Socha Na Tha

by klaskar on March 30, 2010, 01:05:43 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1466 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #15 on: March 30, 2010, 11:16:09 PM »
Reply with quote
Congrats ...!!! Usual Smile
 N u r always welcome.
Dekhiye i got tht link noe.... its shwing noe in profile also b4 it vsnt thr
thnxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx happy3 happy3 happy3 happy3

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Socha na tha by thycreator in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3 4 »
ye socha na tha by AkeleHum in Shayri-E-Dard
~~~na socha tha~~~ by sachin_9810****** in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
AAJ SOCHA by jochahohojayein in Shayari -e- Husn
*~SOCHA NA THA~* by harshmeet in Shayeri for Dard -e- Bewafai
dead heart
Guest
«Reply #16 on: March 31, 2010, 12:10:22 PM »
Reply with quote
Thanx a lot dear...!!!

Lagta hai hamari aur aapki kahani kuch milti julti hai. Sach kahun to main bhi usey bewafa nahi samajhta. Par kabhi kabhi kuch is tarah sochne lag jata hoon ki wo bewafa lagti hai mujhe.

Hamare jazbaaton ko samajhne k liye bahut bahut shukriya. Kapil shukraguzaar hai aapka Rahim bhai...!!!

Haan kahanian milti julti lagti hai... Haan kabhi kabhi main bhi bewaffa soch leta hoon usse par phir usse bewaffa kehne ko jee nahin chahta..
Arey shukarguzar toh hum hai apke... Usual Smile
Dost, kabhi bhi apne ap ko tanha mehsoos karo, toh yaad rakhna hum abhi zinda hai... Usual Smile
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #17 on: April 04, 2010, 07:49:36 PM »
Reply with quote
sahi kaha aapne Rahim bhai... dil hamara pagal hi hai jo kabhi kisi cheez ko sahi aur kabhi usiko galat kehta hai...dost kaha hai aapne humein... tanha kaise ho sakte hain hum... bahut bahut shukriya Rahim bhai aapki dosti k liye... dosti amrit k saman hoti hai... koi bhi zeher asar nahi kar sakti... Usual Smile

Haan kahanian milti julti lagti hai... Haan kabhi kabhi main bhi bewaffa soch leta hoon usse par phir usse bewaffa kehne ko jee nahin chahta..
Arey shukarguzar toh hum hai apke... Usual Smile
Dost, kabhi bhi apne ap ko tanha mehsoos karo, toh yaad rakhna hum abhi zinda hai... Usual Smile
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #18 on: April 05, 2010, 03:57:37 AM »
Reply with quote
meri har subah ki pehli kiran thi tum,
tanhaayiyon me bas meri ek saathi thi tum,
hum to har kisi se naata tod baithe the,
socha na tha is tarah tanha chhod jaoge tum...

meri har raat me khwaab banke aati thi tum,
khwaabon me aake mera ghar sajati thi tum,
zindagi me mere ek haseen khwaab banke aaye the,
socha na tha is tarah wo khwaab tod jaoge tum...

dost the mere, fir pyaar ban gaye the tum,
dil ka hissa nahi mera dil ban gaye the tum,
sabko bhulake pyaar kiya tha tumse maine,
socha na tha is tarah mera dil tod jaoge tum...

socha na tha is tarah saath chhod jaoge tum,
tufaan se ladne ko akela chhod jaoge tum,
hum to ummeedo ka daaman thaame baithe the,
socha na tha is tarah daaman chhod jaoge tum...


Bahut khoob Kapil Ji
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #19 on: April 05, 2010, 01:42:57 PM »
Reply with quote
Bahut bahut shukriya Rajesh ji...!!!
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #20 on: April 05, 2010, 03:49:02 PM »
Reply with quote
meri har subah ki pehli kiran thi tum,
tanhaayiyon me bas meri ek saathi thi tum,
hum to har kisi se naata tod baithe the,
socha na tha is tarah tanha chhod jaoge tum...

meri har raat me khwaab banke aati thi tum,
khwaabon me aake mera ghar sajati thi tum,
zindagi me mere ek haseen khwaab banke aaye the,
socha na tha is tarah wo khwaab tod jaoge tum...

dost the mere, fir pyaar ban gaye the tum,
dil ka hissa nahi mera dil ban gaye the tum,
sabko bhulake pyaar kiya tha tumse maine,
socha na tha is tarah mera dil tod jaoge tum...

socha na tha is tarah saath chhod jaoge tum,
tufaan se ladne ko akela chhod jaoge tum,
hum to ummeedo ka daaman thaame baithe the,
socha na tha is tarah daaman chhod jaoge tum...

bahut acche klaskr ji.....dard ko bakhubi piroya hai aapne alfaazon mein....jaise apni zindagi ka kissa likh diya.....bahut khoob.....
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #21 on: April 05, 2010, 03:56:53 PM »
Reply with quote
Bahut bahut shukriya Nikhaar ji... aap hamare dard ko samajh paaye iske liye main aapka shukraguzaar hoon... ek baar fir se bahut bahut shukriya Nikhaar ji...!!!

bahut acche klaskr ji.....dard ko bakhubi piroya hai aapne alfaazon mein....jaise apni zindagi ka kissa likh diya.....bahut khoob.....
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #22 on: August 20, 2010, 04:40:19 AM »
Reply with quote
meri har subah ki pehli kiran thi tum,
tanhaayiyon me bas meri ek saathi thi tum,
hum to har kisi se naata tod baithe the,
socha na tha is tarah tanha chhod jaoge tum...

meri har raat me khwaab banke aati thi tum,
khwaabon me aake mera ghar sajati thi tum,
zindagi me mere ek haseen khwaab banke aaye the,
socha na tha is tarah wo khwaab tod jaoge tum...

dost the mere, fir pyaar ban gaye the tum,
dil ka hissa nahi mera dil ban gaye the tum,
sabko bhulake pyaar kiya tha tumse maine,
socha na tha is tarah mera dil tod jaoge tum...

socha na tha is tarah saath chhod jaoge tum,
tufaan se ladne ko akela chhod jaoge tum,
hum to ummeedo ka daaman thaame baithe the,
socha na tha is tarah daaman chhod jaoge tum...


bht hi pyari poem klaskar ji.....dard aapke dil ka jhanka raha har shabd me..kai bar padhi aur mehsus ki...
aur kya kahun main samjh nahin aaraha.......
try karti hun shayad kuch ban jayega ....

muskurahut dekar mere labon ko
tune kyun aankhon ko meri num kar diya
mehandi se saja kar mere hathon ko
ek pal me kyun mujhe berang kar diya

khilta tha rang mere chaehre ka
sirf teri muskan dekhne se
kyun tune udaasi ki chaadar se chehra chhupakar
mere chamakte chehre ko benuur kar diya

kehti to thi main har baat tumse sanam
apne dil ki apne har gum ki khushi ki
kyun tune aaj kuch na kaha mujhse
kyun sanam tumne mujhe khudse duurr kar diya...!!!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #23 on: August 20, 2010, 09:16:03 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Kasak ji jo aapne is kavita ko padha aur mere dard ko mehsoos kiya... tahe dil se main aapka shukriya adaa karta hoon... aur aapke khoobsurat se jawaab ke liye THANKS a LOT.... bahut pyaaara jawaab likha hai aapne.... par...

aankhen meri nam hain aaj,
inki wajah bewajah nahi,
tumhe dekh muskuraate the,
aaj tum hi mere sang nahi,

tumhe rote huye dekh sakte nahi the,
tumse juda hoke ji sakte nahi the,
aaj jab doli uthi tumhaare ghar se,
tumhaare apno me bas hum apne nahi the,

armaan tha  barso se mere dil ka,
haathon ko tumhaare ranga dekhne ka,
aaj rang to hai mehendi ka,
par hai wo kisi aur ke naam ka,

chaaha tha jise khud se badhkar,
aaj wo chahat hamaari na rahi,
maang me tumhaare kisi aur ke naam ka sindoor hai,
kal tak tum hamaari thi aur aaj hamaari na rahi...
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #24 on: August 20, 2010, 09:23:35 AM »
Reply with quote
no words for this reply klaskar ji..........
ab kuch nahin keh paungi.......totally blank
Logged
Rancho-D-Idiot
Guest
«Reply #25 on: August 20, 2010, 09:25:45 AM »
Reply with quote
kya anamika ji aap bhi, BLANK pe hi to sab kuchh likha ja sakata hai... na ko rukavat aur nahi koi adachan... to baas apani kalam uthaiye aur likh dijiye kuchh aisa ki jor ka jatka lage dhiree se... Usual Smile
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #26 on: August 20, 2010, 09:26:38 AM »
Reply with quote
koi baat nahi Kasak ji... aapne isey padha yahi bahut hai mere liye...!!!

Thanks again...!!!

no words for this reply klaskar ji..........
ab kuch nahin keh paungi.......totally blank
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #27 on: August 20, 2010, 09:31:54 AM »
Reply with quote
kya anamika ji aap bhi, BLANK pe hi to sab kuchh likha ja sakata hai... na ko rukavat aur nahi koi adachan... to baas apani kalam uthaiye aur likh dijiye kuchh aisa ki jor ka jatka lage dhiree se... Usual Smile

rancho padha aapne na kitna achcha likha hai kapil ji ne....
main isse behtar ispe kya likhun
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #28 on: August 20, 2010, 09:34:54 AM »
Reply with quote
thanks again... aap jo likhiye bas dil se likhiye Kasak ji... sab achcha hi hota hai...aur aap kuch likhen wo achcha na ho aisa ho hi nahi sakta...!!!

rancho padha aapne na kitna achcha likha hai kapil ji ne....
main isse behtar ispe kya likhun
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:45:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.153 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer