NAA JAANE KYUN.......... SOUDAGAR

by soudagar on May 16, 2013, 09:17:37 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 706 times)
soudagar
Guest
Reply with quote
Wo zakhm deta hai dard deta hai wo hi dga deta hai
phir bhi naa jane dil kyun uspe sab kuch luta deta hai

wo waade krta hai kasme khaata hai phir thukra deta hai
phir bhi na jaane dil kyun sab kuch bhula deta hai

wo dil tod deta h muh mod leta hai judai ki saza deta hai
phir bhi naa jaane dil kyun bas usko hee khuda bna deta hai

sangdil sanam bhri mehfil mein mohabbat ka majaq uda deta hai
phir bhi naa jaane kyun dil usko hee apna bna leta hai

yeh mere dil ki nadani hai ya hai dil ki deewangi ka asar
wo har bar sitam krta hai dil har bar usko hee dua deta hai

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Na Jaane Kyun... by honeyrose in Shayri-E-Dard
Jaane Kyun......... by fairy2633 in Shayri for Dard -e- Judai
Naa Jaane Kyun?? by palakh_gupta in Share:Poetry of Betrayel
DUR DUR KYUN REHTI HAI MAA.....SOUDAGAR by soudagar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
dur jaane....soudagar by soudagar in Shayri-E-Dard
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #1 on: May 16, 2013, 09:44:16 PM »
Reply with quote
V.Nice.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #2 on: May 16, 2013, 10:17:46 PM »
Reply with quote
 Applause
  nice
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: May 17, 2013, 12:08:18 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Saudagar jee
Applause Applause
4th sher me shayad typing mistake hai.
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #4 on: May 17, 2013, 12:09:31 AM »
Reply with quote
Wo zakhm deta hai dard deta hai wo hi dga deta hai
phir bhi naa jane dil kyun uspe sab kuch luta deta hai

wo waade krta hai kasme khaata hai phir thukra deta hai
phir bhi na jaane dil kyun sab kuch bhula deta hai

wo dil tod deta h muh mod leta hai judai ki saza deta hai
phir bhi naa jaane dil kyun bas usko hee khuda bna deta hai

sangdil sanam bhri mehfil mein mohabbat ka majaq uda deta hai
phir bhi naa jaane kyun dil usko hee apna bna leta hai

yeh mere dil ki nadani hai ya hai dil ki deewangi ka asar
wo har bar sitam krta hai dil har bar usko hee dua deta hai




waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah aisa hota hai mohabbat ka asar Applause Applause Applause Applause
Logged
sushilbansal
Guest
«Reply #5 on: May 28, 2013, 12:50:29 PM »
Reply with quote
Wo zakhm deta hai dard deta hai wo hi dga deta hai
phir bhi naa jane dil kyun uspe sab kuch luta deta hai

wo waade krta hai kasme khaata hai phir thukra deta hai
phir bhi na jaane dil kyun sab kuch bhula deta hai

wo dil tod deta h muh mod leta hai judai ki saza deta hai
phir bhi naa jaane dil kyun bas usko hee khuda bna deta hai

sangdil sanam bhri mehfil mein mohabbat ka majaq uda deta hai
phir bhi naa jaane kyun dil usko hee apna bna leta hai

yeh mere dil ki nadani hai ya hai dil ki deewangi ka asar
wo har bar sitam krta hai dil har bar usko hee dua deta hai


Soudagar---kalpana ki udan bhi kitni sunder hoti hai. sheel didi
Logged
soudagar
Guest
«Reply #6 on: May 30, 2013, 11:11:53 AM »
Reply with quote
shukriya ravu ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:39:06 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer