Ohh Yaad aane vale............Akhir kyon?

by neelgold on April 13, 2010, 12:34:22 AM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3066 times)
neelgold
Guest
«Reply #30 on: April 19, 2010, 11:15:50 PM »
Reply with quote
Tahnx Shab ji ....

App ne likha nahi KUsh rahiye ....
I vs vaitng for long tym 2 hear tht ...

Anywyaz keep smiling
WAAH NEEL JI...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
akhir kyon by vikas_chandra in Shayri-E-Dard
Yeh Akhir Kyon by fakharenaveed in Shayri-E-Dard
<<<<~~~~ AKHIR KYON ~~~~>>>> by hariom in Shayri-E-Dard
Woh phir yaad aane lage by jannatjahan in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bus teri yaad jo aane lagi. by Sky Blue in Shayri for Dard -e- Judai
neelgold
Guest
«Reply #31 on: April 19, 2010, 11:33:00 PM »
Reply with quote
Ek sawal tha voh sawal hi reha
Umar beet gaye , Ajj taak jawab na mila
Jis ke liye sari duniya chod di
Saab mil gaya bt voh Kambhkat hi na mila
bahut khoob Neel ji...

kaayar hain wo jo apne pyaar ka izhaar hi na kar paaye,
darte hain kahin unki dosti tinko me bikharke na reh jaaye,
chahenge har pal hamesha ki kisi ko unke pyaar ka ehsaas ho,
chaahe isi intzaar me unki poori zindagi nikal jaaye...


Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #32 on: April 19, 2010, 11:44:18 PM »
Reply with quote
bahut achche Neel ji...

yun na badnaam karo tum mere pyaar ko,
har sawal ka jawaab dena chaha tha maine,
maine nahi chaha tha ki tod do sab rishton ko,
bas apne liye tumhara saath chaha tha maine...


Ek sawal tha voh sawal hi reha
Umar beet gaye , Ajj taak jawab na mila
Jis ke liye sari duniya chod di
Saab mil gaya bt voh Kambhkat hi na mila
Logged
neelgold
Guest
«Reply #33 on: April 20, 2010, 12:03:46 AM »
Reply with quote
Bhut khoob..........

Saath chathe the to haath bi thama hota
Na bhoolte hume aur na hi humne bhulaya hota..
chale gaye youn hi fir mudh ke b na dekha
Aur jaab dekha to ek baar agge badh ke bulya to hota
bahut achche Neel ji...

yun na badnaam karo tum mere pyaar ko,
har sawal ka jawaab dena chaha tha maine,
maine nahi chaha tha ki tod do sab rishton ko,
bas apne liye tumhara saath chaha tha maine...


Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #34 on: April 20, 2010, 03:39:51 PM »
Reply with quote
Shukriya Neel ji ... aur aapne bhi bahut khoob likha hai...

kaash us din maine tumhe mud k dekha hota,
yakeenan aaj is tarah main tanha na hota,
hoti subah se shaam tum nazar k saamne,
aur hathon me mere hamesha tumhaara haath hota....


Bhut khoob..........

Saath chathe the to haath bi thama hota
Na bhoolte hume aur na hi humne bhulaya hota..
chale gaye youn hi fir mudh ke b na dekha
Aur jaab dekha to ek baar agge badh ke bulya to hota
Logged
neelgold
Guest
«Reply #35 on: April 20, 2010, 10:54:23 PM »
Reply with quote
Bhut ache ...........
yehi viram deta hai isse .....
othrvise yeh to kabhi katm nahi hogi
Shukriya Neel ji ... aur aapne bhi bahut khoob likha hai...

kaash us din maine tumhe mud k dekha hota,
yakeenan aaj is tarah main tanha na hota,
hoti subah se shaam tum nazar k saamne,
aur hathon me mere hamesha tumhaara haath hota....


Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:46:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer