Shikwa

by thycreator on January 09, 2005, 02:44:39 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 6591 times)
awais
Guest
«Reply #45 on: May 09, 2005, 06:02:40 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
rishto ki aag tu khud bujata gaya,
bichadne ke geet tu gungunata gaya,
gila nahin ke ban gaye aaj ajnabi tum,
jab chod kar purane dost, naye risthe tu banata gaya!!!
nice meena ji

Tum na maano yeh haqeeqt hai, dosti insaan ki zaroorat hai,
kabhi aajao hamari mehfil main jan jaoge zindagi kitni khubsoorat hain.

i thnk my shair is not fit 4r this forum but whn u said dosti & aetabaar i thght abt this shr only (copied frm sms)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Shikwa unhe bhi bahut hai by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
Shikwa bhi tumse ,shikayat bhi........ by redwhitegang in Shayri for Khumar -e- Ishq
Shikwa, Khuda se.....!!!!! by Talat in Shayari-e-Parastish « 1 2 3 4 5 »
*Shikwa-DILSE* by Roja in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Meena
Guest
«Reply #46 on: May 09, 2005, 06:53:02 PM »
Reply with quote
thank u and nice one!!!

mana dosti insaan ka sahara hai,
uske bina jeena nahin gawara hai,
par dosti ke dekhe humne rang bhi aise,
ke ghayal te hum aur humare doost ne hi mara hai!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #47 on: May 15, 2005, 04:31:02 AM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
rishto ki aag tu khud bujata gaya,
bichadne ke geet tu gungunata gaya,
gila nahin ke ban gaye aaj ajnabi tum,
jab chod kar purane dost, naye risthe tu banata gaya!!!


Tumse mera nata do pal ka toh nahi tha,
Kuch bat thi aisi ki mai tuhse mil hi na saka,
Tumne bhi toh ek aawaz tak na lagayi hame,
Dost man kar bhi paraya bana kar hame rakha...
Logged
thycreator
Guest
«Reply #48 on: May 15, 2005, 04:34:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
thank you and nice one!!!

mana dosti insaan ka sahara hai,
uske bina jeena nahin gawara hai,
par dosti ke dekhe humne rang bhi aise,
ke ghayal te hum aur humare doost ne hi mara hai!!


Gud one meena ji.........
Jante hai hum bhi ki dosti mein toh dhokhe bhi bahut hai,
Phir bhi dosti karte hai hum phir se chot khane ke hi liye,
Kuch masroof hum hue aur kuch tumne bhi nahi poocha,
Aise hi chod diya bas humko thokar khane ke liye..........
Logged
Meena
Guest
«Reply #49 on: May 15, 2005, 02:18:13 PM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Meena"
rishto ki aag tu khud bujata gaya,
bichadne ke geet tu gungunata gaya,
gila nahin ke ban gaye aaj ajnabi tum,
jab chod kar purane dost, naye risthe tu banata gaya!!!


Tumse mera nata do pal ka toh nahi tha,
Kuch bat thi aisi ki mai tuhse mil hi na saka,
Tumne bhi toh ek aawaz tak na lagayi hame,
Dost man kar bhi paraya bana kar hame rakha...


hmm nice!!!

awaz to tume lagayi thi,
par mehefil ke nashe me tum madhosh te,
phirte te teri hi galiyon me aye dost,
tumne to hume dekha nahin hum tume dekhte har roz te!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #50 on: May 15, 2005, 02:20:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Meena"
thank you and nice one!!!

mana dosti insaan ka sahara hai,
uske bina jeena nahin gawara hai,
par dosti ke dekhe humne rang bhi aise,
ke ghayal te hum aur humare doost ne hi mara hai!!


Gud one meena ji.........
Jante hai hum bhi ki dosti mein toh dhokhe bhi bahut hai,
Phir bhi dosti karte hai hum phir se chot khane ke hi liye,
Kuch masroof hum hue aur kuch tumne bhi nahi poocha,
Aise hi chod diya bas humko thokar khane ke liye..........


aaj khete hai ke woh mashroof te,
jab ke mehefil ki shan woh to har roz te,
humse gila hai ke humne pukara nahin kabhi unki,
jabke unke pas hi waqt nahin tha ke woh hum ko khoj te!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #51 on: May 17, 2005, 01:03:16 AM »
Reply with quote
apni ankho ke samander mein othar janey dey
teri mujrim hoo mujhey doob ke mar janey dey
zakim kitney miley teri chahat se mujh ko
souchti hoo kaho tujh se, magar janey dey
Logged
thycreator
Guest
«Reply #52 on: May 18, 2005, 02:34:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"

aaj khete hai ke woh mashroof te,
jab ke mehefil ki shan woh to har roz te,
humse gila hai ke humne pukara nahin kabhi unki,
jabke unke pas hi waqt nahin tha ke woh hum ko khoj te!!


Kya bataye tumhe apne halat,tum samajh na sakoge,
Gar bharosa hai toh ye mano,humne tumhe dost mana hai...
Logged
thycreator
Guest
«Reply #53 on: May 18, 2005, 02:35:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
apni ankho ke samander mein othar janey dey
teri mujrim hoo mujhey doob ke mar janey dey
zakim kitney miley teri chahat se mujh ko
souchti hoo kaho tujh se, magar janey dey


Wah naveed,
Maut ilaz nahi hai kissi bhi seh ka aye mere dost,
Maja toh tab hai jab jee kar dikhaya jaye unhe...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #54 on: May 18, 2005, 08:01:56 PM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"
Quote from: "fakharenaveed"
apni ankho ke samander mein othar janey dey
teri mujrim hoo mujhey doob ke mar janey dey
zakim kitney miley teri chahat se mujh ko
souchti hoo kaho tujh se, magar janey dey


Wah naveed,
Maut ilaz nahi hai kissi bhi seh ka aye mere dost,
Maja toh tab hai jab jee kar dikhaya jaye unhe...
Thanx
Logged
Meena
Guest
«Reply #55 on: May 19, 2005, 04:00:47 PM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Meena"

aaj khete hai ke woh mashroof te,
jab ke mehefil ki shan woh to har roz te,
humse gila hai ke humne pukara nahin kabhi unki,
jabke unke pas hi waqt nahin tha ke woh hum ko khoj te!!


Kya bataye tumhe apne halat,tum samajh na sakoge,
Gar bharosa hai toh ye mano,humne tumhe dost mana hai...


guzar chuke hai aise mohabbat ke mukam se,
ke nafrat si hogayi hai mohabbat ke nam se!!! (NM)
Logged
thycreator
Guest
«Reply #56 on: May 19, 2005, 04:04:09 PM »
Reply with quote
Nafrat toh muhabbat ka hi ek roop hai aye dost,
Tumse nafrat mile toh usko bhi dil se lagale hum..happy9
Logged
Meena
Guest
«Reply #57 on: May 19, 2005, 04:09:24 PM »
Reply with quote
aaj phir woh hume apni baato me behelane lage,
aaj phir gum dabe gum ubarne lage!!!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #58 on: May 19, 2005, 04:11:55 PM »
Reply with quote
Kya behlayenge hum kissi ko, jo apna dil hi na behla sake,
Gar ye kar sakte toh hum mehfil mein bhi na tanha hote...
Logged
thycreator
Guest
«Reply #59 on: June 11, 2005, 11:41:56 AM »
Reply with quote
Kab tak chupau dard e dil dunia se mujhe bata,
Ya toh aa ja mujhse milne ya apna pata bata,

Kab tak sahunga yuhi mai tujhse iss judai ko,
Ab aa bhi ja dilbar jhuthla de tu sari khudai ko,

Kehti hai ye dunia ki tu bewafa hai ho gaya,
Chod kar mujhe dunia ki bheend meintu kho gaya,

Par ye dil janta hai ki tu bewafa toh nahi hai,
Tu dur hai mujhse phir bhi juda toh nahi hai...
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 02:27:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer