Raaz ki baatain likhi aur khat khula rehnay diya............

by waheed_rose2004 on February 01, 2005, 05:45:29 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 4413 times)
waheed_rose2004
Guest
Reply with quote
Raaz ki baatain likhi aur khat khula rehnay diya,
Jaanay kyon rusvaion ka silsila rehnay diya !

Umar bhar meray saath reh kar woh na samjha dil ki baat,
Do dilon kay darmiyan ik faasla rehnay diya !

Apni fitrat woh badal paya na iskay bawajood,
Khatam ki ranjish magar gila rehnay diya !

Main samjhta tha khushi degi mujhay `Sabir' fareb,
Isliyey mainay gamon say raabta rehnay diya !

Raaz ki baatain likhi aur khat khula rehnay diya,
Jaanay kyon rusvaion ka silsila rehnay diya............................. (NOT MINE)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Raaz ki baatain by Qutubuddin in Ghazals
~*~*~ Rehnay do bas *~*~*~ by ALAM BURQ in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
~~~Baatain Yaad Hai~~~ by Sammual in Shayri-E-Dard
Mujhe Gumnaam Rehnay Do. by SUMBUL QAISER in Shayri for Dard -e- Judai
Baatain by siswatir in Share:Love Poetry
thycreator
Guest
«Reply #1 on: February 01, 2005, 05:55:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Raaz ki baatain likhi aur khat khula rehnay diya,
Jaanay kyon rusvaion ka silsila rehnay diya !

Umar bhar meray saath reh kar woh na samjha dil ki baat,
Do dilon kay darmiyan ik faasla rehnay diya !

Apni fitrat woh badal paya na iskay bawajood,
Khatam ki ranjish magar gila rehnay diya !

Main samjhta tha khushi degi mujhay `Sabir' fareb,
Isliyey mainay gamon say raabta rehnay diya !

Raaz ki baatain likhi aur khat khula rehnay diya,
Jaanay kyon rusvaion ka silsila rehnay diya.............................

Bahut khoob waheed bhai,

Gar bewafai ka ye dard hi khatam ho gaya waheed,
jara socho hum ashiko ka janaja bhi nikal jayega...
Logged
Arifa
Guest
«Reply #2 on: February 02, 2005, 12:47:55 PM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Raaz ki baatain likhi aur khat khula rehnay diya,
Jaanay kyon rusvaion ka silsila rehnay diya !

Umar bhar meray saath reh kar woh na samjha dil ki baat,
Do dilon kay darmiyan ik faasla rehnay diya !

Apni fitrat woh badal paya na iskay bawajood,
Khatam ki ranjish magar gila rehnay diya !

Main samjhta tha khushi degi mujhay `Sabir' fareb,
Isliyey mainay gamon say raabta rehnay diya !

Raaz ki baatain likhi aur khat khula rehnay diya,
Jaanay kyon rusvaion ka silsila rehnay diya............................. (NOT MINE)

too gud waheed ji bohat acha likha hai aap ne

is ko chode tou phir khidar jayein
dard ki woh dawa hai kiya kahien

tod kar dil woh azmata hai
is ki yehi ada hai kiya kahien

manta hi nahi humari kuch
dil bhi esa laga hai kiya kahien

ishq mein ek tou hoa hai "qaes"
dosra "waheed" hai kiya kahien
dosra
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #3 on: February 03, 2005, 05:32:28 PM »
Reply with quote
Quote from: "Arifa"

ur  welcome  arifa  sis.............aap  bhi  kam  nahin  apne  chote bhai  se.... :lol:

very  nice............  tongue3  tongue3  tongue3
Logged
Arifa
Guest
«Reply #4 on: February 03, 2005, 07:22:31 PM »
Reply with quote
aakhir bahun kis ki hoon badi bahun ka kuch tou aser aaye ga na
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #5 on: February 05, 2005, 04:35:10 PM »
Reply with quote
:lol:    sahi kah rahi ho  sis........  chota bhai to chita hi hota hai.........  :lol:
Logged
Arifa
Guest
«Reply #6 on: February 05, 2005, 11:10:28 PM »
Reply with quote
chota bhai shararati bhi bohat hota hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7 on: February 12, 2005, 12:21:21 PM »
Reply with quote
Quote from: "Arifa"
chota bhai shararati bhi bohat hota hai

 tongue3  tongue3  tongue3  tongue3    arifa  sis.............

Thay Mezbaan Tum Magar Mehmaan Bhi To Thay
Sab Jaantay Thay Lekin Anjaan Bhi To Thay
Zakhmi Jigar Ka Zikr Bhi Kis Sai Bhala Hum Kertay
Zakhmi Dil Kai Tum Malik_E_Makan Bhi To Thay.......................
Logged
Arifa
Guest
«Reply #8 on: February 12, 2005, 01:09:19 PM »
Reply with quote
very nice waheed bahi

yunhi udas rha mein tou dekh na ikdin
tammam shehar mein tanhaien bicha doon ga
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #9 on: February 26, 2005, 10:07:38 AM »
Reply with quote
Quote from: "Arifa"
very nice waheed bahi

yunhi udas rha mein tou dekh na ikdin
tammam shehar mein tanhaien bicha doon ga

ur  welcome  arifa  sis.............   too good  arifa  sis...........  :lol:
Logged
Arifa
Guest
«Reply #10 on: February 26, 2005, 09:01:08 PM »
Reply with quote
thanks waheed bhai
Logged
Princess21
Guest
«Reply #11 on: February 26, 2005, 11:28:04 PM »
Reply with quote
wow Waheed so NICeeeeee!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #12 on: March 05, 2005, 04:05:52 AM »
Reply with quote
DIL KI AAJ DHDKAN BHI  BAND SI HO GI HAI
TU MERI JAAN KHAN AAJ KHO GI HAI
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #13 on: March 05, 2005, 05:19:34 PM »
Reply with quote
ur  welcome   arifa sis .............  neha   moti.....  :lol:
Logged
Sonu
Guest
«Reply #14 on: April 09, 2005, 05:01:38 AM »
Reply with quote
bahoot khoob waheed

arifa ji ver nice...

arey oh taklo ji tumney batya nahi key tumhari koi sis bhi hia jo yea per ati hai icon_scratch badey cupey rustam nekley tum to bhen bahi etna acha likhtey hai to baki keya kertey hungey laughing4laughing4...

raaj ki batey likhi or khat khula rehney deya,
gumo ki batey thi mager khushiow ka namo nishan na tha,
umer bhar sath to tha meyrey mager vo naa jan saka meyrey dil ki baat,
umer ka takaja na tha pyar ka janaza na tha,
do dilo key beach mey koi fasla na tha,
hum they sath mager doriyow ka takaja na tha,
do kadaem vo chaley do kadam hum chaley mager umger bhar sath chalney ka erada kesi ka na tha,
meyney socha tha pyar ki khushiya deygi mujhey
mager mujhey keya peta tha meyri ahkho mey nami deygi,
khat khula tha mager pen mey sehayee na thi,
dil ki jo baat adhuri thi vo ahkho ney beyan kerdi,
jo meyhphil saji thi teyreynam kee ab vo phiki padi hia,
khat to khula hia mager pen mey shayee khatam hia.
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 10:15:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.136 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer