suman59
Guest
|
Tumhari lutne ki hersat abhi bhi nahi gayee toh mujhme bhi lootne ki hersat ab bhi hai Mere dil ko loot-loot ker tumne kiya khali Magar is dil mein tumhare liye mohabbat ab bhi hai
तुम्हारी लुटने की हरसत अभी भी नहीं गयी तो मुझमे भी लूटने की हरसत अब भी है मेरे दिल को लूट-लूट कर तुमने किया खाली मगर इस दिल में तुम्हारे लिए मोहब्बत अब भी हैं
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
gaytri gupta
Guest
|
|
«Reply #2 on: October 06, 2012, 06:34:18 PM » |
|
Suman ji bahut khusurati se likha hai aap ne....wah
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #3 on: October 06, 2012, 06:49:17 PM » |
|
Tumhari lutne ki hersat abhi bhi nahi gayee toh mujhme bhi lootne ki hersat ab bhi hai Mere dil ko loot-loot ker tumne kiya khali Magar is dil mein tumhare liye mohabbat ab bhi hai
तुम्हारी लुटने की हरसत अभी भी नहीं गयी तो मुझमे भी लूटने की हरसत अब भी है मेरे दिल को लूट-लूट कर तुमने किया खाली मगर इस दिल में तुम्हारे लिए मोहब्बत अब भी हैं
Bahut khoob na loota, na lootne ki hasrat is dil ne kee hai is tarah to na do iljaam sacchi muhabbat kee hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #4 on: October 06, 2012, 06:52:49 PM » |
|
Bahut khoob na loota, na lootne ki hasrat is dil ne kee hai is tarah to na do iljaam sacchi muhabbat kee hai
Kyu tum zindagi ke her mod par hame maut ke paigam diye jaate hain Ye saza kya kam thi hamare liye jo yaadon ke sahare jiye jaate hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #5 on: October 06, 2012, 06:58:32 PM » |
|
Kyu tum zindagi ke her mod par hame maut ke paigam diye jaate hain Ye saza kya kam thi hamare liye jo yaadon ke sahare jiye jaate hain very nice tumhaare paas to yeeden hain jeene ke liye mere paas to aansoo hain sirf peene ke liye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #6 on: October 06, 2012, 07:06:39 PM » |
|
very nice tumhaare paas to yeeden hain jeene ke liye mere paas to aansoo hain sirf peene ke liye
ek doosre ke pass kya hai sahara jeene ka kaun jaane jaan chali gayi hamari chupate-chupate, apni mohabbat ka kabhi izhar na kiya bhala hum kya jaane taur-tarike pyar ke Hum to ab tak tumhara saccha pyar na paya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #7 on: October 06, 2012, 07:14:35 PM » |
|
ek doosre ke pass kya hai sahara jeene ka kaun jaane jaan chali gayi hamari chupate-chupate, apni mohabbat ka kabhi izhar na kiya bhala hum kya jaane taur-tarike pyar ke Hum to ab tak tumhara saccha pyar na paya khoob jitne taare na honge utni minnate kee hai jeete ya marte hai,khabar na ek baar lee hai apni kalpana ko sach ka libaas pahna ke hame jhootha saabit karne ki zid thaan lee hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #8 on: October 06, 2012, 07:23:52 PM » |
|
khoob jitne taare na honge utni minnate kee hai jeete ya marte hai,khabar na ek baar lee hai apni kalpana ko sach ka libaas pahna ke hame jhootha saabit karne ki zid thaan lee hai
yaad hum karte hai unhe her pal aur bas unka hi naam lete hai ek unki khushi ki khatir apne sir per ilzam lete hai kyu ke unke liye mere dil mein Mohabbat ab bi hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #9 on: October 06, 2012, 07:28:16 PM » |
|
yaad hum karte hai unhe her pal aur bas unka hi naam lete hai ek unki khushi ki khatir apne sir per ilzam lete hai kyu ke unke liye mere dil mein Mohabbat ab bi hai Bahut khoob muhabbat ab bhi hai dil meN chalo ham maan lete hai tum nahi bhi kaho ye baat tab bhi ham jaan lete hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #10 on: October 06, 2012, 07:37:49 PM » |
|
Bahut khoob muhabbat ab bhi hai dil meN chalo ham maan lete hai tum nahi bhi kaho ye baat tab bhi ham jaan lete hain
hahaha.. v.nice vaise to her insaan ki yahan par apni hi ek alag chah hoti lhai Kisi ki dunia paise ki khatir ... kisi ki mohabbat mein tabah hoti hai inkaar izhaar mein umr beet gayee ab mohabbat ne cheen liya humse chain-e-karaar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #11 on: October 07, 2012, 02:00:53 AM » |
|
dekhaa kitnaa lutna chahte hain log bahut sunder bahut sunder
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #12 on: October 07, 2012, 03:42:18 AM » |
|
dekhaa kitnaa lutna chahte hain log bahut sunder bahut sunder
Guru jee aapka bi kya kehna.. shukriya.. chalo aaj aap ke shaan mein kuch likhte hai. dad chahungi sunsaan tha ye dil jab tak koyi ismein dildaar na tha Khud ko akela mehsoos karte the jab tak tumse pyar na tha...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishi gahlaut
Guest
|
|
«Reply #13 on: October 07, 2012, 07:11:38 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
MANOJ6568
Khaas Shayar
Rau: 31
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:42 days, 19 hours and 59 minutes.
Astrologer & Shayer
Posts: 12017 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #14 on: October 07, 2012, 08:12:45 AM » |
|
Tumhari lutne ki hersat abhi bhi nahi gayee toh mujhme bhi lootne ki hersat ab bhi hai Mere dil ko loot-loot ker tumne kiya khali Magar is dil mein tumhare liye mohabbat ab bhi hai
तुम्हारी लुटने की हरसत अभी भी नहीं गयी तो मुझमे भी लूटने की हरसत अब भी है मेरे दिल को लूट-लूट कर तुमने किया खाली मगर इस दिल में तुम्हारे लिए मोहब्बत अब भी हैं
nice kya baat hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|