SAJA......

by gumnam on August 02, 2006, 02:28:03 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 4934 times)
gumnam
Guest
«Reply #15 on: September 18, 2006, 01:58:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
Quote
YE JINDAGI KA DARD BHARA SAFAR TAI MUJHI KO KARNA HAI,
JAKHM-JAKHM JEENA HAI,SAANS-SAANS MARNA HAI.
AANDHIYO KE RASTE MEIN BASTIYA HAI YAADO KI,
DIN SIMAT LIYE TO KYA,RAAT BHAR BIKHARNA HAI

bahut khoob gumnam ji ..........

hum tere khawabo ko kabhi yun bhi sach bana lete hain
tere kiye hue vaado per apni dunaiya basa lete hain
din toh gujara hi hai teri har baat ko yaad karke
raato ko tanah chand se teri baate karke dil behala lete hain
SHUKRIYA RANJANA JI.....AAP KAHEGI TABHI AAPKO RANJU KAHUGA...

EK AAWARA KIRAN BHATAKTI NAZAR AAYI THI JAHA,
SUNTE HAI US MUKAAM SE DARIYA KAREEB THA.
JAISE HI FASAL-E-GUL MEIN HUMAARE KADAM PADE,
GULSHAN UJAD GAYA YE HUMARA NASEEB THA.

aap mujhe Ranju keh sakate hain ...per ji na lagaaye toh accha hai Usual Smile

bahut khoob likha hai aapne...

hai ek aag dil mein aur aankh mein hai paani
lagati hai sab kahaani ek si pyaar ki jubaani
kuch khawab yun tute kuch bikhar se gaye
beeti hai inhi ko saawarte saawarte yeh zindagaani !!
BAHUT KHUB AUR SHUKRIYA RANJU...

AAG DIL KI DIL MEIN HI RAHNE DO,
JO BHADKI TO JAHAAN KO JALA JAAYEGI.
MUDDAT SE JO CHUP BAITHA HAI KISI INTEZAAR MEIN,
WO ASHQ CHHALKA TO KAYAMAT HI AA JAAYEGI.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
de do jitani saja deni ho mujhako... by Akant in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
har zakham ko seenay peh saja laite hein by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
Yeh dil saja kar (personal) by muneeb in Shairi - E - Zindagi
dardo ki saja by anjaan_daruwala in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
EK SAJA by jochahohojayein in Shayri for Khumar -e- Ishq
ranjana
Guest
«Reply #16 on: September 19, 2006, 10:02:17 AM »
Reply with quote
Quote
AAG DIL KI DIL MEIN HI RAHNE DO,
JO BHADKI TO JAHAAN KO JALA JAAYEGI.
MUDDAT SE JO CHUP BAITHA HAI KISI INTEZAAR MEIN,
WO ASHQ CHHALKA TO KAYAMAT HI AA JAAYEGI.

kyu uski yaad dil ko is qader sataane lagi
kyu koi akash mein timmaate taaro ki lau bhi ab jaane lagi
band ho chali hain ab anakhe meri  lab bhi ab sil chuke hain
kyu kayamat se pehle kayamat ab aane lagi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #17 on: September 22, 2006, 04:04:59 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob,..
Keep Going Yaar
Logged
gumnam
Guest
«Reply #18 on: October 08, 2006, 01:47:22 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote
AAG DIL KI DIL MEIN HI RAHNE DO,
JO BHADKI TO JAHAAN KO JALA JAAYEGI.
MUDDAT SE JO CHUP BAITHA HAI KISI INTEZAAR MEIN,
WO ASHQ CHHALKA TO KAYAMAT HI AA JAAYEGI.

kyu uski yaad dil ko is qader sataane lagi
kyu koi akash mein timmaate taaro ki lau bhi ab jaane lagi
band ho chali hain ab anakhe meri  lab bhi ab sil chuke hain
kyu kayamat se pehle kayamat ab aane lagi
WAAH...WAAH

KAYAMAT JO KHUD PUCHHE KI KYON CHAHAT HAI MERI TUJHE,
MAIN KAH DUGA,TERE SIWA MOHBBAT SACHI KISI KI NA LAGI.
TU JO AA JAAYE TO BAHAARO KI TAMANNA NAHI,
MAIN KHUSH HU AAJ KI AB MAUT TO DASTAK DENE LAGI...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #19 on: October 09, 2006, 06:51:46 AM »

bahut khoob ....gumnam .... Usual Smile

maang li maine sab dua khuda se unke liye
ab in haath ki lakeero mein naam apana talash karo
abhi hain rasate sunsaan aur manzile kareeb
apne safar mein ab koi baa wafa ki talash karo !!
Logged
dewanadil
Guest
«Reply #20 on: October 09, 2006, 12:34:25 PM »
Reply with quote
bahot khoob ranjana ji...

dil tootgaya par kahin se awaaz na ayee....
lut gaya ek aashiq aashiqui ise raas na ayee...
jhoom raha tha woh apni kismat me sanam ko dekhkar,
haath ki lakiren bhi yaaro iske kaam na ayee...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #21 on: October 09, 2006, 04:32:19 PM »
Reply with quote
Nice One Doston,..
Lage Raho,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #22 on: October 10, 2006, 05:08:31 AM »
Reply with quote
gumnam ji ranju sis bahuat khoob bahut acha likha hia app donu ney..

sabhi dosto ney bahut acha likha hia ... keep up the good work dostoo
Logged
gumnam
Guest
«Reply #23 on: October 20, 2006, 02:24:50 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
Quote
AAG DIL KI DIL MEIN HI RAHNE DO,
JO BHADKI TO JAHAAN KO JALA JAAYEGI.
MUDDAT SE JO CHUP BAITHA HAI KISI INTEZAAR MEIN,
WO ASHQ CHHALKA TO KAYAMAT HI AA JAAYEGI.

kyu uski yaad dil ko is qader sataane lagi
kyu koi akash mein timmaate taaro ki lau bhi ab jaane lagi
band ho chali hain ab anakhe meri  lab bhi ab sil chuke hain
kyu kayamat se pehle kayamat ab aane lagi
WAAH...WAAH

KAYAMAT JO KHUD PUCHHE KI KYON CHAHAT HAI MERI TUJHE,
MAIN KAH DUGA,TERE SIWA MOHBBAT SACHI KISI KI NA LAGI.
TU JO AA JAAYE TO BAHAARO KI TAMANNA NAHI,
MAIN KHUSH HU AAJ KI AB MAUT TO DASTAK DENE LAGI...

bahut khoob ....gumnam .... Usual Smile

maang li maine sab dua khuda se unke liye
ab in haath ki lakeero mein naam apana talash karo
abhi hain rasate sunsaan aur manzile kareeb
apne safar mein ab koi baa wafa ki talash karo !!
bahut khub...

teri mohbbat ka intezar hume,
aaj fir gunaah karna chahta hu...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #24 on: October 27, 2006, 09:32:38 AM »
Reply with quote
bahut khoob kaha ....

lagta hai aaj hawao ke rukh kuch badal gaye
mere liye woh aaj had se bhi gujar gaye
karne lage hain woh gunaah is ishq mein
chalo zindagi ke kuch pal toh kisi ke intezaar mein kat gaye!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #25 on: October 30, 2006, 02:31:33 PM »
Reply with quote
Nice One Ranjana Sis,..
Logged
gumnam
Guest
«Reply #26 on: November 29, 2006, 01:40:06 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khoob kaha ....

lagta hai aaj hawao ke rukh kuch badal gaye
mere liye woh aaj had se bhi gujar gaye
karne lage hain woh gunaah is ishq mein
chalo zindagi ke kuch pal toh kisi ke intezaar mein kat gaye!!
WAH...WAH...WAH...WAH...

TERI JULFO KE SAAYE MEIN SO NA JAAU KAHI,
MANZIL SE PEHLE MAIN RAAHO MEIN RUK NA JAU KAHI.
TUJHSE KARNI THI SHIKAYAT IS DIL-E-NADAN KI,
KAISE SURU KARU BAAT,TU KUCHH KAH TO SAHI...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #27 on: December 01, 2006, 08:35:32 AM »
Reply with quote
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
bahut khoob kaha ....

lagta hai aaj hawao ke rukh kuch badal gaye
mere liye woh aaj had se bhi gujar gaye
karne lage hain woh gunaah is ishq mein
chalo zindagi ke kuch pal toh kisi ke intezaar mein kat gaye!!
WAH...WAH...WAH...WAH...

TERI JULFO KE SAAYE MEIN SO NA JAAU KAHI,
MANZIL SE PEHLE MAIN RAAHO MEIN RUK NA JAU KAHI.
TUJHSE KARNI THI SHIKAYAT IS DIL-E-NADAN KI,
KAISE SURU KARU BAAT,TU KUCHH KAH TO SAHI...

wah kya baat keh di ji aapne  Usual Smile

pukaar na ab is tarah raha ishq mein mujhe
kahi isko paane ki chaha mein had se gujar na jaau main
shuruaat hogi kahi se toh is dard-e dil ki sanam
dar hai ki tere kareeb aa ke behek na jaau main !!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #28 on: December 17, 2006, 03:24:01 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Ranjana Sis,..
Logged
gumnam
Guest
«Reply #29 on: January 05, 2007, 02:26:13 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
bahut khoob kaha ....

lagta hai aaj hawao ke rukh kuch badal gaye
mere liye woh aaj had se bhi gujar gaye
karne lage hain woh gunaah is ishq mein
chalo zindagi ke kuch pal toh kisi ke intezaar mein kat gaye!!
WAH...WAH...WAH...WAH...

TERI JULFO KE SAAYE MEIN SO NA JAAU KAHI,
MANZIL SE PEHLE MAIN RAAHO MEIN RUK NA JAU KAHI.
TUJHSE KARNI THI SHIKAYAT IS DIL-E-NADAN KI,
KAISE SURU KARU BAAT,TU KUCHH KAH TO SAHI...

wah kya baat keh di ji aapne  Usual Smile

pukaar na ab is tarah raha ishq mein mujhe
kahi isko paane ki chaha mein had se gujar na jaau main
shuruaat hogi kahi se toh is dard-e dil ki sanam
dar hai ki tere kareeb aa ke behek na jaau main !!
BAHUT KHUB...............

TERI YAADO KE SAGUFO SE SAJA RAKHA HAI,
HUMNE DIL-E-BARBAAD KO PHULO SE SAJA RAKHA HAI....
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 10:28:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer