amrita
Guest
|
Bewafaai mein jab humne apni tabhaai machai doston ke sawaalon ki kuch aisi lambi ferhist aayi
dedicated to all my friends in the entire universe!!
Kyon hai teri shayeri mein kadva sach kaun hai woh zaalim jo de gaya itna dard
kyon duniya se itni rusvaai hai kya milne waala har koi harjai hai
aisi bhi kya naubbat aayi hai ke hothon se cigarette lagayi hai
sach batana humko kya dhuein ne bhi unki tasveer banayi hai
har pal sharaab peekar madhosh rehtey ho kya unhe bhulane ki koshish kartey ho
jaantey hain in sawalon ka jawaab nahi rakhtey ho hum chahne waalo ki kya ek aarzoo puri kar saktey ho
kya sab kuch bhulakar apni zindagi ek naye sire se shuru kar saktey ho..??
Yoindia waalon agar in sawaalon ka jawaab rakhtey ho toh jaldh hi quote kar saktey ho!! heheh
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #1 on: June 15, 2005, 10:02:56 PM » |
|
Bewafaai mein jab humne apni tabhaai machai doston ke sawaalon ki kuch aisi lambi ferhist aayi
dedicated to all my friends in the entire universe!!
Kyon hai teri shayeri mein kadva sach kaun hai woh zaalim jo de gaya itna dard
kyon duniya se itni rusvaai hai kya milne waala har koi harjai hai
aisi bhi kya naubbat aayi hai ke hothon se cigarette lagayi hai
sach batana humko kya dhuein ne bhi unki tasveer banayi hai
har pal sharaab peekar madhosh rehtey ho kya unhe bhulane ki koshish kartey ho
jaantey hain in sawalon ka jawaab nahi rakhtey ho hum chahne waalo ki kya ek aarzoo puri kar saktey ho
kya sab kuch bhulakar apni zindagi ek naye sire se shuru kar saktey ho..??
Yoindia waalon agar in sawaalon ka jawaab rakhtey ho toh jaldh hi quote kar saktey ho!! heheh buaht khoob ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amrita
Guest
|
|
«Reply #2 on: June 18, 2005, 02:46:27 PM » |
|
doston ne kaha dukho ko bhul jaao yaar ki bewafaai ko bhul jaao til til kar martey ho roz aisa na ho ki tum jeena bhul jaao..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thycreator
Guest
|
|
«Reply #3 on: June 18, 2005, 02:55:42 PM » |
|
Kya bat hai Amrita ji.......nice.....
Kyu pareshan ho iss jeewan ke uljhe sawalon se, Kisko kya mila hai yahan jeewan se ulajh kar, Jee bhar jiyo yahan ki jaise kal ho hi nahi kabhi, Khud b khud hongi mushkilein dur khud se sulajh kar....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #4 on: June 18, 2005, 10:03:23 PM » |
|
Badi aasaani se Dil lagaye jaate hain Par badi mushqil se Wade nibhaye jate hain Le jaati hai Mohabbat un rahon par Jahan diye nahin Dil jalaye jate hain......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #5 on: June 20, 2005, 09:45:15 AM » |
|
Bewafaai mein jab humne apni tabhaai machai doston ke sawaalon ki kuch aisi lambi ferhist aayi
dedicated to all my friends in the entire universe!!
Kyon hai teri shayeri mein kadva sach kaun hai woh zaalim jo de gaya itna dard
kyon duniya se itni rusvaai hai kya milne waala har koi harjai hai
aisi bhi kya naubbat aayi hai ke hothon se cigarette lagayi hai
sach batana humko kya dhuein ne bhi unki tasveer banayi hai
har pal sharaab peekar madhosh rehtey ho kya unhe bhulane ki koshish kartey ho
jaantey hain in sawalon ka jawaab nahi rakhtey ho hum chahne waalo ki kya ek aarzoo puri kar saktey ho
kya sab kuch bhulakar apni zindagi ek naye sire se shuru kar saktey ho..??
Yoindia waalon agar in sawaalon ka jawaab rakhtey ho toh jaldh hi quote kar saktey ho!! heheh Aap se muafi chunga , badi mud'dat baad is mehfil mein aana hua ... aap ke sawal pdey !! sabse pehley to aap ke liye kuch arz hai .... Mulaiza farmaiye ..
mehfil-e-yoindia mein khud ko alaatreen misaal samjhtey ho alaav jla ke dekho har shaks bashinda hai yha !!
ab aap ke sawaloon ke jawab mein ... Kyon hai teri shayeri mein kadva sach kaun hai woh zaalim jo de gaya itna dardjawab !!! dard kehtey ho tum jisey woh pyaar ki sougaat hai shayri mein hai kadva sach, dil ke yeh jazzbaat hai !!kyon duniya se itni rusvaai hai kya milne waala har koi harjai hai
Jawab !! mana ke har insaan ba-waffa nhi hota sach yeh bhi hai ke har koi be-waffa nhi hota !!aisi bhi kya naubbat aayi hai ke hothon se cigarette lagayi hai
Jawab !! khud ko jlaney ke liye hath mein cigarette uthai hai kaseey khu duniya se ke sanam mera harjai hai !! sach batana humko kya dhuein ne bhi unki tasveer banayi haiJawab!! haan!! duyien ne bhi uski tasveer bnai hai cheek cheek ke kehta hai tera sanam harjai hai !! har pal sharaab peekar madhosh rehtey ho kya unhe bhulane ki koshish kartey ho
Jawab !! peetey hai hum sharaab hosh mein aaney ke liye unki bevffai ko waffa se nibaney ke liye !! jaantey hain in sawalon ka jawaab nahi rakhtey ho hum chahne waalo ki kya ek aarzoo puri kar saktey ho
Jawab !! khul ke btau humey ke dil mein justzuu kya hai fanaah ker dengey khud ko, btao ke aap ki aarzuu kya hai ? kya sab kuch bhulakar apni zindagi ek naye sire se shuru kar saktey ho..??Jawab !! guzar to jayegi tere bagir bhi lekin tere sath na guzari jo who zindgi hi kya !!
kaffi acha likh leti hai aap ... gar aur sawaal ho to le aayiga !! shidaat se intzaar krengey !!
HumTum !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amrita
Guest
|
|
«Reply #6 on: June 20, 2005, 07:01:02 PM » |
|
mujh se puuchiye to mujhse bura kaatib yahan koi nahi hai..aapne humein qaabil e tareef samjha bahut bahut shukriyah!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #7 on: June 21, 2005, 09:01:28 AM » |
|
yun to hum mehfil mein muskuratey rehtey hai kaun janey ki ankhooN mein sailaab hai kitna !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amrita
Guest
|
|
«Reply #8 on: June 21, 2005, 10:38:09 AM » |
|
khushk aankhon mein sailaab beshumaar hotey hain dard bhari aankho ko pehchane aise awaam ab nahi hotey hain
dard ko dard se dekh kar ab kisi aur ko hum dard nahi denge
dard bhari aankhon ko bhi zaroorat hoti hai pyaar ki akhir dard hi toh unke humdard hotey hain..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #9 on: June 21, 2005, 10:56:13 AM » |
|
aaj phir unhone humein nazar andaaz kiya kehna kya chahtein the hum,unhone kya sun liya kuch kamee apni vafa-on main bhi thi humne to ashkon se hi unhe rukhsat kiya ho gayee thi dil ko kuch umeed si unhone jo duur se hi hamein chedh diya!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amrita
Guest
|
|
«Reply #10 on: June 22, 2005, 11:56:20 AM » |
|
khushiyon ko gehno ki tarah pehnna hum ne seekh liya tha ruksat lete hue us bewafaa ne in gehno ko hum se cheen liya tha bewfaai toh sirf ek ne ki thi lekin humne pure jahan se apna muh mod liya tha..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #11 on: June 29, 2005, 09:52:05 AM » |
|
Honthon Pe Koyi Fariyaad Nehi Tum Se Milan Ki Koyi Aas Nehi Gum-e-Daurr Na Khatam Huya Aur Zindgi Hamare paas Nehi Saath Betaye Un Lamhaat Ka Kiya Aapto Kush Ahsaas Nehi Tamana-e-dil Tuti Kes Tarah Es Baat Mein Koyi Baat Nehi Tasuvver ke Pehlu Mein Bhi Mulakaat Ka Ittifaaq Nehi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amrita
Guest
|
|
«Reply #12 on: June 29, 2005, 08:49:05 PM » |
|
gum e jahan mein khuda se fariyaad karne baithe hain yaar bewafaa wafaai karne laut aaye yeh aas liye baithe hain...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #13 on: June 29, 2005, 09:17:27 PM » |
|
bahut khoob everybody..................
aaj dil mein ek sawaal utha hai poochna chahti hun main khuda se aakhir yeh mohabbat banayi kyun
agar thi yeh rah kaanton se bhari to masoom dilon ko dikhayi kyun
woh jo karte hain sacha pyar unki kismat mein fir yeh judayi kyun???
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ghulam Haider
Guest
|
|
«Reply #14 on: July 04, 2010, 12:46:50 AM » |