tanhaai

by kaushikbhawna008 on March 29, 2008, 05:25:19 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 931 times)
kaushikbhawna008
Guest
Reply with quote
meri apni meri saheli hai tanhaai
har gam me mera saath deti hai tanhaai......

apno ki bheed me chup-chaap jab b khadi dekhti hai mujhe
mera saath dene chali aati hai tanhaai.......

jab tum nahi hote ho to sochti hoon kisse karu mein haale dil bayaan
to meri dil ki khamoshi ko sunne chali aati hai meri tanhaai..........

meri apni meri saheli hai tanhaai
har gam me mera saath deti hai tanhaai..........

gum ho gaya tha jo kahin mera chain-o-sukun is jahan me
mere dil ko sukoon deti hai tanhaai.......

jab b chaahti hoon ki tu mere paas hota
to tere hone ka ehsaas dilaati hai tanhaai.............

meri apni meri saheli hai tanhaai
har gam me mera saath deti hai tanhaai..............

wafaa mohobbat vaade sab jhoote hain is jahan ke
koi nahi yaha kisi ka hai apni kuch to bas wo hai tanhaai........

yakin mano e-dosto tum b ise gale se lagaalo
chutega jab saath kisi ka to dhundhoge tum tanhaaiiiiiiii........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tanhaai by tabassum shakeel in Shairi - E - Zindagi « 1 2 ... 5 6 »
Tanhaai,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
tanhaai by bekarar in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
TANHAAI,,,,,,,,,,,,,,,, by RKQ in Shayri-E-Dard
Gum-e-tanhaai ! by deepika_divya in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Roja
Guest
«Reply #1 on: March 29, 2008, 02:04:19 PM »
Reply with quote
Quote
meri apni meri saheli hai tanhaai
har gam me mera saath deti hai tanhaai......

apno ki bheed me chup-chaap jab b khadi dekhti hai mujhe
mera saath dene chali aati hai tanhaai.......

Bahut khoob bhawna Applause
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #2 on: April 14, 2009, 10:26:31 AM »
Reply with quote
meri apni meri saheli hai tanhaai
har gam me mera saath deti hai tanhaai......

apno ki bheed me chup-chaap jab b khadi dekhti hai mujhe
mera saath dene chali aati hai tanhaai.......

jab tum nahi hote ho to sochti hoon kisse karu mein haale dil bayaan
to meri dil ki khamoshi ko sunne chali aati hai meri tanhaai..........

meri apni meri saheli hai tanhaai
har gam me mera saath deti hai tanhaai..........

gum ho gaya tha jo kahin mera chain-o-sukun is jahan me
mere dil ko sukoon deti hai tanhaai.......

jab b chaahti hoon ki tu mere paas hota
to tere hone ka ehsaas dilaati hai tanhaai.............

meri apni meri saheli hai tanhaai
har gam me mera saath deti hai tanhaai..............

wafaa mohobbat vaade sab jhoote hain is jahan ke
koi nahi yaha kisi ka hai apni kuch to bas wo hai tanhaai........

yakin mano e-dosto tum b ise gale se lagaalo
chutega jab saath kisi ka to dhundhoge tum tanhaaiiiiiiii........


Bhawna Aapki Tanhaaiiiiiiii...!!! aapne To Kamaal Kar Diya..Ik Lafz e Tanhai ko Bade hi Gaur o Fiqr k Saath Taraasha Hai..
Aksar Tanhaai Se Darte Hai aapne To Use Shaheli Bana diya..
aur
Shyri e dard bewafai judai Mein To Aap Ka Saani Yoindia mein Shayad Kuch Kamm Hi Honge..


Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:31:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer