nahi udaas kahan hun mai

by vikas2210 on July 13, 2005, 11:10:30 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2915 times)
harashmahajan
Guest
«Reply #15 on: July 17, 2005, 12:45:33 PM »
Reply with quote
waah...intaha ho gayee is jakhamon ke dard ki...meena ji....ab toh ye haal hai..


Jakhmon se seena,
 chhalni hua jaata hai.
Kambakhat ab dard bhi pareshaan hai
ki kahaan se uthoon.


nahin maangta main Dawa mere Zakhamon ki
mere mehboob
abhi namak bahoot hai in dardon ko sehlaane ke liye...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kahan tha aur kahan chala aya by muneeb in Shayri-E-Dard
main udaas nahi by jindagi in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 5 6 »
udaas udaas sa manzar dikhai deta hai by nadanashiq in Shayeri for Dard -e- Bewafai
udaas nahi hai by poonam singh in Share: Poetry of Pain
Buhat Dinon Se Taiyaat Meri Udaas Nahi......!!!!! by imtiaz096 in Share: Poetry of Pain
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #16 on: July 17, 2005, 01:31:08 PM »
Reply with quote
Quote from: "vikas2210"
Na janay kion mera kajal
jab bhi dalo ankhoon main
ab aksar phail jata hai
main roi tou nahi hoon

Tum tou jaantay hi ho in dinoon
Buhat hi thand hoti hai
tab hi hai surkh meri naak
main roi tou nahi hoon

kaha tou hai keh yunhi bas
bheega hai anchal ka kona
choro tum fikar mat karo
main roii tou nahi hoon

nahi udass kab hoon main
ziyada kaam hai bas
tahakawat tou ho hi jaati hai
main roii tou nahi hoon

Bahaar aii hai , woh ab bhi
nahi aata tou na aye
ab uski yaad main dekho
main roii tou nahi hoon

Bata daynaa usko jaa kar
koi khush fehmi na palay
Waisey hi surkh hain akhain
main roi tou nahi hoon
 (n/m)


wah vikas,bohat hi acchi post hai,lovely.

nice one meena sis and harsh ji Usual Smile
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #17 on: July 18, 2005, 03:54:01 AM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
Quote from: "vikas2210"
nami ko chupa lo aankho mai
tumhari kismat acchi hai
yaad main koi to saath hai
mera haal na pucho  
tarse hai nami ko bhi ab


very nice!!!!!!!!!

na duayen mang ankhon ki nami ki aye dost,
pani ki aag ko tabasum se bih nahin buja paoge!


very nice meena ji

sush aankho ke takte hai tera rasta
diye ko jalane ke liye ab aansun kahan se laun
dil jala kar bhi dekha
par tere bin roshni kahan se laun.
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #18 on: July 18, 2005, 03:55:10 AM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
ye ashqon ki mehfil sazi hai mere chehre pe
ye talaab na ban jaaye,
tabassum ki hawa ise na do toh accha hai
aisa na ho ki ye, sailaab ban jaaye.


bahut acche harash ji

ashkon ke talaab mein doob kar dekho
kambakhat tairna kaun chahta hai
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #19 on: July 18, 2005, 03:56:28 AM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
very nice!!!

pani ki is dhara ko behne do,
zakhm gile ho jayenge, hone do,
kabhi to mitha ka dard ka ehesas bhi,
humare zakhmo ko hara tum rehne do!!


bahut milte hai dawa lagane wale
mujhe to ta zindgi intezar hai zakham dene wale ka
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #20 on: July 18, 2005, 03:59:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
waah...intaha ho gayee is jakhamon ke dard ki...meena ji....ab toh ye haal hai..


Jakhmon se seena,
 chhalni hua jaata hai.
Kambakhat ab dard bhi pareshaan hai
ki kahaan se uthoon.


nahin maangta main Dawa mere Zakhamon ki
mere mehboob
abhi namak bahoot hai in dardon ko sehlaane ke liye...

harsh ji bahut khoob bahut hi khoob.

meena ji aapka bhi jawab nahi.
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #21 on: July 18, 2005, 04:00:33 AM »
Reply with quote
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "vikas2210"
Na janay kion mera kajal
jab bhi dalo ankhoon main
ab aksar phail jata hai
main roi tou nahi hoon

Tum tou jaantay hi ho in dinoon
Buhat hi thand hoti hai
tab hi hai surkh meri naak
main roi tou nahi hoon

kaha tou hai keh yunhi bas
bheega hai anchal ka kona
choro tum fikar mat karo
main roii tou nahi hoon

nahi udass kab hoon main
ziyada kaam hai bas
tahakawat tou ho hi jaati hai
main roii tou nahi hoon

Bahaar aii hai , woh ab bhi
nahi aata tou na aye
ab uski yaad main dekho
main roii tou nahi hoon

Bata daynaa usko jaa kar
koi khush fehmi na palay
Waisey hi surkh hain akhain
main roi tou nahi hoon
 (n/m)


wah vikas,bohat hi acchi post hai,lovely.

nice one meena sis and harsh ji Usual Smile


Thanx nidhi ji
Logged
Meena
Guest
«Reply #22 on: July 18, 2005, 03:30:38 PM »
Reply with quote
shukriya ji shukriya...aap bhi to bohot acha likhte hai vikas ji!!!!!!!!

 :D
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #23 on: July 18, 2005, 05:00:42 PM »
Reply with quote
Achha laga aapke vichaar jaanker nidhi ji our vikaas ji.......


ek arse se doobe hain in ashqon main,
ab sailaab bhi mujhe bhaane laga hai
tairna hamaari fitrat main shaamil nahi,
ab in ashqon main hi dil sambalene laga hai.

vikas2210 wrote....

Quote
ashkon ke talaab mein doob kar dekho
kambakhat tairna kaun chahta hai
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #24 on: July 20, 2005, 10:25:50 AM »
Reply with quote
again very nice harash ji.

"Na sambhal paayi thi jis dil ko main ab tak,
  use tumare diye ashkon ne sambhala hai,
  chod gaye thhe tum mujhe jis manzar me,
  dekho khud ko kaise main usme dhaala hai."
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #25 on: July 20, 2005, 12:15:38 PM »
Reply with quote
Quote from: "nidhi_yadein"
again very nice harash ji.

"Na sambhal paayi thi jis dil ko main ab tak,
  use tumare diye ashkon ne sambhala hai,
  chod gaye thhe tum mujhe jis manzar me,
  dekho khud ko kaise main usme dhaala hai."


Very Beautiful........ Superb........ Usual Smile
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #26 on: July 20, 2005, 03:15:39 PM »
Reply with quote
bahoot khoobsoorati se anjaam diya hai apni baat ko nidhi ji...again very

muqadder ne jis our dakela hai o purnoor
ashqon ko is baat ka gam hone waala hai
manzron se pal pal khelna toh naseeb main tha hi
ab ye dil unke liye pathher ban ne waala hai.


 nidhi ji wrote...

Quote
nice harash ji.

"Na sambhal paayi thi jis dil ko main ab tak,
use tumare diye ashkon ne sambhala hai,
chod gaye thhe tum mujhe jis manzar me,
dekho khud ko kaise main usme dhaala hai."
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #27 on: July 23, 2005, 06:38:30 AM »
Reply with quote
aap sab ne bahoot accha likha hai phadh kar maza aa gaya.

Ankho me ansu aa jate hai,
phir bhi labo pe hasi rakhni padti hai,
ye mohabbat bhi kya cheez hai yaaro,
jisse karte hai usi se chhupani padti hai...!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #28 on: July 23, 2005, 09:38:51 AM »
Reply with quote
wah very nice vikas ji...

Ikrar karne se pehle hi udasi ka jam pi liya hai,
Jab jana ke unone kab ka kisi aur ka pyar pa liya hai,
Hum kyu nahin samajhte ke mohabbat mere naseeb me nahin,
Jo aaj phir se rah-e-ishq ko azma liya hai?
Si liye hai hoonth, band kar li hai ankhen,
Aise hi aab wafa-e-dosti ada karte hai!
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #29 on: July 23, 2005, 11:11:06 AM »
Reply with quote
thanx and verry  goood meena ji

Meri khtaa ko tune wajah di
Bina baat ke bhi mujhko tune saza di
Shola tha dil main mere phle hi gum ka
Usper tune aur aag laga di.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:26:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer