Mohabbat Ki Keemat Lagaa Di Us Bewafaa Ne,..

by Jaanasheen on April 28, 2006, 06:20:23 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 4361 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Chandi Ki Deewar Na Tordi Pyaar Bhara Dil Tord Diya,..
Ek Aamir Ki Beti Ne, Gareeb Ka Daman Chor Diya,..

Kal Tak Jisne Qasamein Khaai Dukh Mein Saath Nibhaane Ki,..
Aaaj Wo Apane Sukh Ki Khateer, Ho Gai Ek Begaane Ki,..
Shahanayion Ki Gunj Mein Dabaake, Reh Gaai Aah Deewaane Ki.,.

Dhanvaano Ne Diwaane Ka Gham Se Rishta Jord Diya,..
Ek Aamir Ki Beti Ne, Gareeb Ka Daman Tord Diya,..

Ye Kya Samajhe Pyaar Jinka Sab Kuch Chandi Sona Hai,..
Daulat walon Ki is Duniya mein Dil To Ek Khilona Hai,..
Saadion SE Dil Toot Ta aaya Dil Bad Ye Rona Gai,..

Jab Tak Chaha Dil Se Khela Aur Jab Chaha Tord Diya,..
Ek Aamir Ki Beti Ne, Gareeb Ka Daman Tord Diya.,

________________________________-Majrooh Sultan Poori,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mohabbat Ki Keemat Adaa Hum Kareinge,.. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Mohabbat Ki Keemat Chukaayi Humne,.. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ghazal : Kya Keemat hai !!! by khalidrawat in Ghazals
pyaar ki keemat by zabi. in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Keemat Mohabbat Ki....SK by Shayaries_King in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: April 28, 2006, 06:21:44 AM »
Reply with quote
Gareebi Tord Deti Hai Jo Rishte Khaas Hote Hain,,
Paraaye Apne Hote Hain Jab Paise Paas Hote Hain..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: May 04, 2006, 01:02:31 PM »
Reply with quote
Mila Kya Tujhe Dil Mera Tord Kar Tu Bhi Udaas Baithi Hai Kahin,..
Tune Thukraya Mujhe Tujhe Kya Pata Wafa Kya Hoti Hai Dekh Kaise Tarapte Hain Asmaan Aur Zameen,..

Ye Mera Kasor Hai Jo Dil Mein Tujhe Basaya Tha,..
Teri Ek Arzoo ke Liye Apna Ghar Jalaya Tha,..

Aaj Tu Pachta Rahi Hai Mujhe Khone Ke Gham Mein,..
Tujhe Kya Maloom Humne Beeta Di Zindagi Bewafai Ke Zakham Mein,..

Ab Kya Pachtaana Jab Main Na Raha Is Zamaane Mein,..
Jaa Kisi Aur Ko Dhoond Tera Dil Lagaane Mein,..

________________-Azeem-__________________
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #3 on: May 07, 2006, 04:44:22 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob J'sheen Ji !!!!

Na Patlo Ki, Na Moto Ki,
Na Galo Ki , Na Hotho Ki,
Yaha Lule, Langde Sab Chalte Hai,
Baat Hai Yaara Noto Ki !!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: May 07, 2006, 10:02:33 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhai,..
Bahoot Acha Likhe Ho,..

Na Patlon Ki Na Motton Ki,..
Na Gaalon Ki Na Hothon Ki,,.
Yahan Loole Langde Bhi Chalte Hain,..
Baat Jab Ajaaye Noton Ki,.

Nice One,..
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #5 on: May 07, 2006, 12:03:11 PM »
Reply with quote
Shukriya J'sheen ji !!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: May 10, 2006, 09:03:10 AM »
Reply with quote
Ur Welcome Bhai,...

Tu Rehne Waali Mehlon Ki,.
Main Ek Tasweer Gurbat ki,.
Tere Nazron Mein Kya Hogi,..
Kadar Meri Mohabbat ki,..



(gurbat=Gareebi)
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #7 on: May 10, 2006, 01:30:56 PM »
Reply with quote
Wah Wah Bohot Khoob J'sheen Ji Jordar !!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: May 12, 2006, 04:03:31 PM »
Reply with quote
Shukriya Dard-e-Dil Tumhara Naam Kya Hai,..

Paison Se Hoti Hai Mohabbat Maloom Na Tha,..
Main To Karta Tha Mohabbat Usko Dil-o-Jaan Se,,..
Usko Nahi Hai Meri Zaroorat Maloom Na Tha.,..

__________________________-Jaanasheen-

Logged
Tabrez khan
Guest
«Reply #9 on: May 12, 2006, 04:44:30 PM »
Reply with quote
Na dard ki talaash hai, na dawa maangi hai..
Neend chaahI, tere zulfo ki hawa maangi hai,
Aur dushmano haath uthaao mai jiyu barso,
Dosto ne mere marne ki dua maangi hai!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #10 on: May 13, 2006, 05:23:08 AM »
Reply with quote
ek bada baazar hai duniya
har cheege yahan per bikati hai
gulshan ka gulshan bikata hai
phoolo ki daali biktee hai...

insaano ka khoon bikata hai
madira ki payali bikati hai
pyar mohabat kuch bhi nahi
yaaro ki yaari bikati hai.......n/m
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: May 13, 2006, 07:57:52 AM »
Reply with quote
Nice On Tabrez And Ranjana,..

Bikte Dekha Hai Maine Mohabbat Ko Is Bedard Zamaane Mein,..
Isliye Dil Nahi Chahata Kahin Ab Dil Lagaane Mein,..

Paison ke Aage Mohabbat Bhi Jhukte Dekha Hai Maine,..
Isliye Aab Mazaa Nahi Aata Iski Kasmein Khaane Mein,..

Mohabbat Anmol Hai Ye Maine Suna Tha Iske Afsaano Mein,..
Jab Aayi Ye Bazaar Mein Bikne Kuch Bhi Na Bacha Iske Khazaane Mein,...

_____________________-Azeem-______________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: May 20, 2006, 03:40:15 PM »
Reply with quote
Mohabbat Ki Keemat Koi Nahi Is Zaamane Mein..
Kisi Ko Kya Khabar Ke Mohabbat Anmol Hai Sab Khazaane Mein,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: May 21, 2006, 02:19:12 PM »
Reply with quote
Mohabbat Ki keemat Adaa Hum Kareinge,..
Jafaa Tum Karo Wafaa Hum Kareinge,..

Dua Jab Ke Dete Hain Hum Dushmano Ko,..
Kyun Tumhare Liye Bad Duaa Hum Kareinge,...
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #14 on: May 23, 2006, 03:42:50 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Likha Hai J'sheen Bhai !!!! Mera Naam " Abhi " Hai !!!!

Zameen Ki Dhul Kaise Aasman Pa Sakti Hai,
Na Voh Jhukna Chahta Hai Na Ye Ubhar Pati Hai !!!!!
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 10:00:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer