Sanam Bewafa (Shikha)

by Shikha12 on March 02, 2006, 06:41:28 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 11
ReplyPrint
Author  (Read 12706 times)
Shikha12
Guest
«Reply #75 on: June 02, 2006, 05:16:30 AM »
Reply with quote
Bahut khoob likha hai Janasheen bhai...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bewafa sanam by dev_omu in Shayri-E-Dard
Bewafa Sanam by Moshfeq in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2 3 4 5 »
Bewafa sanam... by Soheb_Khan in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4  All »
~*~*~*~*BeWafa SaNaM~*~*~*~* by ghayal_shayar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bewafa sanam by muna massood in Shayari -e- Husn
urs4evasomdev
Guest
«Reply #76 on: June 02, 2006, 08:15:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "urs4evasomdev"

Farz nibhana hi tha tho pyaar ka nibhaate,
Bewafai karni thi tho sazaye maut dilaate!!

~Minu~

Nice One,...

Maut Se Bhi Main Wafaa Kar Jaata,..
Gar Zindagi Ek Pal Ke Liye Bhi Wafaa Nibhaati,..

______________________________-Jaanasheen-

thanx janasheen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #77 on: June 03, 2006, 09:41:11 AM »
Reply with quote
Shukriya Shikha Ji And Minu Sis,..

Nafrat Bhi Jataana Unhe Aata Nahi,..
Jab Uthaaye Haath Wo Hume Bad Dua Dene Ke Liye,..
Bad Dua Bhi Dua Jaisi Lag Ti Hai,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #78 on: June 07, 2006, 05:15:17 AM »
Reply with quote
Bahut achha likha aapney Janasheen bhai....

Uski yaad jab bhi chupkey sey mere jehan main aati hai,
meri kalam khud-b-khud dard ki shyahi main doob jaati hai..
Hum daal detey hai ashko ki chand boondey is shyahi mey,
meri muhabbat adhuri kavita si kagaz pey bikhar jaati hai....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #79 on: June 07, 2006, 06:53:55 AM »
Reply with quote
Quote from: "Shikha12"
Bahut achha likha aapney Janasheen bhai....

Uski yaad jab bhi chupkey sey mere jehan main aati hai,
meri kalam khud-b-khud dard ki shyahi main doob jaati hai..
Hum daal detey hai ashko ki chand boondey is shyahi mey,
meri muhabbat adhuri kavita si kagaz pey bikhar jaati hai....

Shukriya Shikha Ji App Bhi Bahoot Acha Likhte Hain,..

Logged
Shikha12
Guest
«Reply #80 on: June 08, 2006, 06:39:48 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Shikha12"
Bahut achha likha aapney Janasheen bhai....

Uski yaad jab bhi chupkey sey mere jehan main aati hai,
meri kalam khud-b-khud dard ki shyahi main doob jaati hai..
Hum daal detey hai ashko ki chand boondey is shyahi mey,
meri muhabbat adhuri kavita si kagaz pey bikhar jaati hai....

Shukriya Shikha Ji App Bhi Bahoot Acha Likhte Hain,..

Shukriya Janasheen bhai..... abhi to bus koshish kartey hai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #81 on: June 08, 2006, 10:25:15 AM »

Koshish Hi To Har Kisi Ko Manzil Ki Taraf Le Jaati Hai,..
Lage Raho,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #82 on: June 08, 2006, 10:27:37 AM »
Reply with quote
Mila Hai Ye Sila Mujhe Meri Mohabbat Ka,..
Jab Guzarte Hain Wo Samne Se Mere To Bankar Ajnabee,..

______________________________________________-Azeem-
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #83 on: June 08, 2006, 01:45:47 PM »
Reply with quote
Kuch Sanam Bandagi mein bewafa miltein hain
Uss hi rah mein kuch jafa-e-pesha bhi miltein hain
Maana ke Zakhm dene waale miltein hain ziyada
Marham Lagane waale dair se aaur ek hii sahi....
Parr Jabb miltein hain to ghum ke darwaze band karke miltein hain..
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #84 on: June 09, 2006, 04:06:04 AM »
Reply with quote
Nice one Janasheen bro and too gud Neer...

Jidhar bhi dekhti hu main, uska chehra nazar aata hai,
Mujey apni manzilon sey juda uska rasta nazar aata hai,

Soch kar pareshaan si ho jaati hu main bewafaii uski,
Phir bhi woh dil ki geheraiyon mey utarta nazar aata hai...

Dil ki baat hum apney dil mey hi daba detey hai aksar,
Humey apney dil mey shikvon ka kafilaa nazar aata hai...

Khwab toot jaatey hai bewafaii sey muhabbat key doston,
Do ghadi baat karey koi to jeeney ka hosla nazar aata hai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #85 on: June 09, 2006, 01:12:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "nirbhay"
Kuch Sanam Bandagi mein bewafa miltein hain
Uss hi rah mein kuch jafa-e-pesha bhi miltein hain
Maana ke Zakhm dene waale miltein hain ziyada
Marham Lagane waale dair se aaur ek hii sahi....
Parr Jabb miltein hain to ghum ke darwaze band karke miltein hain..

Waah Bhai Bahot Khoob,..

Mile Hain Tumhe Zakhmo Par Marham Lagaane Waale,..
Humne To Rahat Paane Ko Unse Dil Lagaya Aur Wo Hain Hamare Dil Ko Jalaane Wale,..

Sajaya Maine Sab Ka Ghar Apne Ghar Bhi Jalakar Yahan,..
Phir Bhi Baaki Hain Kuch Log Mere Nishaan Mitaane Waale,...

Dard Dekar Hume Wo Jaa To Rahe Hain, Hum To Hogaye Bebas Dil Tootne ke Baad,..
Dard Dil Ka Kya Samjhe Wo Jo Hain Muskuraane Waale,..

Ho Raha Hai Matam Ab Mera Us Bewafaa Ki Wajaah Se,...
Humne To Muskurakar Ghamo Ko Jhela Tha, Aur Ye Sab Hain Mujhpar Aansoon Bahaane Waale,..

Tu Na Ho Udaas Sunkar Mere Dard Ke Fasaane Ko "Jaanasheen"
Hum To Wo Hain Ke Marr Bhi Jaaye To Bankar Yaad Aane Waale,...

__________________________-Azeem-_________________________

Doston  Bahot Koshish Karne Ke Baad likha Hoon Is Kalam Ko Main Agar Koi Galtiaan Nazar Aaye,..
To Maaf Kardena.,..
Logged
farooq_4_u
Guest
«Reply #86 on: June 10, 2006, 06:50:52 AM »
Reply with quote
hmmmmm
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #87 on: June 10, 2006, 08:21:57 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"

Waah Bhai Bahot Khoob,..

Mile Hain Tumhe Zakhmo Par Marham Lagaane Waale,..
Humne To Rahat Paane Ko Unse Dil Lagaya Aur Wo Hain Hamare Dil Ko Jalaane Wale,..

Sajaya Maine Sab Ka Ghar Apne Ghar Bhi Jalakar Yahan,..
Phir Bhi Baaki Hain Kuch Log Mere Nishaan Mitaane Waale,...

Dard Dekar Hume Wo Jaa To Rahe Hain, Hum To Hogaye Bebas Dil Tootne ke Baad,..
Dard Dil Ka Kya Samjhe Wo Jo Hain Muskuraane Waale,..

Ho Raha Hai Matam Ab Mera Us Bewafaa Ki Wajaah Se,...
Humne To Muskurakar Ghamo Ko Jhela Tha, Aur Ye Sab Hain Mujhpar Aansoon Bahaane Waale,..

Tu Na Ho Udaas Sunkar Mere Dard Ke Fasaane Ko "Jaanasheen"
Hum To Wo Hain Ke Marr Bhi Jaaye To Bankar Yaad Aane Waale,...

__________________________-Azeem-_________________________[/b]
Doston  Bahot Koshish Karne Ke Baad likha Hoon Is Kalam Ko Main Agar Koi Galtiaan Nazar Aaye,..
To Maaf Kardena.,..

Bahut hi sundar likha hai Azeem bhai..... Galti ki to gunjaish hi nahi hai....

Itna achha likha hai ki shabd nahi hai byaan karney ko....

=D>  =D>  =D>
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #88 on: June 10, 2006, 01:41:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"

Mile Hain Tumhe Zakhmo Par Marham Lagaane Waale,..
Humne To Rahat Paane Ko Unse Dil Lagaya Aur Wo Hain Hamare Dil Ko Jalaane Wale,..

Sajaya Maine Sab Ka Ghar Apne Ghar Bhi Jalakar Yahan,..
Phir Bhi Baaki Hain Kuch Log Mere Nishaan Mitaane Waale,...

Dard Dekar Hume Wo Jaa To Rahe Hain, Hum To Hogaye Bebas Dil Tootne ke Baad,..
Dard Dil Ka Kya Samjhe Wo Jo Hain Muskuraane Waale,..

Ho Raha Hai Matam Ab Mera Us Bewafaa Ki Wajaah Se,...
Humne To Muskurakar Ghamo Ko Jhela Tha, Aur Ye Sab Hain Mujhpar Aansoon Bahaane Waale,..

Tu Na Ho Udaas Sunkar Mere Dard Ke Fasaane Ko "Jaanasheen"
Hum To Wo Hain Ke Marr Bhi Jaaye To Bankar Yaad Aane Waale,...

__________________________-Azeem-_________________________[/b]
Doston  Bahot Koshish Karne Ke Baad likha Hoon Is Kalam Ko Main Agar Koi Galtiaan Nazar Aaye,..
To Maaf Kardena.,..

Aare Jaanu Bhai, ye to Tumhari Behtareen kalamon mein se ek hai... Nihayat hii Khoob... Keep Going  :arrow:
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #89 on: June 10, 2006, 11:41:23 PM »
Reply with quote
Very Nice Shikha, Nirbhay & Azeem...
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 11
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 09:57:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer