tamana

by fariyaad on November 18, 2008, 06:56:43 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3222 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: November 26, 2008, 04:54:31 PM »
Reply with quote
rangeenia dikha kar, berang kar gaya
kyun wo is tarah se daga kar gaya
tamana he rahi, uske pyar ki
jo mera na ho kar, mujhe apna kar gaya!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
****Tamana**** by Sairah in Shayri-E-Dard
zindge jis ki tamana kerti ha by FArah in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
~``tamana...;-0*`~ by Badal85 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Phir se jeene ki Tamana Ki............Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
DIL KI YEH TAMANA HAI by saahill in Miscellaneous Shayri
jasbirsingh
Guest
«Reply #16 on: November 26, 2008, 05:12:54 PM »
Reply with quote
rangeenia dikha kar, berang kar gaya
kyun wo is tarah se daga kar gaya
tamana he rahi, uske pyar ki
jo mera na ho kar, mujhe apna kar gaya!!


wah wah wahhhhhhhhh
kya kehna aap ka pooja, wah


JOH MERA NA HOKAR, MUJHEY APNA KAR GAYA
SAPNEY SAJAKAR, KAHI AUR BASS GAYA
KYA RANGEEN BANAYE APNI DUNIYA
MOHABAT MEH MAIN KUCH ISS KADAR PHASS GAYA



JASBIR SINGH

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #17 on: November 26, 2008, 05:54:31 PM »
Reply with quote
AARZ HAI DOSTO,

JAB BHI CHAHA WOH HI CHAHA
JO HUMARI KISMAT MAIN NAHI,

JAB BHI CHAHA WOH HI CHAHA
JO HUMARI KISMAT MAIN NAHI

MERI HAR EK TAMANNA SE
SHIQAYAT HAI MUJHE.

Welcome to Yoindia Fariyaad

Yeh kuch logon ki chahat hai
Wahi chahenge jo paraya hai
Baad kismat ko doos dete hain
Aur fir yun hi shiqayat karte hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: December 01, 2008, 07:42:42 AM »
Reply with quote
AAPKI TAMANNA KI HUM QADR KARTE HAI
KOI BAAT NAHI MILEGI AAPKO WOH HUM YAHI DUA KARTE HAI
HUM TOH AAPKE SIRF OR SIRF DOST BANE HAI
AAP YE GALATFEHMI MEIN NA RAHE HUME DOST KE ALAWA AAP HUME KUCH NA LAGE................JAANASHEN JI FOR YOU..............

****************************MUSKAN*******************************

NIce One,.

Dost Bhi Kehdiya Paraaya Bhi Kar Diya,.
"Haay, Dost Tune Bhi Mujhpar Sitam Kar Diya,.

Ek Tere Bharose, Manzil Ki Aur Chalna Dekha,.
Tune Bhi Tamanna Ko Meri, Khatam Kar Diya,.

Kyun "Muskaan, Kyun Azeem Ka Dil Torda Tune,.
Yun To Logon Par Tumne, Kitna Karam Kar Diya,.

____________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: December 01, 2008, 07:48:27 AM »
Reply with quote
JAHANASHEEN


SACHI MOHABBAT SIRF EK HOTI HAI
USKEY BAAD TOH SIRF MAUJ HOTI HAI
MIL JAYE KOI EK SACCHA PYAR
JINDAGI HAR PAL FIR RANGEEN HOTI HAI



JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com


Jasbir Bhai,.

Rangeen Zindagi Ke Ab Koi, Nazaare Nahi,.
Khade Hain Jo Mehfill Mein, Ab Wo Hamaare Nahi,.

Ek Daur Tha Hum Dekha Karte The, Aasmaan Mohabbat se,.
Aaj Ye Daur Alag Hai, Ab Wo Pehle Jaise Sitaare Nahi,.

Zindagi Wo Samander Jo Dard Dena Jaane, Wo Paar Kar Jaaye,.
Jo Khushi Ki Umeedein Rakhte Hain, Unke Liye To Koi Kinaare Nahi,.

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #20 on: December 01, 2008, 10:17:41 AM »
Reply with quote

Jasbir Bhai,.

Rangeen Zindagi Ke Ab Koi, Nazaare Nahi,.
Khade Hain Jo Mehfill Mein, Ab Wo Hamaare Nahi,.

Ek Daur Tha Hum Dekha Karte The, Aasmaan Mohabbat se,.
Aaj Ye Daur Alag Hai, Ab Wo Pehle Jaise Sitaare Nahi,.

Zindagi Wo Samander Jo Dard Dena Jaane, Wo Paar Kar Jaaye,.
Jo Khushi Ki Umeedein Rakhte Hain, Unke Liye To Koi Kinaare Nahi,.

_________________________________-Jaanasheen-



SAATH UNKEY DUNIYA RANGEEN HOTI HAI
HAR PAL HI KHUSHIYA NASEEB HOTI HAI
SADA RAHEY WOH SAATH HAMAREY
UNKEY SAATH HI MEHAK HASEEN HOTI HAI



JASBIR SINGH

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: December 01, 2008, 11:48:25 AM »
Reply with quote

SAATH UNKEY DUNIYA RANGEEN HOTI HAI
HAR PAL HI KHUSHIYA NASEEB HOTI HAI
SADA RAHEY WOH SAATH HAMAREY
UNKEY SAATH HI MEHAK HASEEN HOTI HAI



JASBIR SINGH



Koi Yahaan Saath Nibhaane Waala Nahi,.
Is Duniya Ko "Jasbir" Abhi Tune Jaana Nahi,.

Naaz Main Bhi Isi Tarah Karta Raha Khud Pe,.
Aaj Dekh Meri Haalat, Meri Tarah Ab Koi Deewaana Nahi,.

Yahaan Pal Pal, Mein Log Badal Jaate Hain,.
Laila Majnu, Heer Ranjhe Ka Ye Zamaana Nahi,.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #22 on: December 01, 2008, 12:14:03 PM »
Reply with quote
Koi Yahaan Saath Nibhaane Waala Nahi,.
Is Duniya Ko "Jasbir" Abhi Tune Jaana Nahi,.

Naaz Main Bhi Isi Tarah Karta Raha Khud Pe,.
Aaj Dekh Meri Haalat, Meri Tarah Ab Koi Deewaana Nahi,.

Yahaan Pal Pal, Mein Log Badal Jaate Hain,.
Laila Majnu, Heer Ranjhe Ka Ye Zamaana Nahi,.

_________________________-Jaanasheen-



LAILA, MAJNU, HEER,RANZA KA YEH JAMANA NAHI
PYAR KAREY KOI AISA, KOI DEWANA NAHI
MAR MITTEY HAI AAJ BHI KAYI AASHIK
NAAM KAR JAYE AISA, KOI PARWANA NAHI


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: December 01, 2008, 01:21:41 PM »
Reply with quote

LAILA, MAJNU, HEER,RANZA KA YEH JAMANA NAHI
PYAR KAREY KOI AISA, KOI DEWANA NAHI
MAR MITTEY HAI AAJ BHI KAYI AASHIK
NAAM KAR JAYE AISA, KOI PARWANA NAHI


JASBIR SINGH

Nice One,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: December 01, 2008, 09:52:54 PM »
Reply with quote
THANKS JAHANASHEEN


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: December 01, 2008, 09:59:45 PM »
Reply with quote
Koi Yahaan Saath Nibhaane Waala Nahi,.
Is Duniya Ko "Jasbir" Abhi Tune Jaana Nahi,.

Naaz Main Bhi Isi Tarah Karta Raha Khud Pe,.
Aaj Dekh Meri Haalat, Meri Tarah Ab Koi Deewaana Nahi,.

Yahaan Pal Pal, Mein Log Badal Jaate Hain,.
Laila Majnu, Heer Ranjhe Ka Ye Zamaana Nahi,.

_________________________-Jaanasheen-


WAH WAH WAH Kaya baat hai lil bro... bahoot sahi kaha apne... Good work!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #26 on: December 02, 2008, 03:36:03 AM »
Reply with quote
DUNIYA JOH JAAN KEY ABB HUM KYA KARENGEY
KISI KOH DIL MEH BASA KEY HUM JAA GAYE HAI
HAI BAHUT MATLABHI YEH DUNIYA
KISI KEY PYAR SEY HUM SAMAJ GAYE HAI


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: December 02, 2008, 10:31:06 AM »
Reply with quote
WAH WAH WAH Kaya baat hai lil bro... bahoot sahi kaha apne... Good work!!


Shukriya didi Jaan,.
Aap Bhi Kuch Likh Jaate To Seekhne Ka Maukha Milta,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: December 02, 2008, 10:34:07 AM »
Reply with quote
DUNIYA JOH JAAN KEY ABB HUM KYA KARENGEY
KISI KOH DIL MEH BASA KEY HUM JAA GAYE HAI
HAI BAHUT MATLABHI YEH DUNIYA
KISI KEY PYAR SEY HUM SAMAJ GAYE HAI


JASBIR SINGH

Nice One,.

Bahot Dair Baad Mere "Dost, Tune Duniya Ko Jaana Hai,.
Humne Dil Lagaa Kar Dekha Tha, Kitna Mushkil Dil Lagaana Hai,.

Ab To Bewafaai, Jaise Ek Dastoor Hai, Duniya Ka,.
Heer Ranja, Laila Majnu, Ka Ye Nahi Zamaana Hai,.

_____________________________--Jaanasheen--
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #29 on: December 02, 2008, 12:30:35 PM »
Reply with quote
nice jahanasheen


PYAR KARKEY HI YAAR KA PATA CHALTA HAI
UPPAR SEY TOH HAR SHAKSH APNA LAGTA HAI


JASBIR SINGH
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:35:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer