neelgold
Guest
|
Parchai se tu meri rooh main bus jane vale Kabhi to yaad kaar hume b OH hume bhool jane vale Hume bhool ke b yaad na kiya tumne KYON? Ek choti si baat pe hum se OH rooth jane vale
Kamosh thi jindgi hamari Aur tum aaye ek naya rang banke Ahh ke fir kaha kho gaye OH meri jindgi main halchal lane vale Hum aaj bi ussi mehfil main bethe hai jis se Tum chale gaye the Bhari mehfil main tum hum pe OH jootha ilzaam lagna vale
Na karna tum rukh aab iss aur kabhi bhool se bi Hamri rah se Apna haar OH rukh modh lene vale Na kismat main thi tumari shyd hamari yeh pak mohabat Meri Mohabat ko youn hi Rusva kaar OH chod jane vale
**Neel**
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #1 on: May 01, 2010, 12:03:57 AM » |
|
Bahut khoob likha hai aapne Neel ji... bahut dard hai isme, par dard ka bhi ek alag hi mazaa hai... dard me ehsaas apne aap sundar ban jaate hain aur unki sundarta aapke shabdon me dikhti hai... main ye nahi keh raha ki aapko dard ho, par agar kabhi ho to use isi tarha shobdon me utaar liya karen... bahut khoob likha hai aapne... too good....!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
Rau: 17
Offline
Waqt Bitaya:15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608 Member Since: Apr 2010
|
|
«Reply #2 on: May 01, 2010, 12:04:54 AM » |
|
wah bahoth qoob ,,neel saheb/saheba .. kya kahene bade hasin andaz me pesh kiya hai .. color ke selection ka jawab nahi .. qoob bahoth qoob ,,acha likha hai apne dad qubool karen .. allah apko hamesha khush rakhe ..
qadeertoopchi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
neelgold
Guest
|
|
«Reply #3 on: May 01, 2010, 12:11:23 AM » |
|
Thanx Qadeer........Really appericiate !!!!!! Artist hoon to colr selection to acha hona hi chaiye Voh alag baat hai yaha USA main aah ke saab kuch chooth gaya Kabhi bachapan main toda bhut aise hi likh leti thi aab sadiyon baad yaha likhna shuru kiya hai ..i relly dnt knoe hoe 2 write bt it alwyz cum strait frm heart..... aur kuch nhi bus.....
Yh i vs hving vry gud collection of painting bak home .jo maine khud paint ki hui thi 2-3 yaha b le ke aaye .. bt .......Saab kuch chooth gaya piche ...bus kuch yadian hai baki ..I didnt touch my brushs frm years!!!!!!!!!!!
APpne aaj dukhti raag pe haath rakh diya ............
wah bahoth qoob ,,neel saheb/saheba .. kya kahene bade hasin andaz me pesh kiya hai .. color ke selection ka jawab nahi .. qoob bahoth qoob ,,acha likha hai apne dad qubool karen .. allah apko hamesha khush rakhe ..
qadeertoopchi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
neelgold
Guest
|
|
«Reply #4 on: May 01, 2010, 12:14:02 AM » |
|
Thanx a lot Kapil ........... Kya bolon ........hv nothng 2 say .......
Bus aise hi mood main likh gaye ... nothng much ..... Pasand aaye THnx A Lot!!!!!!!!!!!!!
Bahut khoob likha hai aapne Neel ji... bahut dard hai isme, par dard ka bhi ek alag hi mazaa hai... dard me ehsaas apne aap sundar ban jaate hain aur unki sundarta aapke shabdon me dikhti hai... main ye nahi keh raha ki aapko dard ho, par agar kabhi ho to use isi tarha shobdon me utaar liya karen... bahut khoob likha hai aapne... too good....!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
cara
Guest
|
|
«Reply #5 on: May 01, 2010, 07:52:29 AM » |
|
Wah kya baat hai Neelgold ji......
khawabon me aakar meri neend udane wale pyar bari baaton se raat bar jagaane wale jeevan bar ka saath dene ka wada karne wale waqt parne par mujhpar jaan lutane wale bina wajah mujhko chod jaane wale kis cheez ki RUSVAI hai bata toh de OH jaane wale.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
madhuwesh
Guest
|
|
«Reply #6 on: May 01, 2010, 09:56:22 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #7 on: May 01, 2010, 10:56:47 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
neelgold
Guest
|
|
«Reply #8 on: May 01, 2010, 01:32:49 PM » |
|
WAh WAh CAra JI .......
Thnx 4 ur Appreciation...
Khoob kaha app ne bi
Wah kya baat hai Neelgold ji......
khawabon me aakar meri neend udane wale pyar bari baaton se raat bar jagaane wale jeevan bar ka saath dene ka wada karne wale waqt parne par mujhpar jaan lutane wale bina wajah mujhko chod jaane wale kis cheez ki RUSVAI hai bata toh de OH jaane wale.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
neelgold
Guest
|
|
«Reply #9 on: May 01, 2010, 01:34:27 PM » |
|
Thnx Madhu ji ......... Thnx a lot meri painting ki tarif karne ki ..... u knoe wat yeh dekhne vale ki ankhon pe depend karta hai voh kaise dektha hai aur kaise dil se feel karta hai ..... relly Thnx......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
neelgold
Guest
|
|
«Reply #10 on: May 01, 2010, 01:38:34 PM » |
|
Ur Vry much Ryt !!!!!!!!!!
Koyal ji Hota hai kabhi kabhi ....... Yeh "SON PARI" hamesha saab ko khush rakhne ki khosish main unke dard khud le leti hai .... tabhi aise rachna banti hai ........Jaroori nhi apna hi dard ho kabhi auro ka dard bi byan ho jata hai ....... Feelings to feelings hai !!!!!!!!!!
Koyal Thnx a lotttttttttttttttttttt 4 ur all help & supprt!!!!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #11 on: May 01, 2010, 06:15:30 PM » |
|
Kamaal ki poem likhi hai Neel ji. Aapki ye bilkul naye style ki creation hai jisse aapki multiple capability of creaton ka pataa chalta hai. Daad qubool farmayen. Kisi shyar ke do sher arz hai:
Khwab bikhre hain suhaane kya kya Lut gaye apne khazaane kya kya Sirf ek tark-e-talluq ke liye Toone dhunde hain bahane kya kya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
neelgold
Guest
|
|
«Reply #12 on: May 01, 2010, 07:07:17 PM » |
|
Thanx Riyaz ...... Really apprecaite ur comnts ....
AIsa koi talent nahi hai aap saab to bhut upper bethe hai main to aise ho khosish karti rehti hoon ..... Bus aur kuch nahi .....
Appki Daad dil se kabool hai THNAX.........
Jo appne farmaya bhut hi khoob hai .......
Meri Kamoshi ne bi doond liye hai bahane kai Haal-E-Dil byan karne ke liye Shabd jaroori to nahi
**Neel**
Kamaal ki poem likhi hai Neel ji. Aapki ye bilkul naye style ki creation hai jisse aapki multiple capability of creaton ka pataa chalta hai. Daad qubool farmayen. Kisi shyar ke do sher arz hai:
Khwab bikhre hain suhaane kya kya Lut gaye apne khazaane kya kya Sirf ek tark-e-talluq ke liye Toone dhunde hain bahane kya kya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #13 on: May 01, 2010, 09:48:01 PM » |
|
Parchai se tu meri rooh main bus jane vale Kabhi to yaad kaar hume b OH hume bhool jane vale Hume bhool ke b yaad na kiya tumne KYON? Ek choti si baat pe hum se OH rooth jane vale
Kamosh thi jindgi hamari Aur tum aaye ek naya rang banke Ahh ke fir kaha kho gaye OH meri jindgi main halchal lane vale Hum aaj bi ussi mehfil main bethe hai jis se Tum chale gaye the Bhari mehfil main tum hum pe OH jootha ilzaam lagna vale
Na karna tum rukh aab iss aur kabhi bhool se bi Hamri rah se Apna haar OH rukh modh lene vale Na kismat main thi tumari shyd hamari yeh pak mohabat Meri Mohabat ko youn hi Rusva kaar OH chod jane vale
**Neel**
Bahut hi behatreen peshkash hai aap ki Neel Ji Itna dard bhara hai ki kisi ko bhi le doobe
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|