Saans baki hai!

by salma786 on February 13, 2009, 03:04:13 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6]
ReplyPrint
Author  (Read 4142 times)
salma786
Guest
«Reply #75 on: February 18, 2009, 07:51:10 AM »
Reply with quote
Thanks a ton Pooja di Usual Smile (If i can call u di wid respect)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
saans lene se by zaki in Shayri for Khumar -e- Ishq
Akari saans ki aas by ANKIT RAO in Shayri for Khumar -e- Ishq
ek ek saans bharee hai by anjaan dharkan in Shayri-E-Dard
Saans Saans Mein Bas Gaye Ho Tum by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
aakhiri saans ka intezaar baki hai by theyash in Share:Miscellaneous Shayari
angel4u
Guest
«Reply #76 on: February 18, 2009, 04:16:14 PM »
Reply with quote
kia baat hai angel nd salma ji........very nice mashallah kia aamad hai aap logon ko, mere khayaal se alfaaz aap logo ke saamne haath jod ke khade rhete hain ki huzoor hame istemaal keejiye...bhut khoob dua karain ke in alfaazon ka rukh kabhi koocha e ghair ki taraf bhi ho  jaye............................................

gham ko yaaro kabhi seene se juda mat karna
gham bhut saath nibhate hai jawaan rehte hain
jo kabhi saath dia karte thay saaye ki tarhan
ab wahi log khuda jaane kahan rehte hain(waali aasi)

Shukriya aslam ji....

Ye gam hi to hote hai jo hamein zindagi ke maayne sikhate hai,
Ek shamma hai jise andhere mein wo ghutna sikhaate hai,
chaahe paaye khushi beshumar is dard bhare samundar mein,
gam hi hia jo har insaan ko jeena sikhaate hai...
Logged
Roja
Guest
«Reply #77 on: February 18, 2009, 04:19:09 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause

Angel ... great work....

Aur sab ne bahut accha saat diya hai... Sajid ji, salma and aaina...
Well done friends  Thumbs UP
Logged
angel4u
Guest
«Reply #78 on: February 18, 2009, 04:21:26 PM »
Reply with quote

Thanks roja for appreciating always...
Logged
salma786
Guest
«Reply #79 on: February 18, 2009, 04:31:55 PM »
Reply with quote
Shukriya aslam ji....

Ye gam hi to hote hai jo hamein zindagi ke maayne sikhate hai,
Ek shamma hai jise andhere mein wo ghutna sikhaate hai,
chaahe paaye khushi beshumar is dard bhare samundar mein,
gam hi hia jo har insaan ko jeena sikhaate hai...


Mana Gam or zindegi ka rishta purana hai,
Isse kaha koi farishta bhi anjana hai,
Jo gam ko na jane wo rabse begana hai,
Har shamma ne gam se hi sikha jalana hai!
Logged
angel4u
Guest
«Reply #80 on: February 18, 2009, 05:13:08 PM »
Reply with quote
Mana Gam or zindegi ka rishta purana hai,
Isse kaha koi farishta bhi anjana hai,
Jo gam ko na jane wo rabse begana hai,
Har shamma ne gam se hi sikha jalana hai!


Shammaon ki baat karein to uska gam bhi haseen hai,
khud jalti hai parwaano kehte hia shamma ne jalaya hai,
Roshniyaan deke dafan ho jaati hai kisi gehrayi mein wo,
Kisne yahan mehsoos kiya ke kahan parwaanoko dafnaya hai...

Logged
aaina
Guest
«Reply #81 on: February 19, 2009, 07:01:13 AM »
Reply with quote
Shukriya aslam ji....

Ye gam hi to hote hai jo hamein zindagi ke maayne sikhate hai,
Ek shamma hai jise andhere mein wo ghutna sikhaate hai,
chaahe paaye khushi beshumar is dard bhare samundar mein,
gam hi hia jo har insaan ko jeena sikhaate hai...


very nice angel ji..........

dolat e dard ko duniya se chupaye rakhna
aaknh mai boond na ho dil mai samandar rakhna
zikr uska sahi bazm mai bhaithe ho faraaz
dard kaisa bhi utthay haath na dil par rakhna(ahmed faraaz)
Logged
salma786
Guest
«Reply #82 on: February 19, 2009, 07:32:56 AM »
Reply with quote
very nice angel ji..........

dolat e dard ko duniya se chupaye rakhna
aaknh mai boond na ho dil mai samandar rakhna
zikr uska sahi bazm mai bhaithe ho faraaz
dard kaisa bhi utthay haath na dil par rakhna(ahmed faraaz)
Applause

Ha zamane se chupana tha dard apna,
Ke unko dard dene ki adat si hogayi hai,
Ab kya shikwa kare bewafaai ki zamane se,
K unke dard se hi ab mohabbat si hogayi hai!
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:32:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer