Saans baki hai!

by salma786 on February 13, 2009, 03:04:13 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 4204 times)
salma786
Guest
«Reply #45 on: February 15, 2009, 02:28:24 PM »
Reply with quote
Rooh aaj bhi tadap hi rahi hia uski dheemi si aahaton ko,
Ke unke qadmon se zindagi ka faasla tay kiya tha humne...


Mana madhoshi k alam me,
Hosh gawa baithe the,
Unki tasweer ko apne,
Zahen me utare baithe the,
Rubaru huye jab unke aks se,
Jana hasti mitaye baithe the!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
saans lene se by zaki in Shayri for Khumar -e- Ishq
Akari saans ki aas by ANKIT RAO in Shayri for Khumar -e- Ishq
ek ek saans bharee hai by anjaan dharkan in Shayri-E-Dard
Saans Saans Mein Bas Gaye Ho Tum by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
aakhiri saans ka intezaar baki hai by theyash in Share:Miscellaneous Shayari
sajid_ghayel
Guest
«Reply #46 on: February 15, 2009, 02:30:09 PM »
Reply with quote
Aur hum tere likhe ko Salma
Aakho se lagaye bhaithe the...

Wah wah kya jawab diya hain masha_allah  Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
salma786
Guest
«Reply #47 on: February 15, 2009, 02:37:00 PM »
Reply with quote
Shukriya sajid ji !
Logged
angel4u
Guest
«Reply #48 on: February 15, 2009, 02:47:41 PM »
Reply with quote
Mana madhoshi k alam me,
Hosh gawa baithe the,
Unki tasweer ko apne,
Zahen me utare baithe the,
Rubaru huye jab unke aks se,
Jana hasti mitaye baithe the!

Kuch udaas oss ki boondon ki tarah,
teri chahat ki fizaon mein baithe hai,
har shaam wo aarzuon ka sailaab bankar
is dilko barbaad karke baithe hai,
uski talab se door jaane ke liye,
hum tanhaiyon mein ghar karke baithe hai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #49 on: February 15, 2009, 02:57:26 PM »
Reply with quote
Nice One Huznaina Aapa,.
Logged
salma786
Guest
«Reply #50 on: February 15, 2009, 03:05:08 PM »
Reply with quote
Kuch udaas oss ki boondon ki tarah,
teri chahat ki fizaon mein baithe hai,
har shaam wo aarzuon ka sailaab bankar
is dilko barbaad karke baithe hai,
uski talab se door jaane ke liye,
hum tanhaiyon mein ghar karke baithe hai...


Khamosh nazro se hum bhi,
Uske har sitam par jee liye,
Pairo tale rond k khusiyaan,
Humne zakhmo ko apne see liye,
Ab andhero se nata hai joda,
Khoon k ghut bhi pee liye!
Logged
angel4u
Guest
«Reply #51 on: February 15, 2009, 03:19:17 PM »
Reply with quote
Khamosh nazro se hum bhi,
Uske har sitam par jee liye,
Pairo tale rond k khusiyaan,
Humne zakhmo ko apne see liye,
Ab andhero se nata hai joda,
Khoon k ghut bhi pee liye!

Zakhmon ke harek kone ko chhupaya humne,
tere baad zamane se kiye faasle humne,
teri yaad ke daaman mein samet liya hai,
is zindagi ke mazak ko aise nibhaya humne...
Logged
salma786
Guest
«Reply #52 on: February 16, 2009, 01:57:28 PM »
Reply with quote
Zakhmon ke harek kone ko chhupaya humne,
tere baad zamane se kiye faasle humne,
teri yaad ke daaman mein samet liya hai,
is zindagi ke mazak ko aise nibhaya humne...


Bikhre ashiyane ko hum sameta to karte hai,
Par Ek hawa ka jhoka unhe phir bikhra jati hai,
Koshish jab bhi karte hai zakhmo pe malham lagaye,
Teri yaad un zakhmo ko phir taza kar jati hai!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #53 on: February 16, 2009, 02:10:12 PM »
Reply with quote
NiceOne Huzaina Aapa,.
And Salma Ji,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #54 on: February 16, 2009, 02:14:25 PM »
Reply with quote
Mana madhoshi k alam me,
Hosh gawa baithe the,
Unki tasweer ko apne,
Zahen me utare baithe the,
Rubaru huye jab unke aks se,
Jana hasti mitaye baithe the!

Bahut khoob salma sis
Logged
Roja
Guest
«Reply #55 on: February 16, 2009, 02:15:24 PM »
Reply with quote
Zakhmon ke harek kone ko chhupaya humne,
tere baad zamane se kiye faasle humne,
teri yaad ke daaman mein samet liya hai,
is zindagi ke mazak ko aise nibhaya humne...


Wah kya baat hai... Hasina... bahut acche  Thumbs UP
Logged
salma786
Guest
«Reply #56 on: February 16, 2009, 02:28:26 PM »
Reply with quote
Shukriya Janasheen ji
Logged
salma786
Guest
«Reply #57 on: February 16, 2009, 02:31:25 PM »
Reply with quote
Thanx Roja sis Usual Smile
Logged
angel4u
Guest
«Reply #58 on: February 16, 2009, 03:49:00 PM »
Reply with quote
Bikhre ashiyane ko hum sameta to karte hai,
Par Ek hawa ka jhoka unhe phir bikhra jati hai,
Koshish jab bhi karte hai zakhmo pe malham lagaye,
Teri yaad un zakhmo ko phir taza kar jati hai!


Tere Zakhmon Pe Ashqon Ka Parda Yun Daala Humne,
Phir Bhi Har Zakhm Nasoor Banke Chubhte Hai,
Aandhiyan badhati hai roz hausle apne,
Naye Gharondo ko Kya Pata Kaise Bachate Hai...
Logged
salma786
Guest
«Reply #59 on: February 16, 2009, 04:10:33 PM »
Reply with quote

Tere Zakhmon Pe Ashqon Ka Parda Yun Daala Humne,
Phir Bhi Har Zakhm Nasoor Banke Chubhte Hai,
Aandhiyan badhati hai roz hausle apne,
Naye Gharondo ko Kya Pata Kaise Bachate Hai...


Toofano me humne tera sath tha manga,
Tu hume andhiyon ke sahare chod gaya,
Tere bagair gharonda basaya hi tha humne,
K tu unhe muskura ke tod gaya!
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:06:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer