Meri Mohabbat Khudaa Jaanta Hai,.

by Jaanasheen on January 29, 2009, 01:41:46 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1824 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Maine Ye Qadeer Bhai Ki Thread Mein Bhi Post Ki Hai,.
Aur Mere Dost Ne Kaha Ke Is Ek Alag Hi Thread Banaakar Post Karo,.
So Iam POsting It,.

Kisi Ko Buraa Lage Top Maafi Chahta Hoon,.


Bewafaa Mujhe Kehkar Sare Aam Zalil Na Karo Tum,.
Kis Kadar Maine Wafaa Nibhaai Ye Khudaa Jaanta Hai,.

Kehte Ho Mujhse, Tumne Mera Dil Jalaaya Hai "Azeem,.
Magar Tumhari Khushi Ki Khateer,.
Kitne Dilon Mein Aag Lagaai Ye Khudaa Jaanta Hai,.

Kehte Ho Maine Tumhe Chorda, Tumhaare Dil Ko Torda,.
Us Ek Pal Ki Zindagi Maine Kaise Bitaai Ye Khudaa Jaanta Hai,.

Kehte Ho Ki Maine Tumhaare Khwaabon Ko Qatal Kiya,.
Kis Tarah Maine Khwaabon Ki Mayyat Uthaai Ye Khudaa Jaanta Hai,.

Main Bewafa Nahi Sanam, Bas Majboor Tha Haalaat Se,.
Kis Tarah Maine Rabse Apni Bebasi Sunaai, Ye Bas Mera Khudaa Jaanta Hai,.

Main Bewafaa Nahi,.
Bas Majboor Tha, Teri Hi Khushi Ke Liye,.
Tujhse Door Hua, Teri Zindagi Ke Liye,.

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
meri mohabbat hi meri nafrat hai by Arifa in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Mai jaanta hoon meri hamnakhas...............!!! by nirbhay in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 10 11 »
KOI MERI MOHABBAt KO MERI ASHIQI PE YAKIN DILAO by maddyrmadhav in Shayri for Khumar -e- Ishq
Humse accha tumhe kaun jaanta hai by Tosha in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
meri mohabbat..meri judai.. by sagar_voski22@gmail.com in Shayri for Dard -e- Judai
fairy2633
Guest
«Reply #1 on: January 29, 2009, 02:01:09 PM »
Reply with quote
waah...azeem ji...bahut acche lines hai....dil ko cho gaya.... Clapping Smiley
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: January 29, 2009, 02:04:36 PM »
Reply with quote
 Applause Applause

Wah wah bohat khoob Bhai Jaan ... Thumbs UP
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 29, 2009, 03:32:31 PM »
Reply with quote
Shukriya Fairy Ji,.
And Jaya Didi,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #4 on: January 29, 2009, 06:38:47 PM »
Reply with quote
Woh banata hain gawah har baat pe khuda ko
Insan se ki thi mohabbat aur waqt-e-gawahi koi insan na mila

Kabhi parbat kabhi jungle kabhi sehra yeh bekaar ki batein hain
Muje ma ke aachal ke siwa kahi bhagwan na mila

                              -SG-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 29, 2009, 06:57:33 PM »
Reply with quote
Woh banata hain gawah har baat pe khuda ko
Insan se ki thi mohabbat aur waqt-e-gawahi koi insan na mila

Kabhi parbat kabhi jungle kabhi sehra yeh bekaar ki batein hain
Muje ma ke aachal ke siwa kahi bhagwan na mila

                              -SG-


Khudaa To 70 Maaon Ki Mohabbat Karta Hai Bande Se,.
Maa Ke Aanchal Ke Saath, Tu Us Ke Darr Par Bhi Jaa Ke Dekh,.

Maa Ke Kadmon Ke Neeche Khuda Ne, Beshaq Jannat Rakh Di Hai,.
Maa Ki Khidmat Karke, Tu Is Jannat Ko Aur Sajaa Ke Dekh,.

Hai Sara Zamaana Bewafaaon Ka, Kise Se Wafaa Ki Umeed Na Rakh,.
Ek Khudaa Hi Sachcha Hai, Us Se Mohabbat Nibhaa Ke Dekh,.

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
deewaani
Guest
«Reply #6 on: February 03, 2009, 04:03:34 PM »
Reply with quote
wah bohat khoob janasheen bhai

waaqay hi mohabbat kis sy kitni ho srif hamara Rabb Janta hai
or wo Rabb inshaAllaah hamari har jaiz hajaat poori Karega
Ameen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: February 03, 2009, 04:21:35 PM »
Reply with quote
wah bohat khoob janasheen bhai

waaqay hi mohabbat kis sy kitni ho srif hamara Rabb Janta hai
or wo Rabb inshaAllaah hamari har jaiz hajaat poori Karega
Ameen

Inshallah,.
Aameen,.
Logged
Aroob
Guest
«Reply #8 on: February 03, 2009, 11:15:40 PM »
Reply with quote
 love9

 Applause

aapki is shayeri mein kahe huwe ilfaaz humaare dil mein ghar kar gai, ye sach hai ke humaare khuda ke sivah koi nahi janta ke hum kitni mohabbat karte hai kisi se magar ye duniya or kuch dil ke kareeb humaare azeez humaari bebasi or majboori ko bewafai samjh lete hai....khuda aapko hamesha khush-o-khurram rakhe (AMEEN)  likhte rahiye...
Logged
arshadasshu
Guest
«Reply #9 on: February 05, 2009, 06:35:45 PM »
Reply with quote
bohat khoob bhai...aapki shayari ne dil ki baath kahdi...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #10 on: February 05, 2009, 06:41:11 PM »
Reply with quote
wah Jahansheen wah, bahut hi badiya

jasbir singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: February 05, 2009, 06:48:33 PM »
Reply with quote
love9

 Applause

aapki is shayeri mein kahe huwe ilfaaz humaare dil mein ghar kar gai, ye sach hai ke humaare khuda ke sivah koi nahi janta ke hum kitni mohabbat karte hai kisi se magar ye duniya or kuch dil ke kareeb humaare azeez humaari bebasi or majboori ko bewafai samjh lete hai....khuda aapko hamesha khush-o-khurram rakhe (AMEEN)  likhte rahiye...

Aameen
Shukriya Aroob Bhai Jo Aapne Waqt Diya Hamaare Is Kalaam Ko Pardhne Ke Liye,.,
May Allah Bless You Too,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: February 05, 2009, 07:03:09 PM »
Reply with quote
bohat khoob bhai...aapki shayari ne dil ki baath kahdi...

Shukriya Arshad Bhai,.

wah Jahansheen wah, bahut hi badiya

jasbir singh

Shukriya Jasbir Bhaiya,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #13 on: December 01, 2009, 01:07:28 PM »
Reply with quote
nice work "ji"
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: December 04, 2009, 06:11:39 AM »
Reply with quote
nice work "ji"

Shukran,.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:44:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer