Teri Bewafaai Ka Aashiqi Ka Matam,..

by Jaanasheen on July 02, 2006, 08:24:53 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 5703 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
Reply with quote
Teri Bewafaai Ka Aashiqi Ka Matam Hai,..
Zindagi Ki Raahon Mein Zindagi Ka Matam Hai,..

Mujhko Dass Gaye Dekho Saamp Aastino Ke,..
Dushmano Ka Shikwa Kya Dosti Ka Matam Hai,..

Ro Rahe Hain Dushman Bhi Aaj Meri Mayyat Par,..
Aake Dekhle Teri Berukhi Ka Matam Hai,..

Hogayi Khataa Humse Tumko Toot Kar Chaha,..
Jo Hume Na Raas Aayi Us Khushi Ka Matam Hai,..

Kal Ujaale Baante The Humne Saari Duniya Ko,..
Aaj Khud Mere Ghar Mein Roshni Ka Matam Hai,..

Dil Ke Tukde Tum Zaleem Chun Ke Bharlo Daman Mein,..
Pooche Koi Keh Dena Dillagi Ka Matam Hai,..

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
teri bewafaai ka asar hai yaa.... by vinayak_joshi36 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
TERI BEWAFAAI TOH EK BAHANA HAI by ehsaas chahat ka in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Teri Bewafaai Ka Mujhe Koi Sikawa Nahi by sinha_0005 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
teri aashiqi ka nasha : by awesome jai by awesomejai in Shayri for Khumar -e- Ishq
teri aashiqi me hum............(ambu) by ambalika sharma in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #1 on: July 02, 2006, 08:40:33 AM »
Reply with quote
Tu Rehne Waali Mehlon Ki Main Ek Tasweer Gurbat Ki,..
Tere Nazron Mein Kya Hogi Kadar Meri Mohabbat Ki,..

Rishte Tord Do Tum Saare Mera Dil Mujhko De Do Tum,..
Mohabbat Aapki Duniya Mein Hai Mandi Tijaarat Ki,.

Main Tere Sheher Se Bhi Tord Doonga Apna Har Rishta,..
Ke Maine Dekhli Zaleem Haddein Teri Sharafat Ki,..

Jahan Phoolon Mein Bhi Milti Hai Khushboo Bewafaai Ki,..
Khadi Dekhi Hai Raahon Mein Deewaarein Maine Nafrat Ki,..

Main Sehraaon Mein Lekar Aagaya Hoon Zindagi Apni,..
Suni Hai Dukh Bhari Jabse Kahaani Maine Mohabbat Ki,..

Logged
Shikha12
Guest
«Reply #2 on: July 02, 2006, 12:03:36 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Teri Bewafaai Ka Aashiqi Ka Matam Hai,..
Zindagi Ki Raahon Mein Zindagi Ka Matam Hai,..

Mujhko Dass Gaye Dekho Saamp Aastino Ke,..
Dushmano Ka Shikwa Kya Dosti Ka Matam Hai,..

Ro Rahe Hain Dushman Bhi Aaj Meri Mayyat Par,..
Aake Dekhle Teri Berukhi Ka Matam Hai,..

Hogayi Khataa Humse Tumko Toot Kar Chaha,..
Jo Hume Na Raas Aayi Us Khushi Ka Matam Hai,..

Kal Ujaale Baante The Humne Saari Duniya Ko,..
Aaj Khud Mere Ghar Mein Roshni Ka Matam Hai,..

Dil Ke Tukde Tum Zaleem Chun Ke Bharlo Daman Mein,..
Pooche Koi Keh Dena Dillagi Ka Matam Hai,..

Very nice Azeem.... Bahut achha likha hai...

Especially these lines:
Mujhko Dass Gaye Dekho Saamp Aastino Ke,..
Dushmano Ka Shikwa Kya Dosti Ka Matam Hai,..
[/b]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #3 on: July 02, 2006, 01:18:49 PM »
Reply with quote
Shukriya Shikha Sis,..
Gar App Bhi Kuch Likhte To Acha Lagta,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #4 on: July 02, 2006, 01:22:29 PM »
Reply with quote
Bewafaa Keh Kar Jaa Rahe Hain Mujhe,..
Wo Jo Ek Pal Ke Liye Bhi Wafaa Na Nibhaai,..
Logged
upma
Guest
«Reply #5 on: July 02, 2006, 03:40:35 PM »
Reply with quote
bahut achcha likha aapne

and thanks for ur response for my very first creation..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #6 on: July 03, 2006, 10:23:58 AM »
Reply with quote
Quote from: "upma"
bahut achcha likha aapne

and thanks for ur response for my very first creation..

Shukriya Upma Ji,.
Apne Pehla Post Hi Bahoot Badiya Likha Hai,..
Kash Ke Is Topic Par Bhi Likhte To Kuch Pardh Sakte,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #7 on: July 03, 2006, 10:25:52 AM »
Reply with quote
Bewafaai Ki Dard Tardpaaye,..
Beete Lamhon Ki Yaad Kyun Aaye,..

Tune Mere Dil Ko Torda,..
Tanha Tanha Mujhko Chorda,..

Kyun Kiya Aisa Sitam..
Hum Tumhaare Hai Sanam,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #8 on: July 04, 2006, 08:41:29 AM »
Reply with quote
Meri Barbaadi Par Jashn Manaa Rahe Hain Sab Log,..
Khush Naseeb Hoon Main Ke Akhri Waqt Par Bhi Kisi Ko Rone Na Diya,..

____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #9 on: July 06, 2006, 01:37:13 PM »
Reply with quote
Sab ke Honthon Par Tabassum Tha Mere Marne Ke Baad,..
Jaane Kya Soch Kar Rota Raha Qateel Mera...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #10 on: July 08, 2006, 07:28:30 AM »
Reply with quote
Na Jaane Kyun Tera Milkar Bichardna Yaad Aata Hai,..
Main Ro Pardta Hoon Jab Guzra Zamaana Yaad Aata Hai,..

Nahi Bhoola Hoon Main Abtak Tujhe O Bhoolne Waale...
Bata Tujhko Bhi Kya Mera Fasaana Yaad Aata Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #11 on: July 08, 2006, 07:29:00 AM »

«Reply #12 on: July 08, 2006, 07:37:12 AM »
Reply with quote
Barbaadian Meri De Rahi Hain Rahat Kisi Ko,..
Tamanna Hai Ke Unhe Khushi Dete Dete Main Barbaad Ho Jaaoon,..

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #13 on: September 08, 2006, 05:05:46 AM »
Reply with quote
nice one JS bahi........

Yeh kaisi chahat ho hagi tumse
ke hume tanhai se mohabbat ho gai......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #14 on: September 09, 2006, 10:53:06 AM »
Reply with quote
Waah Bhai Ye Jo Do Line Likhe Hain Bahoot Hi Khoob Hain,..
Nice One,..
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 03:19:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer