RANG BADALTI ISS DUNIYA MEH .......... (Jasbir Singh)

by jasbirsingh on January 23, 2009, 01:44:51 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3241 times)
jasbirsingh
Guest
Reply with quote

RANG BADALTI ISS DUNIYA MEH,
EK KOH RANG BADALTA HUMNEY BHI DEKHA
KAL TAK THEY HUM JINKEY AJEEZ
AAJ UNKOH BHI BADALTEY DEKHA

JASBIR SINGH
hira_company@Yahoo.com

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Duniya Kaisey Chalti Hai ... (Jasbir Singh) by jasbirsingh in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
RANG BADALTI DUNIYAN by BANSI DHAMEJA in Share:Miscellaneous Shayari
Pal-Pal Rang Badalti Zindgi by Advo.RavinderaRavi in Miscellaneous Shayri
Zindagi ab, Rang badalti si lagti hai... by RUHAANII in Shairi for Manzar -e- Kudrat
BADALTI DUNIYA by surindarn in Miscellaneous Shayri
cara
Guest
«Reply #1 on: January 23, 2009, 03:58:34 PM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI JASBIR SING JI..THODA MAJAA LELE.....

RANG BADALTI DUNIYA MEIN,KUJ BHI SAMAJ MEIN NAHIN AATA,
JO DIKHTA HAI,WO HOTA NAHIN ,JO HOTA HAI WO DIKHTA NAHIN.

AAJKAL TOH LADKA, LADKI BAN JAATA,AUR LADKI,LADKA BAN AATA
KYA MALUM KAHAN SE,YEH LOG SPARE-PARTS BADLI KARAKE AATA.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #2 on: January 23, 2009, 04:08:12 PM »
Reply with quote
Koi Kabhi Badalta Nahi, Jaisa Tha Waisa Hi Rehta Hai,.
Aapne Use Samjha Nahi, Shayad Ye Mera Dil Kehta Hai,.

____________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #3 on: January 23, 2009, 04:59:37 PM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI JASBIR SING JI..THODA MAJAA LELE.....

RANG BADALTI DUNIYA MEIN,KUJ BHI SAMAJ MEIN NAHIN AATA,
JO DIKHTA HAI,WO HOTA NAHIN ,JO HOTA HAI WO DIKHTA NAHIN.

AAJKAL TOH LADKA, LADKI BAN JAATA,AUR LADKI,LADKA BAN AATA
KYA MALUM KAHAN SE,YEH LOG SPARE-PARTS BADLI KARAKE AATA.

THANKSSSSSSS CARA

waha yaara khoob kaha hai
spare parts wala kissa bada sahi kaha hai
hassi sey hum ruk nahi paa rahey hai
hastey hastey hi hum likhtey jaa rahey hai
kaha kaha sey yeh dimaag meh tumharey aata hai
cara bada haseen lamha tumney yaha baata hai

jasbir singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #4 on: January 23, 2009, 05:01:58 PM »
Reply with quote
Koi Kabhi Badalta Nahi, Jaisa Tha Waisa Hi Rehta Hai,.
Aapne Use Samjha Nahi, Shayad Ye Mera Dil Kehta Hai,.

____________________________-Jaanasheen-

KARLOH MOHABBAT PYARE FIR SAMAJ AA JAYEGA
APNA HI EK DIN TUMHEY TANHA CHODD JAYEGA
ISI MEHFIL MEH FIR EK KOI YEHI GEET GAYEGA
RANG BADALTI ISS DUNIYA MEH
EK KOH RANG BADALTA HUMNEY BHI DEKHA
KAL TAK THEY HUM JINKEY AJEEZ
AAJ UNKOH BHI BADALTEY DEKHA

JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #5 on: January 23, 2009, 05:14:06 PM »
Reply with quote
KARLOH MOHABBAT PYARE FIR SAMAJ AA JAYEGA
APNA HI EK DIN TUMHEY TANHA CHODD JAYEGA
ISI MEHFIL MEH FIR EK KOI YEHI GEET GAYEGA
RANG BADALTI ISS DUNIYA MEH
EK KOH RANG BADALTA HUMNEY BHI DEKHA
KAL TAK THEY HUM JINKEY AJEEZ
AAJ UNKOH BHI BADALTEY DEKHA

JASBIR SINGH

Nice One,.

Hume Us Waqt Naaz Hoga, Jhutaa Hi Sahi, Kisi Ne Pyaar To Nibhaaya Tha,.
Humse Milne Ki Khateer, Apna Chain-o-Sukoon To Gawaaya Tha,.

Hum Us Waqt Shikwaa Na Karenge Is Tarah, Uski Mohabbat Ko Lekar,.
Us Waqt Bhi Yahi Kahenge Is Jhooti Duniya Mein Kisi SE To Pyaar Paaya Tha,.

Aur Umeed Hai Mujhe Us Se Bhi, Ke Wo Mera Dil Nahi Tordegi,.
Thaam Kar Haath Mera, Mujhe Tanhaaiyon Mein Na Chordegi,.

______________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #6 on: January 23, 2009, 05:34:24 PM »

THANKS JAHANASHEEN

and kitna badiya kaha hai aap neh

jasbir singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: January 23, 2009, 05:40:34 PM »
Reply with quote

RANG BADALTI ISS DUNIYA MEH,
EK KOH RANG BADALTA HUMNEY BHI DEKHA
KAL TAK THEY HUM JINKEY AJEEZ
AAJ UNKOH BHI BADALTEY DEKHA

JASBIR SINGH
hira_company@Yahoo.com

Good one Jasbir Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #8 on: January 24, 2009, 07:22:06 AM »
Reply with quote

THANKS JAHANASHEEN

and kitna badiya kaha hai aap neh

jasbir singh

Shukriya,.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #9 on: January 24, 2009, 07:24:42 AM »
Reply with quote
Bahoth Qoob Jasbir ji aur azeem !!

Qadeer Toopchi
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #10 on: January 24, 2009, 07:36:26 AM »
Reply with quote
Nice One,.

Hume Us Waqt Naaz Hoga, Jhutaa Hi Sahi, Kisi Ne Pyaar To Nibhaaya Tha,.
Humse Milne Ki Khateer, Apna Chain-o-Sukoon To Gawaaya Tha,.

Hum Us Waqt Shikwaa Na Karenge Is Tarah, Uski Mohabbat Ko Lekar,.
Us Waqt Bhi Yahi Kahenge Is Jhooti Duniya Mein Kisi SE To Pyaar Paaya Tha,.

Aur Umeed Hai Mujhe Us Se Bhi, Ke Wo Mera Dil Nahi Tordegi,.
Thaam Kar Haath Mera, Mujhe Tanhaaiyon Mein Na Chordegi,.

______________________________-Jaanasheen-
Nice one Chote Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #11 on: January 24, 2009, 08:17:08 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhaiya Ji,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #12 on: January 24, 2009, 09:10:33 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Jasbir ji ..
Bohat khoob Azeem bhai..

Kismat bhi khel dikhaye humen
Aapno se kabhi nahi milaye humen
Bohat dard diya hai zindagi ne
Phir se na woh yaadein sataye humen
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #13 on: January 24, 2009, 09:21:40 AM »
Reply with quote
Good one Jasbir Ji

Thanks Rajesh

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #14 on: January 24, 2009, 09:22:12 AM »
Reply with quote
Bahoth Qoob Jasbir ji aur azeem !!

Qadeer Toopchi

Thanks Qadeer

Jasbir Singh
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 04:18:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer