayein
Guest
«Reply #6 on: May 11, 2005, 08:04:52 AM »
Reply with quote
Quote from: "nice_off_me"
ju nahi ml sakta usi ki
chahat karta hai ye dil
ju mil ke bhi bichad gaya
uski chahat kaha karta hai koi.....................................






waah bahut sachi bat kahi hai apne
jo paas nahi uski kadr nahi
jo nahi hai uski chah hai
jo mil nahi sakta uski jaroor hai
jo mila hai uska istmal nahi
Logged
Ajnabee Anjana
Guest
«Reply #7 on: May 11, 2005, 11:24:59 AM »
Reply with quote
Taqdeer Ka Kaun Gham Karta Hai,
Zindagi To Har Gham Dehkati Hai,
Taqdeer Ka Keya Hai
Badal Ne Ko Badal Jati Hai
Logged
jochahohojayein
Guest
«Reply #8 on: May 12, 2005, 07:27:17 AM »
Reply with quote
humare chahnese kya hota hai
wohi hota hai jo manjure khuda hot hai
Logged
kumaravasthi
Guest
«Reply #9 on: May 12, 2005, 02:54:38 PM »
Reply with quote
Suhana Mausam Raat Jawaan,
Lambe Safar [Long Drive] Par Nikle hai hum.

Ik ummeed hai dil mein,
Kabhi hum par bhi hoga Uska (God) Karam.

Hum par bhi hoga uska karam,
Apne bhi din badal jayenge,
Eek din hum bhi khul kar muskuraayenge.

Muskurana hi to bas daulat hai jindgi ki,
Kaun kitna muskurata hai, Apni Apni KISMAT Hai.
Logged
jochahohojayein
Guest
«Reply #10 on: May 13, 2005, 11:38:28 AM »
Reply with quote
Quote from: "kumaravasthi"
Suhana Mausam Raat Jawaan,
Lambe Safar [Long Drive] Par Nikle hai hum.

Ik ummeed hai dil mein,
Kabhi hum par bhi hoga Uska (God) Karam.

Hum par bhi hoga uska karam,
Apne bhi din badal jayenge,
Eek din hum bhi khul kar muskuraayenge.

Muskurana hi to bas daulat hai jindgi ki,
Kaun kitna muskurata hai, Apni Apni KISMAT Hai.





usi ko chaha hai
usi ko puja hai
abh mere jine ka
bas wohi sahara hai

har pal namaskar karte hu
sis juka ke pranam karta hu
kismat khulgi ek din
prasan wo honge jis din

woh sero wali mata hai
Logged
anand_ajanta
Guest
«Reply #11 on: May 14, 2005, 07:24:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ajnabee Anjana"
Taqdeer Ka Kaun Gham Karta Hai,
Zindagi To Har Gham Dehkati Hai,
Taqdeer Ka Keya Hai
Badal Ne Ko Badal Jati Hai



takdir pe jor kisk chalta hai
wo karwata hai hum karte jate hai
takdir kabhi milati hai
to kabhi juda kar deti hai


bas itna yaad rakhna
har judai hone wale milan ka
ek padhav hai
Logged
jochahohojayein
Guest
«Reply #12 on: May 20, 2005, 12:05:35 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ajnabee Anjana"
Taqdeer Ka Kaun Gham Karta Hai,
Zindagi To Har Gham Dehkati Hai,
Taqdeer Ka Keya Hai
Badal Ne Ko Badal Jati Hai
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:12:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer