Mohabbat Ki Keemat Lagaa Di Us Bewafaa Ne,..

by Jaanasheen on April 28, 2006, 06:20:23 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 4304 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: May 23, 2006, 09:18:29 AM »
Reply with quote
Shukriya Abhi And Nice One,..

Waqt Karta Jo Wafaa Aap Hamare Hote,..
Hum Bhi Auron Ki Tarah Apko Pyaare Hote,..

Apni Takdeer Mein Pehle Hi Se Kuch Gham Hai,..
Aur Kuch App Ki Fitrat Mein Wafa Bhi Kam Hai,..
Warna Jeeti Hui Baazi Na Haare Hote,..
Waqt Karta Jo wafaa To app Hamare Hote,..

Dum Ghut Ta Jaata Hai Seene Mein Phir Bhi Zinda Hain,..
Tum Se Kya Hum To Zindagi Se Bhi Sharminda Hain,..
Mar Hi Jaate Na To yaadon Ke Sahaare Hote,..
Waqt Karta Jo Wafaa To app Hamare Hote,..

_____________________________________-NM-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mohabbat Ki Keemat Adaa Hum Kareinge,.. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Mohabbat Ki Keemat Chukaayi Humne,.. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ghazal : Kya Keemat hai !!! by khalidrawat in Ghazals
pyaar ki keemat by zabi. in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Keemat Mohabbat Ki....SK by Shayaries_King in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: May 24, 2006, 11:14:53 AM »
Reply with quote
Likhi Hai Ye Vidhaata Ne,..
Kismat Gareeb Ki,..
Mitti Ke Mol Bikti Hai,..
Azmat Gareeb Ki,..

Azmat = Izzat
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #17 on: May 26, 2006, 12:22:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Nice On Tabrez And Ranjana,..

Bikte Dekha Hai Maine Mohabbat Ko Is Bedard Zamaane Mein,..
Isliye Dil Nahi Chahata Kahin Ab Dil Lagaane Mein,..

Paison ke Aage Mohabbat Bhi Jhukte Dekha Hai Maine,..
Isliye Aab Mazaa Nahi Aata Iski Kasmein Khaane Mein,..

Mohabbat Anmol Hai Ye Maine Suna Tha Iske Afsaano Mein,..
Jab Aayi Ye Bazaar Mein Bikne Kuch Bhi Na Bacha Iske Khazaane Mein,...

_____________________-Azeem-______________________


wah kaya baat hai!!!

zindagi kar deta hai barbaad yah paisa
bin soche kar leta insaan istmaal yah paisa
jhuthe payaar ka ruch kar yah sawaang
apne sawarth mai, jeete jee mar deta hai kisi ko bhi yah insaan!!

waqat nikal jaane per, aise munh mod leta hai
tadpta hua, tanha phir usse chor deta hai
kaise paise se insaan ajj ka payaar ko tol jaata hai
apni khushi ki khatir, Insaaniyat ko maar jata hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: May 26, 2006, 09:10:30 AM »
Reply with quote
Shukriya Pankhuri Ji,..
Bahoot Khoob Likha Hai Apne Paise Ke Baare Mein,..

Gareebi Tord Deti Hai Jo Rishte Khaas Hote Hain,..
Paraye Bhi Apne Hote Hain Jab Paise Paas Hote Hain,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: May 26, 2006, 09:41:37 AM »
Reply with quote
Meri Kahani Bhoolne Wale,..
Tera Jahaan Aabaad Rahe,..

Mere Geet Sune Duniyane Magar,
Mera Dard Koi Na Jaan Saka,..
Ek Tera Sahara Tha Dil Ko,..
Tu Bhi Na Mujhe Pehchaan Saka,.

Main Apna Fasaana Kehna Saka,..
Mere Dil Ki Tamanna Dil Mein Rahi,..
Lo Aaj Kinaare Par Aake,..
Armaano Ki kashti Doob Gayi,..

_____________________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: May 30, 2006, 02:49:00 PM »
Reply with quote
Ye Sone Ki Duniya Ye Chandi Ki Duniya,..
Yahan Aadmi Ki Bhala Baat Kya Hai,..
Ye Daulat Ki Duniya Ameeron Ki Duniya,..
Yahan Gareebon Ki Aukhaat Kya Hai,..

Ye Toote Dilon Ke Jo Tukde Pade Hain,..
Lagaa Le Inhe Dil Se Wo Dil Kahan Hai,..
Ye Footpaath Par So Rahein Hain Musafir,..
Bataaye Koi Inki Manzil Kahan Hai,..
Bina Roshni Ke Hi Inka Sawera,..
Jo Din Hi Andhere To Phir Raat Kya Hai,..

Ye Bhooke Ye Nange Ye Bhikmange Bhi To,..
Kisi Dinabandhu Ki santaan Hain Re,..
Ye jawaani Ke Jiine Ka Adhikaar,..
Ye Bhi Hum jaise Insaan Hain Re,..
Ye Aankhein Barasti Hain Baara Mahine,..
In Ashkon Ke Aage Ye Barsaat Kya,..

________________________-Bharat Vyas-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: June 08, 2006, 09:37:35 AM »
Reply with quote
Degaya Dard Wo Bewafaai Ka Mujhe,..
Jise Maine Chaha Tha Zindagi Se Bardkar,..

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: June 08, 2006, 11:36:41 AM »
Reply with quote
Lagaa Kar Aag Gareeb Ki Jholi Mein,..
Tune Bhi Kahan Roshni Paaai,..
Mili Bhi Tujhe Roshni To Kuch Pal Ki,..
Phir Bas Gaayi Teri Bhi Zindagi Mein Tanhaai,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: June 14, 2006, 01:20:42 PM »
Reply with quote
Mohabbat Ko Badnaam Kardiya,..
Karna Na Tha Jo, Wo Kaam Kardiya,..
Jiki Koi Keemat Nahi Hai Is Zamaane Mein,..
Usko Ek Bewafaa Ne Neelaam Kardiya,..
Karna Na Tha Jo, Wo Kaam Kardiya,..

___________________________-Jaanasheen-
Logged
MR*Ferrari*F50
Guest
«Reply #24 on: April 10, 2008, 08:54:55 PM »
Reply with quote
Janasheen sahab mein aapka fan ho bahut pehle se, likte rahiye
ALLAH Aap ko hamesha salamat rakhe.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: April 13, 2008, 01:45:52 PM »
Reply with quote
Shukriya Farerri Ji,.
Allah Paak Aap Ko Bhi AbaadRakhe Aur Salamth Rakhe,.
And Thank U Once Again.,/
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: April 13, 2008, 01:49:43 PM »
Reply with quote
Na Raasta, Na Koi Dagar Hai Yahaan,..
Magar Sab Ki Kismat Safar Hai Yahaan,.

Sunaai Na Degi Dilon Ki Sadaa,.
Deemaago Mein Wo Shor-o-Shar Hai Yahaan,.

Havaaon Ki Ungli Pakad Kar Chalo,.
Vasila Ek Yahi Motabar Hai Yahaan,.

Na Is Shehar-e-Behis Ko Sehra Kaho,.
Suno" Ek Hamaara Bhi Ghar Hai Yahaan,.

Palak Bhi Jhapakte Ho, "Makhmoor" Kyun,.
Tamaasha Bahot Mukhtasar Hai Yahaan,.

___________________-makhmoor Saeedi-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #27 on: April 13, 2008, 01:50:57 PM »
Reply with quote
Very nice sharing Azeem bro..Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: April 13, 2008, 02:24:14 PM »
Reply with quote
Shukriya Didi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: April 13, 2008, 02:25:32 PM »
Reply with quote
Bheegta Hoon Main Tanhaa Is Barsaat Mein,.
Aarzoo Rehgayi Ke Koi Aur Bhi Bheegta Mere Saath Mein,.

Sitam Yahaan Judaai ka Sirf Hume Sehna Honga,.
Har Baar Ki Taraah Is Barsaat Mein Bhi Tanha Rehna Hoga,.

______________________________-Jaanasheen-


Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 01:20:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer