Teri Bewafaai Ka Aashiqi Ka Matam,..

by Jaanasheen on July 02, 2006, 08:24:53 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 5702 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: September 09, 2006, 10:54:54 AM »
Reply with quote
Apni Tanhaaion Mein Mashroof The Hum,.,
Aaj Muddat Baad Kisine Pukaara Hai,.
Ek Pal Ke Liye To Sochne Lage,..
Kya Ye Naam Hamara Hai..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
teri bewafaai ka asar hai yaa.... by vinayak_joshi36 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
TERI BEWAFAAI TOH EK BAHANA HAI by ehsaas chahat ka in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Teri Bewafaai Ka Mujhe Koi Sikawa Nahi by sinha_0005 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
teri aashiqi ka nasha : by awesome jai by awesomejai in Shayri for Khumar -e- Ishq
teri aashiqi me hum............(ambu) by ambalika sharma in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
zakhmi jaan
Guest
«Reply #16 on: September 15, 2006, 08:45:40 PM »
Reply with quote
hum tanhaiyon se nahi, mehfilon se darte hain,
hum zamane se nahi, apne aap se darte hain,
yun to bahut kuch khoya hai hamne zindagi mein,
jaane kyun aapko khone se darte hain..........
[/b]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: September 16, 2006, 07:05:00 AM »
Reply with quote
Quote from: "zakhmi jaan"
hum tanhaiyon se nahi, mehfilon se darte hain,
hum zamane se nahi, apne aap se darte hain,
yun to bahut kuch khoya hai hamne zindagi mein,
jaane kyun aapko khone se darte hain..........
[/b]


Waah Jaan.,..

Bahoot Khoob,..

Tanha To Zaroor Tha Main Us Se Milne se Pehle,..
Aaj To Mehfilon Mein Bhi Tanhaai Nazar Aati Hai,..
Jab Koi Baat Karta Hai Mohabbat Ki Humse Yahan,..
Hume Us Bewafaa Ki Mohabbat Yaad Aati Hai,..

__________________________-Jaanasheen-
Logged
NASARULLA
Guest
«Reply #18 on: October 06, 2006, 03:13:38 PM »
Reply with quote
woh to aag ta jo bal ko to baaki rakhka,
aur tum woh aag ti jo bas pal bar me us bal ko bhi jalaa diya.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: October 07, 2006, 01:59:04 PM »
Reply with quote
Nice One Nasrulla
And welcome To Yoindia
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: October 09, 2006, 05:11:08 PM »
Reply with quote
Aaj Ro Rahe Hain Sar Rakh Kar Wo Meri Kabar Par,..
Jinhone Kabhi Kadar na Jaani Meri Aur Meri Chahaton Ki,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #21 on: October 19, 2006, 03:28:48 PM »
Reply with quote
bahut khoob jaanasheen


           jo mujhe sukoon ab de sake bas ab aise dar ki  talash hai
         vo gunaah ho ya sawab ho mujhe us amal ki talaash hai

     mere sare sapne bikhar gae main to choor choor hun  ho chuki
  jo mujhe samet ke rakh sake usi ek ghar ki talash hai

  jahaan hon parinde chahak rahe aur hawa bhi tez ho bah rahi
   meri saans ab hai ghuti hui mujhe us fiza ki talash hai

     main khafa hun har ek rishte se ki sila hai inse   mila nahi
     jis rishte ka nahi naam ho ab mujhko usiki talash   hai

   kabhi titaliyon ke se khwab the aur ek phool meri  talash thi
magar thokaren hi milin mujhe ab pattharon ki talash hai

                          vo ajeeb sa mera ek dost mere dil ke itne qareeb  hai
                ki meri khushi to main bhool gai uski khushi ki  talash hai

                     milen rahaten use chahten ki vo zindagi me sada hanse
                       ye doa meri jo sun sake mujhe us khuda ki talash hai
         
Logged
FArah
Guest
«Reply #22 on: October 20, 2006, 01:49:40 AM »
Reply with quote
bohat acccha ha.




Sab ka Honto per aik hi charcha ha k tu bewafa ha
wafa-e-mohabat ki ho tu pata  chalay k kya bewafie ha
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: October 20, 2006, 03:13:44 PM »
Reply with quote
Shukriya Didi,..
Bahoot Khoob Likha JHai,..

Exellent,..

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: October 20, 2006, 03:16:20 PM »
Reply with quote
Quote from: "FArah"
bohat acccha ha.




Sab ka Honto per aik hi charcha ha k tu bewafa ha
wafa-e-mohabat ki ho tu pata  chalay k kya bewafie ha


Niec One Saba Sis,..

Bewafaa Hain Wo Ye Main Nahi Maanta,...
Kabhi Usne Bhi Afsos Kiya Tha Khud Ke Sitam Par "Farah"
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #25 on: October 20, 2006, 03:26:16 PM »
Reply with quote
thanx bhai aur bahut khoob likha hai tumane

sou zakhmo ka ghar mera dil ek tera gham aur sahi
teer sahen hain lakhon dil ne tera nishana aur sahi

uff na karenge ye vada hai tere sitam ki had bhidekhen
dil apna aadi hai iska ek sitam bas aur sahi

raham ye karna khushi na dena sah pae na ham shayed
gham ki barish hamko pyari thoda bheegen aur sahi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: October 21, 2006, 12:57:42 PM »
Reply with quote
Waah Didi Bahoot Khoob,..

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: October 21, 2006, 12:59:38 PM »
Reply with quote
Quote from: "tabassum shakeel"
thanx bhai aur bahut khoob likha hai tumane

sou zakhmo ka ghar mera dil ek tera gham aur sahi
teer sahen hain lakhon dil ne tera nishana aur sahi

uff na karenge ye vada hai tere sitam ki had bhidekhen
dil apna aadi hai iska ek sitam bas aur sahi

raham ye karna khushi na dena sah pae na ham shayed
gham ki barish hamko pyari thoda bheegen aur sahi


Bahoot Khoob didi,..
Waah didi..
sach Bahoot Khoob ,..
Line Jo apne Likhe hain Dil Ko Choo Gaye,...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: October 21, 2006, 01:03:02 PM »
Reply with quote


Barbaad Kar Gayi Hume Uski Chahat Ne,..
Ke Usne Chaha Bhi Hume To Sirf Zaroorat ke Liye,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
vinayak_joshi36
Guest
«Reply #29 on: February 01, 2007, 11:10:10 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Teri Bewafaai Ka Aashiqi Ka Matam Hai,..
Zindagi Ki Raahon Mein Zindagi Ka Matam Hai,..

Mujhko Dass Gaye Dekho Saamp Aastino Ke,..
Dushmano Ka Shikwa Kya Dosti Ka Matam Hai,..

Ro Rahe Hain Dushman Bhi Aaj Meri Mayyat Par,..
Aake Dekhle Teri Berukhi Ka Matam Hai,..

Hogayi Khataa Humse Tumko Toot Kar Chaha,..
Jo Hume Na Raas Aayi Us Khushi Ka Matam Hai,..

Kal Ujaale Baante The Humne Saari Duniya Ko,..
Aaj Khud Mere Ghar Mein Roshni Ka Matam Hai,..

Dil Ke Tukde Tum Zaleem Chun Ke Bharlo Daman Mein,..
Pooche Koi Keh Dena Dillagi Ka Matam Hai,.............


 :oops:
waqt thoda hai paas mere par bahut kuch karna abhi baaki hai,
wo jakhm jo apno ne diya hai use abhi bharna baaki hai,
tere pyar ki aadat c pad gai hai mujhe kuch der tere saath chalna baaki hai,
shamshaan chod k kuch pal k liye kahin mat jaana,
varna rooh kahegi ruk ja abhi tere yaar ka jalna baaki hai. :oops:
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 03:18:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer