Sanam Bewafa (Shikha)

by Shikha12 on March 02, 2006, 06:41:28 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11
ReplyPrint
Author  (Read 12702 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #90 on: June 11, 2006, 08:28:27 AM »
Reply with quote
Quote from: "Shikha12"
Quote from: "Jaanasheen"

Waah Bhai Bahot Khoob,..

Mile Hain Tumhe Zakhmo Par Marham Lagaane Waale,..
Humne To Rahat Paane Ko Unse Dil Lagaya Aur Wo Hain Hamare Dil Ko Jalaane Wale,..

Sajaya Maine Sab Ka Ghar Apne Ghar Bhi Jalakar Yahan,..
Phir Bhi Baaki Hain Kuch Log Mere Nishaan Mitaane Waale,...

Dard Dekar Hume Wo Jaa To Rahe Hain, Hum To Hogaye Bebas Dil Tootne ke Baad,..
Dard Dil Ka Kya Samjhe Wo Jo Hain Muskuraane Waale,..

Ho Raha Hai Matam Ab Mera Us Bewafaa Ki Wajaah Se,...
Humne To Muskurakar Ghamo Ko Jhela Tha, Aur Ye Sab Hain Mujhpar Aansoon Bahaane Waale,..

Tu Na Ho Udaas Sunkar Mere Dard Ke Fasaane Ko "Jaanasheen"
Hum To Wo Hain Ke Marr Bhi Jaaye To Bankar Yaad Aane Waale,...

__________________________-Azeem-_________________________[/b]
Doston  Bahot Koshish Karne Ke Baad likha Hoon Is Kalam Ko Main Agar Koi Galtiaan Nazar Aaye,..
To Maaf Kardena.,..

Bahut hi sundar likha hai Azeem bhai..... Galti ki to gunjaish hi nahi hai....

Itna achha likha hai ki shabd nahi hai byaan karney ko....

=D>  =D>  =D>

Shukriya Shikha Ji,..
Ghabra Gaya Main Likh Kar Ise Ke Kahin Galti Na Ho Jaaye,..
Shukriya Ke App Ko Hamara Kalam Pasand Aaya,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bewafa sanam by dev_omu in Shayri-E-Dard
Bewafa Sanam by Moshfeq in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2 3 4 5 »
Bewafa sanam... by Soheb_Khan in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4  All »
~*~*~*~*BeWafa SaNaM~*~*~*~* by ghayal_shayar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bewafa sanam by muna massood in Shayari -e- Husn
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #91 on: June 11, 2006, 08:30:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "nirbhay"
Quote from: "Jaanasheen"

Mile Hain Tumhe Zakhmo Par Marham Lagaane Waale,..
Humne To Rahat Paane Ko Unse Dil Lagaya Aur Wo Hain Hamare Dil Ko Jalaane Wale,..

Sajaya Maine Sab Ka Ghar Apne Ghar Bhi Jalakar Yahan,..
Phir Bhi Baaki Hain Kuch Log Mere Nishaan Mitaane Waale,...

Dard Dekar Hume Wo Jaa To Rahe Hain, Hum To Hogaye Bebas Dil Tootne ke Baad,..
Dard Dil Ka Kya Samjhe Wo Jo Hain Muskuraane Waale,..

Ho Raha Hai Matam Ab Mera Us Bewafaa Ki Wajaah Se,...
Humne To Muskurakar Ghamo Ko Jhela Tha, Aur Ye Sab Hain Mujhpar Aansoon Bahaane Waale,..

Tu Na Ho Udaas Sunkar Mere Dard Ke Fasaane Ko "Jaanasheen"
Hum To Wo Hain Ke Marr Bhi Jaaye To Bankar Yaad Aane Waale,...

__________________________-Azeem-_________________________[/b]
Doston  Bahot Koshish Karne Ke Baad likha Hoon Is Kalam Ko Main Agar Koi Galtiaan Nazar Aaye,..
To Maaf Kardena.,..

Aare Jaanu Bhai, ye to Tumhari Behtareen kalamon mein se ek hai... Nihayat hii Khoob... Keep Going  :arrow:

Shukriya Bade Bhai,..
Mujh Mein Itni Himmat Nahi ke Main Tumhare Kalaamo Ka Samna Karoon,..
Phir Bhi Try Kiya,..
Shukriya Ke Tumhe Pasand Aaya,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #92 on: June 11, 2006, 08:34:56 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Very Nice Shikha, Nirbhay & Azeem...

Shukriya Bhai Gar App Kuch Likh Dete To seekhne Ka  Mukha Milta.,..
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #93 on: June 11, 2006, 02:04:52 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Bade Bhai,..
Mujh Mein Itni Himmat Nahi ke Main Tumhare Kalaamo Ka Samna Karoon,..
Phir Bhi Try Kiya,..
Shukriya Ke Tumhe Pasand Aaya,..

Yaar kya kya boltey ho tum bhi..

Khair Apni bhi lambii sii koshish arz hai..
=====================================

Mujhe Ye Zeed nahi ke tum mere Galley ka Haar ho jao
Akhela Bhi Chor dena humein, Agar tum khush waar ho jao

Bhot Jaldi Samajh mein ghool jaane lagty ho Zamane ki
Asaan to nahi thee mere khatir, kuch zamane ke liye bhi Duswaar ho jao

Meri MulaQatein zaraa kamm hoti hai tumse
Mein chahta hoon Tum harr MulaQat mein Nikharti hui wafaa daar ho jao

Mulaqakto mein merii bhi wafa ka hona zaroori hai
Soo tum ek Din Judaaee ke liye bhi Tayaar ho jao..

Chal chalati Dhoop ke Sehra Se aata hai koi bhi tumahare pass
Iska matlab ye nahi ki tum uskii Saya-e-Dewaar ho jao

Darya dilii ka Badaa Shouk hai tumhein Dill lagi ka bhi
Mein Chahta Hoon, Hum Chahat ki Mishaal baneIN sabke Khatir..
Mein Wafaa ki Murti bann jaun, Tum sabse paak mazaar ho jao..

Kal ka Suraaj mein bahut tumahari Roshni Sunil hogi..jhil mill hogi
Mein chup ho kar dekh Rahaa hoon, Tum Zaraa aaur Be-zaar ho jao

Bass mein chahta hoon tumhare pass dene ko jhoti tasali na ho
Aajaaye Jo aaisa dinn, Mujhse kahe binn tum Muntazaar ho jao

Humein kya pataa tha azaal se hi, ke apni kismat mein ranjh rakha hai
Mehan rakha hai, Sitam rakhya hai, aaur siraf Ghum hii ghum rakhya hai
Kaash mere inn ankahe sawaalon ka tum jawaab bann jao
Kaash ke tum hii mere jajjbaat ka ek khubsurat Fankaar bann jao..
Logged
phoenix
Guest
«Reply #94 on: June 11, 2006, 02:33:18 PM »
Reply with quote
bahut aache neer babu
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #95 on: June 11, 2006, 02:35:38 PM »
Reply with quote
bauhat acha bhiayaaaaaaaaaaaaaaaa
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #96 on: June 12, 2006, 07:28:50 AM »
Reply with quote
Quote from: "nirbhay"
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Bade Bhai,..
Mujh Mein Itni Himmat Nahi ke Main Tumhare Kalaamo Ka Samna Karoon,..
Phir Bhi Try Kiya,..
Shukriya Ke Tumhe Pasand Aaya,..

Yaar kya kya boltey ho tum bhi..

Khair Apni bhi lambii sii koshish arz hai..
=====================================

Mujhe Ye Zeed nahi ke tum mere Galley ka Haar ho jao
Akhela Bhi Chor dena humein, Agar tum khush waar ho jao

Bhot Jaldi Samajh mein ghool jaane lagty ho Zamane ki
Asaan to nahi thee mere khatir, kuch zamane ke liye bhi Duswaar ho jao

Meri MulaQatein zaraa kamm hoti hai tumse
Mein chahta hoon Tum harr MulaQat mein Nikharti hui wafaa daar ho jao

Mulaqakto mein merii bhi wafa ka hona zaroori hai
Soo tum ek Din Judaaee ke liye bhi Tayaar ho jao..

Chal chalati Dhoop ke Sehra Se aata hai koi bhi tumahare pass
Iska matlab ye nahi ki tum uskii Saya-e-Dewaar ho jao

Darya dilii ka Badaa Shouk hai tumhein Dill lagi ka bhi
Mein Chahta Hoon, Hum Chahat ki Mishaal baneIN sabke Khatir..
Mein Wafaa ki Murti bann jaun, Tum sabse paak mazaar ho jao..

Kal ka Suraaj mein bahut tumahari Roshni Sunil hogi..jhil mill hogi
Mein chup ho kar dekh Rahaa hoon, Tum Zaraa aaur Be-zaar ho jao

Bass mein chahta hoon tumhare pass dene ko jhoti tasali na ho
Aajaaye Jo aaisa dinn, Mujhse kahe binn tum Muntazaar ho jao

Humein kya pataa tha azaal se hi, ke apni kismat mein ranjh rakha hai
Mehan rakha hai, Sitam rakhya hai, aaur siraf Ghum hii ghum rakhya hai
Kaash mere inn ankahe sawaalon ka tum jawaab bann jao
Kaash ke tum hii mere jajjbaat ka ek khubsurat Fankaar bann jao..

Waah Bhai Bahoot Khoob,...

Geera Jab Toot Kar Kisi Ke Gale Ka Haar Banke,..
Maine Kisi Ke Gale Par Chardna Chord Diya,..
Mili Jab Sazaa Ek Baar Muskuraane Ki,..
Soch Kar Ye Maine Muskuraana Chord Diya,..

Jab Dekha Toot Te Hue Maine Dilon Ko,..
Us Din Se Humne Bhi Pyaar Karna Chord Diya,..
Bahoot Naaz Tha Mujhe Apne Chahne Walon Par,..
Jab Lagi Chot Dil Par To Humne Aitbar Karna Chord Diya,..

Koi Hota Nahi Apna Yahan Sab Dikhaawe Ke Rishte Hain,...
Jab Dekha Maut Ko Kareeb Se Zindagi Ka Daman Maine Chord Diya,..
Aakar Bahar Mere Gulistaan Mein Jab Kanton Ko Na Mehkaaya,...
Us Bahaaron Ke Phoolon Ka Chaman Maine Chord Diya,...

Kehte Hain Sab Yahan Mujhe Ke Main Boj Hoon Is Duniya Mein,..
Ye Sochkar Maine Bhi Ab Jeene Ka Bahaana Chord Diya,..
Rote Rote Jab Dekha Kisi Ko Muskuraate Hue "Jaanasheen"
Main Bhi Ab Gham Ka Saath Nibhaana Chord Diya,..

________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #97 on: June 13, 2006, 06:17:51 AM »

Bahut Khoob Nirbhay and Azeem bhai.... Amazing work.... both of u... =D>  =D>  =D>  =D>  =D>

Ab tumsey hum apney dil ki koi baat kya kahein,
Ashkon bhari kati kyon woh raat kya kahein....
Chupchaap sey suni jisney apney katal ki dastan,
hum to woh pathar ki ek majboor deewar ho gaye...
Muhabbat sey toot kar aaisey bikhar gaye hum,
Chehra chupa kar hathon sey jaar jaar ho gaye....

Samet li humney ruswai unki apney aanchal mey,
Khud apni hi nazron mey hum daagdaar ho gaye....
Sub kuch luta diya humney pyar ki guzarish mey,
Duniya yeh kehti hai ki hum gunaahgaar ho gaye...

Jo kadar naa kar saka merey zakhmo ki ta-umr,
kaisey hum unkey pairon ki jhankaar ho gaye....
Kiston mey maut payii humney jinki chahat mey,
Unkey liye hi hum fakat ek majaar ho gaye....

Woh kehtey they ki hansi mey teri phool khiltey hai kai,
Nazaron mey unki ab hum jaati hui bahaar ho gaye...
Koi naa aana is raah mey ishq ki thokarey hai bahut,
Hum bhi ek baar guzar kar yahan khabardaar ho gaye....

Likha jo humney kuch bhi to aansu nazar aaye,
Hum khud apney kalaam sey sharmshaar ho gaye...
Chand lafz hi byaan kardey jiskey dard key manzar ko,
Dekho humey ab hum bhi woh fankaar ho gaye....

Ab tumsey hum dil ki koi baat kya kahein,
Tanha sard raaton key kyon haqdaar ho gaye...
[/b]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #98 on: June 13, 2006, 06:58:39 AM »
Reply with quote
Shukriya Shikha Ji,...
Apne Bhi Bahoot Khoob Likha Hai,..
Deep Feelings,..

Kya Shikayat Karein Ab Kya Gila Karein,..
Ab To Bas Apne Haal Par Sab Duaa Karein,.

Jo Mang Baithe Saath Unka Anjaane Mein,..
Badnaam Kardiya Usne Hume Is Zamaane Mein,..

Bewafaa Bhi Sharmaa Gaye Hain Unke Sitam Dekh Kar,...
Hum To Muskuraate Rahe Unka Har Gham Seh Kar,..

Jaane Kyun Phir Bhi Usne Hume Na Pehchaana,..
Jise Diya Tha Dil Maine Wo Mujhse Tha Anjaana,...

Shayad Wafaaon Mein Meri Kaami Hogi,..
Ya Phir Kismat Meri Buri Hogi,..

Ab Kya Kahein Hum Kisi Se Apne Dil Ka Haal Yahan,..
Ek Khushi Ko Paane ke Liye Jaanasheen Loota Diya Humne Ye Jahan,..

Phir Bhi Aas Rakhte Hain Waafa Ki Us Bewafaa Se,..
Umeed Hain Hume Aaj Bhi Apne Khudaa Se,..

___________________-Azeem-______________________
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #99 on: June 14, 2006, 11:55:39 AM »
Reply with quote
Bahut sundar likha hai Azeem bhai.....
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #100 on: June 14, 2006, 12:20:30 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Shikha Ji,...
Apne Bhi Bahoot Khoob Likha Hai,..
Deep Feelings,..

Kya Shikayat Karein Ab Kya Gila Karein,..
Ab To Bas Apne Haal Par Sab Duaa Karein,.

Jo Mang Baithe Saath Unka Anjaane Mein,..
Badnaam Kardiya Usne Hume Is Zamaane Mein,..

Bewafaa Bhi Sharmaa Gaye Hain Unke Sitam Dekh Kar,...
Hum To Muskuraate Rahe Unka Har Gham Seh Kar,..

Jaane Kyun Phir Bhi Usne Hume Na Pehchaana,..
Jise Diya Tha Dil Maine Wo Mujhse Tha Anjaana,...

Shayad Wafaaon Mein Meri Kaami Hogi,..
Ya Phir Kismat Meri Buri Hogi,..

Ab Kya Kahein Hum Kisi Se Apne Dil Ka Haal Yahan,..
Ek Khushi Ko Paane ke Liye Jaanasheen Loota Diya Humne Ye Jahan,..

Phir Bhi Aas Rakhte Hain Waafa Ki Us Bewafaa Se,..
Umeed Hain Hume Aaj Bhi Apne Khudaa Se,..

___________________-Azeem-______________________

Ab apney haal ki hum duaa kya karey,
Koi kehta hai humey bewaffa to kya karey....

Badnaam jo huey unki muhabbat mey to kya hua,
Ek naam aur humara jo hua to kya hua....
Uski ab hum koi shikayat karey to kya karey.....

Woh Muskuratey rahey jo mera haal dekh kar,
Hum bhi gungunatey rahey unko behaal dekh kar
Ab aur koi geet hum unkey naam kya karey.....

Pehchaan meri kho gayi hai unki galiyon mey,
Raunak chali gayi hai ab in tazaa kaliyon sey,
Naam unkey hum koi ab gulistaan kya karey....

Kismat ko dosh dengey to kya payengey hum,
Khud apni hi uljhano mey aur ulajh jayengey hum,
In uljhano sey nikalney ka samadhaan kya karey....

Apney dil ka haal kisi sey kaha bhi to nahin jaata,
Lekin ab yeh dard humsey aur saha bhi to nahin jaata,
Dard bhool jaye hum kuch pal key liye aisa kaam kya karey....

Woh to humey dekhey begar chala gaya is mehfil sey,
Muskurahat thi hoton par Shikan to rahi is dil mey..
Wafaa ki ummed ab hum ussey karey to kya karey....
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #101 on: June 14, 2006, 12:49:02 PM »
Reply with quote
Puzzled !  Puzzled !  Puzzled !  Puzzled !  Puzzled !  Puzzled !
Yahan toh bhai sab bade bade shayar log hain.....

Gud Job Jaan bhai....Neer...and Shikha
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #102 on: June 14, 2006, 12:49:11 PM »
Reply with quote
Quote from: "Shikha12"
Bahut sundar likha hai Azeem bhai.....
Shukriya Shikha Jee,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #103 on: June 14, 2006, 12:50:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "badnaam_shayar"
Puzzled !  Puzzled !  Puzzled !  Puzzled !  Puzzled !  Puzzled !
Yahan toh bhai sab bade bade shayar log hain.....

Gud Job Jaan bhai....Neer...and Shikha

Shukriya Gaurav Bhai,..
App Se Hi HumKuch Seekhte Hain,..
Gar App Bhi Likhein To Seekhne Ka Maukha Naseeb Hoga,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #104 on: June 14, 2006, 12:53:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "Shikha12"
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Shikha Ji,...
Apne Bhi Bahoot Khoob Likha Hai,..
Deep Feelings,..

Kya Shikayat Karein Ab Kya Gila Karein,..
Ab To Bas Apne Haal Par Sab Duaa Karein,.

Jo Mang Baithe Saath Unka Anjaane Mein,..
Badnaam Kardiya Usne Hume Is Zamaane Mein,..

Bewafaa Bhi Sharmaa Gaye Hain Unke Sitam Dekh Kar,...
Hum To Muskuraate Rahe Unka Har Gham Seh Kar,..

Jaane Kyun Phir Bhi Usne Hume Na Pehchaana,..
Jise Diya Tha Dil Maine Wo Mujhse Tha Anjaana,...

Shayad Wafaaon Mein Meri Kaami Hogi,..
Ya Phir Kismat Meri Buri Hogi,..

Ab Kya Kahein Hum Kisi Se Apne Dil Ka Haal Yahan,..
Ek Khushi Ko Paane ke Liye Jaanasheen Loota Diya Humne Ye Jahan,..

Phir Bhi Aas Rakhte Hain Waafa Ki Us Bewafaa Se,..
Umeed Hain Hume Aaj Bhi Apne Khudaa Se,..

___________________-Azeem-______________________

Ab apney haal ki hum duaa kya karey,
Koi kehta hai humey bewaffa to kya karey....

Badnaam jo huey unki muhabbat mey to kya hua,
Ek naam aur humara jo hua to kya hua....
Uski ab hum koi shikayat karey to kya karey.....

Woh Muskuratey rahey jo mera haal dekh kar,
Hum bhi gungunatey rahey unko behaal dekh kar
Ab aur koi geet hum unkey naam kya karey.....

Pehchaan meri kho gayi hai unki galiyon mey,
Raunak chali gayi hai ab in tazaa kaliyon sey,
Naam unkey hum koi ab gulistaan kya karey....

Kismat ko dosh dengey to kya payengey hum,
Khud apni hi uljhano mey aur ulajh jayengey hum,
In uljhano sey nikalney ka samadhaan kya karey....

Apney dil ka haal kisi sey kaha bhi to nahin jaata,
Lekin ab yeh dard humsey aur saha bhi to nahin jaata,
Dard bhool jaye hum kuch pal key liye aisa kaam kya karey....

Woh to humey dekhey begar chala gaya is mehfil sey,
Muskurahat thi hoton par Shikan to rahi is dil mey..
Wafaa ki ummed ab hum ussey karey to kya karey....

Bahoot Khoob Likha Hai Apne Shikha Sis,..
Aise Kalam Pardkar Hi Hume Kuch Seekhna Naseeb Hota Hai,..
Good One,.
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 09:46:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer