~~Mujhe Bhool Jao~~

by honeyrose on November 03, 2008, 10:49:35 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 12555 times)
honeyrose
Guest
«Reply #15 on: November 04, 2008, 01:43:08 PM »
Reply with quote
Shukriya Bhai.. notworthy
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tum mujhe bhool kar dekho by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
~~~~~~tum mujhe bhool kar to dekho~~~~~~ by roshni246 in Shayri-E-Dard
Mujhe bhool jaa... by maya01 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Na Karo Uski Baten Mujhe Bhool Jane do !! by abdulqadeer in Ghazals
Bhool Jao mujhe by SairaKhan in Shayri-E-Dard
Pooja
Guest
«Reply #16 on: November 04, 2008, 11:22:00 PM »
Reply with quote
nice Honeyrose!!
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #17 on: November 05, 2008, 01:23:59 AM »
Reply with quote
Nice honeyrose jee
Logged
Zaraab Khan
Guest
«Reply #18 on: November 05, 2008, 10:07:43 AM »
Reply with quote
boht khoob
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: November 05, 2008, 10:38:12 AM »
Reply with quote
Bhool Jo Jaata Main Tujhe,.
To Teri Mehfil Mein Na Aata,.

Chup Rehta, Apni Hi Dhun Mein,.
Tere Liye Koi Kalaam Na Sunaata,.

_______________-Jaanasheen-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #20 on: November 06, 2008, 03:47:12 AM »
Reply with quote
Thank you Pooja.. notworthy
Thank you Sonia dear.. notworthy
Thank you zaraab ji notworthy



 
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #21 on: November 06, 2008, 03:52:58 AM »
Reply with quote
Bhool Jo Jaata Main Tujhe,.
To Teri Mehfil Mein Na Aata,.

Chup Rehta, Apni Hi Dhun Mein,.
Tere Liye Koi Kalaam Na Sunaata,.

_______________-Jaanasheen-

Bohat khoob Bhai...

Zakhm itna hai ke ginte ginte tak gaye hain
Muhabbat mein dil unke naam kar chuke hain

Chup ho kar ghamon se sula kar rahe hain
Unki bewafai ko yaad karke pal pal pachta rahe hain

_________honeyrose_________
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #22 on: November 06, 2008, 06:36:52 AM »
Reply with quote
Mujhe bhool jao tum aab yahi kudha ki marzi hai
Wafa na kar sake toh dosti ka pyaar kafi hai

Ek pal mein bichad jaane se achcha doori manzur hai
Iss Dil ke khel mein roz roz marne se ek pal ki judai kafi hai

Aur nahi aayenge hum aapke raahon main ye dard is kafi hai
Dil hi dil main roye aur dard-e-tanhai iss dil mein kafi hai

Mujhe bhool jao tum aab ye kudrat ki marzi hai
Meri maut ke baad meri yaadein na sataye tumen ye ehsaas kafi hai

______________honeyrose_________


Honey aur Dard Ka Puranaa Rishta Hai..!!!
badhiya Honey kaafi ache ash'aar Hai
Lekin Mujhe To aapk Ishq k Taraane achhe lagte Hai..
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #23 on: November 06, 2008, 09:39:37 AM »
Reply with quote
Shukriya... Razaa..
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #24 on: November 06, 2008, 10:24:47 AM »
Reply with quote
Koshish hai ki kuch likhun
Gardad ho tu aap se sikhun

Tujhe bhool jao hum yeh mumkin nahi
Bewafai hum kare yeh bhi mumkin nahi                 

Teri doori ko hum kisi tarah na sah sakenge
Eke k pal ki judai ki tarap ko kaise sahenge

Mere raha aap ke kadmo ki aahat ke tarsenge
Tere dard-e-tanahai ko hum dil mein sametenge
 
Tujhe bhool jao hum yeh mumkin nahi
Maut tujhe mujhse lele yeh mumkin nahi
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #25 on: November 06, 2008, 02:41:09 PM »
Reply with quote
Koshish hai ki kuch likhun
Gardad ho tu aap se sikhun

Tujhe bhool jao hum yeh mumkin nahi
Bewafai hum kare yeh bhi mumkin nahi                

Teri doori ko hum kisi tarah na sah sakenge
Eke k pal ki judai ki tarap ko kaise sahenge

Mere raha aap ke kadmo ki aahat ke tarsenge
Tere dard-e-tanahai ko hum dil mein sametenge
 
Tujhe bhool jao hum yeh mumkin nahi
Maut tujhe mujhse lele yeh mumkin nahi


Bohat khoob kamal ka likha hai Rajesh ji...

Tum roote aise ke meri jaan chali jaati hai
Tujhe na dekhun ko meri rooh kapne lagti hai
Kareeb aana hai bohat zyada ye dil kaheta hai
Toot na jaon kahin judai se dar lagta hai

__________honeyrose_________

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: November 07, 2008, 09:08:58 AM »
Reply with quote
Nice One Again Sis,.
And Nice One Rajesh Ji,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #27 on: November 07, 2008, 09:43:24 AM »
Reply with quote
great
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #28 on: January 01, 2009, 12:47:40 AM »
Reply with quote
Thanx Honey Ji, Jaanasheen Bhai and Jasbir Ji
Logged
pravin bahadure
Guest
«Reply #29 on: January 30, 2016, 08:59:17 AM »
Reply with quote
 :sunny:awasome
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:12:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer